ap logo ne max kitna kamaya hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    Forex trading busniss bohat acha busniss hy jis mai apko bohat achi earning hoti hy is mai maine tu apni soch sai zaida kamya hy lakin or be kam sakta hun is busniss mai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      ye to hr bndy ka mukhtalif jawab hoga aur ziada tr ka to jawab naffi mn hoga agr maen apni baat krun to maen ny kuch b ni kamaia ulta loss hi kia hae mgr apny pe yaqeen hae k loss cover kr jaun ga.
      • #948 Collapse

        is main boht say log kam karty hain or trade main learning kar kay kam karty hain jis say humain achi earning haisl ho sakti hay dmeo ko use kar kay jis say loss km say km ho ga
        • #949 Collapse

          is main hum boht hi acha earn kar sakty hain aur experience ho ga tab hi hum is main sucess ho saky gay aur hum posts kar k bi boht hi acha bonus hasil kar skaty hain aur greed ko avoid kar k earn ho gi
          • #950 Collapse

            Forex trading say main ney to abi tak koi khass earning nahi ki laikin main ye samjhta hun kay kafi saray logon ne earning zaroor ki ho gi or kafi sary logon nay paisay zaia br kiay hun gay bas aap ko chaiay kay slow slow trading karain ta kay itna zqda loss na ho aap ko trading main
            • #951 Collapse

              bhai ma billkul new hon forex ma abi demo pe practiae ker raha hon lakin itna andaza hy k forex is more earning business in the entire world it is online business iff u have knowledge and practice u can more earn then any other business.
              • #952 Collapse

                dear phly phly mainy ais mai invest kia tha magar mujhy to ais mai loss hoa tha kun k tab mujhy kam ni ata tha aor mai ye kam sekh raha tha to jald bazi mai apna loss kar dia tha aus k baad demo par kam kar k sekha hai magar abi invest ni kia ab kam karu ga to pata lagy ga.
                • #953 Collapse

                  Actually me Forex trading me new comer hun aur mene abhi tak is business se boht kam earning ki han lekin agar hum is business me zyada earn karna chahty han to is k liye humy chahye k hum market me investment bhi zyada kary and professional traders ki help se trading kary isi trha hum acha profit take kar sakty han.
                  • #954 Collapse

                    trading say kitna earn kia hai ap nay ye maloom krna her ik ko kafi zada zarori hota hai jis ki vaja say is market say humy moka milta hai ik trader ko jin say ye market say learning krny kay sath main khud ko earning ka kaam b kr saqta hai
                    • #955 Collapse

                      G main to new hun iss jagah py lekn main ne demo py trade ke hai aur ache ke hai aur ab umeed hai us result ko live py bhe le ke chalun ga
                      • #956 Collapse

                        mene abhi tak count to nahi kiye hain lekin acha khasa kamaya hai or shukar hai abhi bhi thore he loss me hon ziada loss mene apna cover kar lya hai bas yahi koshish hai ke loss kam se kam profit ziada se ziada ho sake or chahe profit kam he ho lekin loss se bacha reh sakon me .
                        • #957 Collapse

                          Main ne aik month Pehly start Kia tha.. Pehly tou mery balance 85 se 21 reh gya tha lekn ab us ko recover Kia hai aur20 dollar profit mein hn
                          • #958 Collapse

                            Bhai jan main to abhy new trader hon main ne to abhy abhy forex join kia hah main ne to abhy tak forex se kuch bhe ni kamaya hai han laiken main ne apne cozns ko dkha hah jinho ne mujhy ye forex join karwaya hah main ne unko dkha hah kamate ho unho ne bht kamaya hah forex se balkie acha khasa kamaya hah unho nw forex se aur wo abhy tak kama rhy hain is se mere nazar main har koi kama sakta hah agar ap mehnat karo aur ap k pas trading ka experience ho to is se ap bhe easily kama sakte ho is main koi mushkil ni hah asani se earn kar sakte ho
                            • #959 Collapse

                              Forex mei abhee tek to mne koch bhen kama nahe kiyaa ha, qk meni abhe forum ko joinig kiyaa ha, aur Forex kei bare mein l kamai kr rahee hon , es keh saath saath main read bhee kr rahee hoon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                bro mujhaey forex joinig kiaey huaey abhe koch roz huaey haen, naye aanaey walaon kei zhen mei yah sawal zaroor ata hae, r woh dusraon keh tajurbat sey idea laye rahe hotaey haen, mainaey abhe tuk munafa tou ni bnaya pr hope ha, ky inshaAllah with in two 3 month koch na koch zaroor gaining hao gaa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X