Demo Account and Sever and Leverage

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    jab hum demo ko use karna hay to humain hard work kar kay kam karna ho ga kun kay humain demo ko use karny say humain practice karni ho gi jab hum in kay bgyr kam karty hain to risk hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      well aisa possible nahi hai humaray liye kiyunki ye totally depend krta hai k hum kis country mein reh kar trading kr ry hein kiyunki hum jis country mein reh kar trading karty hein humein usi k hisab se severe aur leverage milta hai
      • #213 Collapse

        Bhai mery khayal say ap sever ko select nahi kr sakty. ya sever auto he select hota hai. ap ka leverage 1:1000 hai. mery khayal say ya bohat zada hai. ap ko leverage apni investment ky mutabiq he select krna hai. tou ap ko zada fada ho gy. ap ki investment bhe safe ho gy.
        • #214 Collapse

          bhai hum jah par kam kartey h hum ko ausey cantrey k hasab c pasey maltey agr hum usa ka hasab c kam karey ga to hum ko dolar hi maley ga aur pakistan k hasab c pasey hi maley ga
          • #215 Collapse

            Demo account ak learning account hai jb k real account earning account hai. es mai sever jo hota hai tou wo ap ka terminal hota hai. leverage ap ko apnay plan ky mutabiq set krna hai.
            • #216 Collapse

              Mery bhai humen demo account sirf aor sirf insta forex server ka bnana chue aor leverage aor lot size bhi whi rakhen jitna ap ny apny trading account ma investment krni hai is sy apko asql practical work krny ka moqa mily ga mery bhaio.
              Acha kaam achy daam
              • #217 Collapse

                Bhai apka sawal bahut acha aur knowledge wala hy per yr main khud forex trading main new member hon aur mujy is bat ka pata ni hy per main abi apny forex trading k teacher sy yeh bat ka pata kar k apna forex trading ka knowledge bahata hon
                • #218 Collapse

                  demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur profit hasil karny k liye hard work karni ho gi ta k earning ho skay aur profit ho
                  • #219 Collapse

                    aur is forex main demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho saky aur leverage utna hi lena ho ga jitna is main hum earn kar saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k market main earn ho
                    • #220 Collapse

                      teal account kabhi b directly shuru na kren balky at least 6 months demo account pe parectice kren aur leavrage ko ziada sy ziada rakhen tan k apky pas ziada trade lagany ki gojaish baqi ho.
                       
                      • #221 Collapse

                        demo account wo hota hae jo prectice k liay bnda use krta hae aur trading stretigy seekhny k liay bnda use krta hae aur ye bahot achi chez hae demo account ko km sy km 6 months use krna chaeay.
                         
                        • #222 Collapse

                          jab hum demo main kam karty hain to humain is main insta account kay bary main learning hasil ho sakti hay humain demo ko use kar kay kafi maloomat hasil ho sakti hay loss km ho ga
                          • #223 Collapse

                            is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main achi trade kar k earn ho
                            • #224 Collapse

                              Yes of course demo account practice kay liay bot best hay or jab ham bnatay hain to hamain chiay kay leverage level ko kafi had tak normal rakhain or jitni investment ho utna he demo account bnain kiun kay aap ko to pata he hay phir waisay he with out knowledge bhe practice karna theek nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                demo account main hum nay is market main trading ko kis tara say krna hai ye learn krna hota hai laikin is main leverage say koi b issue nahi hota hai kun k hum nay is market say trade ko kis tara say open krna hai ye maloom krna hota hai
                                I LOVE PAK FORUM

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X