ap logo ne max kitna kamaya hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    is forex main trade kar k hum boht hi acha earn kar skty hain so hamain market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur market main pips ko dekh k hi hum trade kar sakty hain aur market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum run karein gay aur market main profit hasil kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur earning ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Mujhe forex main kam krty hoy tkreban 3 4 maah ho gy hain maianay forex sy 200 sy 250 dollers tak earn kiue hain ab tak laikin mujhe aj 400 dollars ka loss hoa hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #993 Collapse

        bhai ap ko kiya batin such yahe hai kah abhe tak is market mein to just loss he kiya hai kuch bhe ni kamya hai pata ni kab kamin ga filhal to posting kar kah bonus bana ke try mein hain pata ni wo kab tak bana ga.
        • #994 Collapse

          forex ak bhota hi porfit ful job hay q k is ma jo b ata hay kcha na kcha zaroor kamta hatyy ma na jb is ko start kia tha to phal 6 mhanay ma na kchay nhe kama bus dome par hi kam kia tha ab allhal ka sakar hay k ma mhana k 5000 sa 7000 tak ka porfit earn kir lata ho
          • #995 Collapse

            Aslam o alikum dear brother main ab taak apny dosto say jo kr rhay hain wo as forex say bhut kam rhay hain balkay wo to aur koi kam nei krty sirf he he trading ka kam krty hain may khyal main ya kam bhuat acah hai lakin sath main hain aur kam bei krta rhana chaiah aur as kam koo part time kam ky tur per krna chaiahy as say aap apni zaroriat koo pura kr sakty hain
            • #996 Collapse

              bhie jan mujhy forex pr takreban 1 year hoa he 5 months demo account par practics ki he or takreeban 7 month real par main is arsy main tarkeeban 700$ tk forex sy earn kya he is month inshallah acha profit hoga.
              • #997 Collapse

                Bhai mai tou abhi bilkul new hon real mein still trading nahi ki hy han demo py achee trading ki hy real mein jab bonus aye ga tou share karon ga k kitna earn kiya
                • #998 Collapse

                  Dear main ne apni trading men target rakha hua hai k main apne balance ka 100%. Se 1% daily ka profit banaun ga , aur main iss se bahot khush hoon k main easly apne target ko achive kr leta hoon aur monthly itna earn kr leta hoon k main apni financial needs ko aasani se poora ker leta hoon, dear main aapko bhi suggest karun ga k aap bhi trading men small target rakhen ta k aap easly apne targets ko acheve kr saken.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #999 Collapse

                    Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..sachi main btana ha to main nay abi tak khuc khas nae kmaya lakin umeed ha agay zyada kma skta houn
                    • #1000 Collapse

                      mai abhi learning procedure mai hun abhi tk earn kuch nhi kia lakin dosron k points ko daikhty hoye idea hai k es sy aap aik achi earning ker skty hain or monthly 2004 sy 250$ earn ker skty hain...
                      • #1001 Collapse

                        Maine abhi tak 20000 tak kamaya hay lakin bht ALLAH ka shukar hay - ic main sekha bhi bht kch aur khoya bhi bht kch lakin akhir main yeh strategie day gyaa jc kay liye har trader khahish rakhta hay aur uc kay liye practice karta hay - maine practice ki mjhy aa gye - bht c log pchtay hain strategie simple hay buying support selling resistece app bhi ic apnaao practice karein app ko kch naya skhnay ko milay ga
                        • #1002 Collapse

                          Bhai ma to abhi trading experience gain ker raha hon and first trade ma ma ny two weeks ma 95$ earn kiya tha per next week he account wash krwa liya ab next month dheekeen kiya banta hy
                          • #1003 Collapse

                            Dear forex say kmana itna asaan nai ha. Lekin agr aik dfa jo bhi banda achi tarha forex seekh k kray to banda bahut kma skta ha. Fil hal me nay koi khas nai kmaya lekin umed ha bahut jald earn kr lu ga forex say. So umed ha k me bhi jald aik acha trader bnu ga
                            • #1004 Collapse

                              bhai main to abhi new hon forex main abi tak khush bh earn ni kia abhy seekh raha hon just jub khush experience ya skills milin ge tub ja ker khush invest kron ga
                              Signature removed by moderator
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                bhai abhi tak tu koi calculation nahi ho ksti hai qk maujy yad nahi hai maghr main zaror khunga k achi eraning ki hai itni buri bhi nahi kiha i es liye hosla hai forex main kam karny ka k hum bhi aik achi radpr ka safer main chal rahy hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X