pakistani currency me kitni earning ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Pakistani currency ka kabhi itna andaza nahi lagaya han ager 1000 daily earn kr lein tu pora month bagair kisi tension k sath guzar sakta hai.Pakistan ki currency bhi kisi se km nahi hai.hamare leye tu best hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ap kitni earning kr sakty ho ye to ap k experience or knowledge pr depend karta hay or ap ki investment agr achi hay to ap daily takrebn 3,4 hazar rupy to kma sakty ho es say bhe zada earning ki ja sakti hay agr ap expert ho es business main ye ap ki skills pr depend karta hay bs
      • #48 Collapse

        pakistani currency main hum 10000 se 20000 tak earning kr skte hain lekin hum jitna zaida work krain gain hum utna he zaida profit hasil kr skain gain is ki koi limit nhe hai.
         
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: noushad110 پيغام ديکھيے
          pakistani currency me hum kitne paise kama sakte hain agar hum har roz 1 hour spend kare..
          tell me fast??
          Earning kerne k lye ap k pass bons ziada huna chaye,.jub ap k pass equity ziada hugi to ap loss ke bajay profhit earn krenge,.wese pak curensi 98 rupee ur dolar 1 banta h,.
          • #50 Collapse

            agar aap ky pass kuch forex ki learning oor experience hy tu aap 1 ghanta daily kam kur ky 1000 sy 1500 rupee earn kur saktay heen. es ky lye zaroori hy ky aap ki investment 200 $ sy kum na ho.
            • #51 Collapse

              kuch khass nai pata mujhe iska dear baki profit loss isme b hai kabhi kaabha isme acha sa profit b hojata hai and aksar loss b and haa chart ko dekho vo kia kehti hai is currency ko adn bhaijan ap euro/usd ka pair karona trade bhai acha trade hai profit b sahi sa milega q dosro k peeche ho ye aj kal ziada pair yehi chal rha hai...
              • #52 Collapse

                main ne abi rading ki tho nahi hain lakin i think kam se kam 1000 tho mil hi jate hain easily appko aga app mehna karo aur lalich na karo
                 
                • #53 Collapse

                  bhai aik ghanta tu kuch bhi nhi hai is main kya earing kar sakta hai banda, or is main achi tarah setime dena parta hai trading main or dil se kam karna parta hai mujay tu lagta hai jo aik ghanta deta hai wo is main kya earn karey ga wo shaid just time pass hi karey ga.
                  • #54 Collapse

                    it is depend on the rate of the currency that if the market value of the pakistani currency is good and better and a you are feeling that you can earn the profit then you can make the trading on the pakistani currency other wise yoiu can make the trading wiht other country tradining
                    • #55 Collapse

                      Forex trading depend krta hai k aap kis trha trading krte hain. aap jitna bara volume lagain ge aur jitna bara risk lain ge utna hi zyada profit hoga. so profit time dependent nahi hai balke volume dependent hai
                      • #56 Collapse

                        bahi mujay pakistani currency kay bary main mujy naee pata kay hum katna earn kar sakty hain wo is lay kay main is forum main new hoon or mujay is ke koe samanj naee hay.
                        • #57 Collapse

                          dear aap ka agr experiance achha ha ore aap ki trading stretyegy bi behter ha to aap asaani se earning ker sektay han kiun k jo loge short timr me ziaada earning ki koshsish kertay han un ko loss hi hota ha .is liay aap apni earning ka target kum hi rukhain
                          • #58 Collapse

                            Ap pakistani currency main bohat achi earning kar skty hain aur mery khyaal sy ye ik world wide job of the earning and making money hay aur main is kaam ko kar k bohat zyada kush hun aur mery khyaal sy ye ik bohat acha work hay.
                            • #59 Collapse

                              yeh tu depend kerta hay aap ki hardworking per k aap kitni mehnat kertay hain tab ja ker koi result nikalta hay..
                              werna tu time ka zeya he hay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mehnat say zeyada experianse ki need hoti hay jo sab k pass nahi hota or experiance k leyee aqal ki need hoti hay........
                                jo sab k pass nahi hoti
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X