Demo Account and Sever and Leverage

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    demo accoutn ko hum agar practice kay liey use karen gay to humari trading skill enhance hoti hay so humay tab tak demo par kam karna chahiey jab tak hum trading ko sahi say samjh na jaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      demo account me bhi leverage aap adjust kar sakte hain dono he kisam ke options aap ko milte hain or sab se best mere lye demo account is waja se bhi raha hai kiun ke mene pori forex jitni bhi abhi tak learn kari hai sirf or sirf demo account se he kari hai or wahin se me forex me kamyab ho paya hon .
      • #228 Collapse

        demo account her ik trader ki life main is ki kafi zada importance hoti hai jin say ye maloom krta hai kay kaam ko is main kis tara say krna hai her ik business man ko is life main ye moka milta hai jin say ye teek say kaam ko kr saqty hain koi b traders is business main is tara say nahi krna hota hai jin say loss kr laita hai market mian
        • #229 Collapse

          hamain demo main learn kar k hi trade karni ho gi aur leverage of size utna hi rakhna ho ga jitna hamain is main loss kam ho skay aur trend ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade karny main asani ho
          • #230 Collapse

            agar hum demo account par ziada say ziada practice karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hy aur humay demo account par trading ki practice karni chahiey tab he hum esmain safe reh sakty hay
            • #231 Collapse

              bhai hmain idher odher se account bnany ki zarorat nahe hai q k hmain instaforex par he demo account ki saholat mil jati hai hmain wahen se he demo account bna lena chahye or demo account practice k liye hota hai
              • #232 Collapse

                demo account main kis leverage say humy trading ko krna hai isi limit say jis say real account ko open kia hota hai kun kay is say idea milta hai market main kis tara say traders ka orders ko open close krna hai or take profit
                • #233 Collapse

                  demo main sab say pahly learning karni ho gi ta k acha earn karein aur rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur lot of size ko bbi kam rakh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main asani ho saky
                  • #234 Collapse

                    demo account humary liey bohat achy say trading ko seekhnay kay liye best source hay agar hum esmain ziada say ziada practice karen gay to es practice say humari skill bohat achi hoti hay aur humay chahiey keh esmain mehnat karen tab he hum esmain kamyab ho sakty hay agar hum es skill ko use karty huway trading karen gay tab he esmain kamyab hon gay
                    • #235 Collapse

                      Bhai g mery khial main apko is sawl ka jawab yehi bnta hy k ap jis country k ooper apna account attach kr k bana rahy hoty ho matlab agar ap demo account ko agar Europe p bana rahy ho to ap ko chahiy k ap real bi Europe p bi banao phr ap ko yeh masla ni aay ga
                      • #236 Collapse

                        bro ma abe new ho our is ma abe ma parctice kar rah ho our majay is kay bary ma kio knowlged nhe ha to ma aap ko is kay bary ma kio bat nhe kah sakta ho kay is ma knowlged our experinec hasil kar rah ho our is ma mahnat our hardwarking ki zaroorat hote ha
                        • #237 Collapse

                          bhai yah tu rolehain donu account k jsey k sub he ayse he manag karty hain apko bhi anag karna chahye mera tu yahi khana hai or demo accountb main trading tu hoti hai maghr os main limtaon yah hot hai k hmain na tu loss hota hai or na he hum ny invest karna hota hai es lye wo 5 digt man hai or real 4 digit man hai
                          • #238 Collapse

                            bahi jan demo account ma levreg jitny marzzi rakh la bahi jan agar demo account ma 1.500 i leavreg istmal krty to be hum ko bohat faida ha
                            • #239 Collapse

                              demo account ko hum practicec kay liey use karty hay agar humay forex trading ko seekhna hay to humay chahiey keh trading ko demo account par karen tab humari trading skill enhance hoti hay aur hum market main bohat ach earn karna seekh sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                bhai jasa ap ko real account bana parta hai wasa he apko is mein demo milta hai demo automatic ata hai chah us ka server jo bhe aya is mein hum kuch bhe ni kar skta hain jasa hamin exness mein milta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X