sabar ka phal meetha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    jee haan ye baat tu 100 parcent theek hai kiun kay duniya main jo koi bi sabar say kaam leta hai Allah us ko us kay sabar ka meetha phaal zaroor deta hai kiun kay wo sabar kay sath sath mehnaat bhi karta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      hy dear brother and traders bohat se log jab traiding kelye yahaan pe aatain hain tho wo log kuch posts aur us ke bhaad kuch aur chota mota kaam karke dil bohat barh jaata hain aur per usay chor jaten hain esee lye ye kaam nahin karni chahye balke ye hamare lye aik challenge hota hain jo humay nibaana partha hain yahaan par
      • #378 Collapse

        jee bi;lkul jo log sabr se kam le kar kam karte hain un ko is ka zaror phal meetha milta hai aur month ke end me un ko ek acha profit milta hai.
         
        • #379 Collapse

          This statement is correct in the busines specially in forex. We should have patience enough to wait for the right moment for trading either sell or purchase and in case of loss patience is a big key to wait for profit as well.
          • #380 Collapse

            I think it is true because zada earning ki laalcl mien humien bohat bare loss ka bhi risk lena parta hai jo k humare liye hi galat hai is liye humesha trade kam profit k liye hi karien agr aap ko loss ho b to itna zada na ho k aap is ko bear na kr sako is liye hi kehte sabr ka phal meetha hota hai ap thora thora earn karo aap ko kamyabi zrour mile gi..
            • #381 Collapse

              yes blkul jo sabar kerta hain uss ko phal zarror milta hain or han jo mehnnt kareta hain to uss ko zarror kamyabi milti han or jo sabar kareta hain to usko to zarror milti hain kamyabi so ager ap sabar krengay to ap suesssful hnge zarror .....
                 
              • #382 Collapse

                Right brother wait karo gay tu succcessed ho gay agar wait nahi kar saktay ho ho brother tu may ba successful ho ja brother successed k liyeh brother ap ko learning karni parti hai brother our learning k liyeh achi point ka wiat achi trade ki ebooks deko ou learning karo our ap ko pata chaly ga k us nay market ko kesay repect day kar profit liyeh hai market ko repect do brother pher ap successs ho gay .
                • #383 Collapse

                  yar mere khyal sa to jo mehnnt kerta hain wo he kamyabi pata hain or jo sabar kerta hain wo he phal pta hain so mere khyals a to agr ap mehnnt karengay to ap zarror kamyab honge
                     
                  • #384 Collapse

                    Right brother wait karo gay tu succcessed ho gay agar wait nahi kar saktay ho ho brother tu may ba successful ho ja brother successed k liyeh brother ap ko learning karni parti hai brother our learning k liyeh achi point ka wiat achi trade ki ebooks deko ou learning karo our ap ko pata chaly ga k us nay market ko kesay repect day
                    • #385 Collapse

                      wah wah kia baat ki ha sabr ka phal meetha hota ha iska matlab ye k hamen sabr se kaam lena chaiye greed nae krna chaiye aur hard work krna chaiye ziada se ziada
                       
                      • #386 Collapse

                        G ap nay bulkol thek kaha sabar karna chaye forex mai..our mjy lagta hai kay ap jaha be trading karty ho waha par sabar he say kam layna chaeye q kay sabar he kay waja se hum onchy muqam thak pocnch sakty hai...quran mai be sabar ka zikar bhy jaga aya hai...
                        • #387 Collapse

                          patience is very important and critical in forex, because your impulsiveness can cause greater loss for you in trading. its true that sometimes earnings are very low but we must be kept happy sab members ki bat say agree hon .sabar ka phal meetha hota hai .kion kay koi bhi kam start karnay aur us main kamyabi kay liey zarori hota hai kay ap us kam ko achi tarah samajh kay sabar say karain to kam jaldi bhi ho ga aur theak bhi agar bina sochay hi karain gay.
                          • #388 Collapse

                            Yes, Aap ne hundred percent theek baat ki hai, Sabar aur thuri earning per khush hona boohat hi ziada important hai kiyun k yeh dono hi kaam boohat hi Mushkil hain aur en dono ka role b boohat important hai eik successful trader k liyea, jis ko yeh dono cheezain hasil hoo gi samjhain woh forex main kamyab hoo gaiyea.
                             
                            • #389 Collapse

                              G han ye kahawat hamm nay bachpan say suni hwi hai.. k sabar ka phal meta hota hai... q k jo log sabar say kamm lety hai wo hameesah faiday me rhtay hai... q k ap jo bhi buusniees karay ap ka sbar karna kaifi zarori hota hai...
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Yes forex mei patience se kam lena chahye q k jald bazi se hamesha nuqsan ho jata hai, agar hum jald bazi mei trades open karty hyn or wrong decisions lety hyn then is se hamain loss ho jata hai so hamain patience se kam lena chahye or apny emotions ko control rakhna chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X