Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhi ji trading sikhny kai liy apko aik demo account mai kam krna prta hai bohat sai log is mai kamyab ho jaty hai laikin real mai nahi hoty yae is liy hota hai q kai wo real mai dill lga kr kam nahi krty real mai shoro mai apko loss ho ta hai laikin saihy ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Dear demo account fake hy es mai ap k emotions use nhn hote na he ap ka confidence use hota hy os mai profit ya loss hone se ap ki sehat pe farq nhn parhta es liye wo ap k seekhne ki had tak thek hy wase fazool hy...
      • #108 Collapse

        salam to my all frands mera mare kahyel se jab hum demo late hain tow hume kesi bat ke tansition nahai hoti hain hum bina tansition lye demo account ma kamyab ho jate hain laken real ma trader ma hum bht tansition lete hain as waja se zada tar kamyab nhi hote hain . . .
        • #109 Collapse

          aap k question bhut ziada acha hai kyun k ya baat sb k mind mein ati hai k hum demo account mein itna success full kyun hota hain aur real mein jab hum trading karta hain tu hum ko loss kyun ho jata hai iss ki reason hai k demo account mein aik tu balance ziada hota hai aur dosra hum begair kase bhi dar k trading karta hain .
             
          • #110 Collapse

            jnab loss ki wja real men to ye hoti hai k trade jo b hoty hai wo drty hain boht zyada so that trade glt krty hain agr wo real account men b demo account ki traha confident ho k trade krain to kbi loss na krain bt real men wo khof feel kkrty k paisy na waste hojain so that wo loss kr jaty hain
            • #111 Collapse

              g haan hmain chahye k jub hum real mai trading k lye jitni investment ka sochty hain itna e real mai krna chahye taa k hmain real account mai jaa k loss na ho
               
              • #112 Collapse

                bhai apka sawal boht acha hai lekin jaha tak mera khyl hai asa tab hota hai ap jub demo main trdng karty ho apko koi dar nahi hta hai esi leye ap relx mind say samjh kar trdng karty ho lekin ap jub real main karty ho ap ka dar apkay mind ko chnge kar deyta hai bhai mjy yehi lagta hai esi leye los ki waja bnty hai ye
                • #113 Collapse

                  dear mai to abhi tak new member hun or mene abhi tak demo acount use nahi kiya hai or nahi trading start ki hai bal ka mai to abhi learningg kar rahi hun or posting bhi kar rahi hun
                   
                  • #114 Collapse

                    yes ap theak kah rahe ho .. bhai actually ye lack of confidence ki waja say hota hai .. demo account mai wo behgair kisi dar k aram say earn karte hain aur kam karte hain .. laikin jab real side par jate hain to wo confidence kam hone ki waja say logo ko deal ni kar pate ,, just exeprience gain karte rahen start mai aisa hota hai par aihsta aishta sub theak ho jata hai ..
                    • #115 Collapse

                      demo account mein log befikar ho kar aur fresh mind se kartay hain lekin real mein unho ne investment ki hoti hae is liye unhen loss hone ka dar laga rehta hae aur tensed mind se kaam kartay hain. agr vo real mein b fresh mind se kaam karain tau unhen loss nahi ho ga.
                      • #116 Collapse

                        yaar real account logon ko zyada tar loss hi hota hai or demo account main sab ko success hasil hota hai. kyun k demo account main emotions or greed nahi hote. jis ki waja se demo account main sab logon ko success hasil hota hai.
                        • #117 Collapse

                          bhai jaan wo is liye q k un ko demo account mai jab trading krty hain to demo account mai jab trading krty hain koi tention nahi hoti un ko or apny real account mai un k zehan pe tention hoti hai or jis se un ko pressure aa jata hai is liye real mai kamyab nahi hoty
                          • #118 Collapse

                            uski wajah sirf ye hai ke demo account
                            mein ap jab bhi order lagate hain apke us
                            mein emotions attached nahi hote aur ap wo
                            poori trade chalne dete hain,jabke real
                            trading account mein apko loss is liye hota
                            hai ke ap usko thora sa loss mein jata hua
                            dekh kar hi loss mein cut kardete hain...
                            • #119 Collapse

                              forex trading me hame practice ki zrorat horti he jo log practice bhi krty hen demo account pe phir bhi los opta he real account pe uski wja overconfidence or greed he jo log seekh jaty hen wo lalch kerty hen jiss ki wja se unhe loss hota he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                es main app fear factor hai so forex trading main app ko boht profit hota hai so forex main app ko chahye hai app es main boht ache se larn karte ho demo main muger demo main aur real main boht fark hai app ko real main exprince he profit dilata hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X