sabar ka phal meetha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Asslam O Alaikum han gee bilkul i agree with you sabr ka phal hamesha metha he hota ha is liye humay trade open kertay waqt sabr ka daman hath say nahi chorna chahye its my opinion
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      Right brother wait karo gay tu succcessed ho gay agar wait nahi kar saktay ho ho brother tu may ba successful ho ja brother successed k liyeh brother ap ko learning karni parti hai brother our learning k liyeh achi point ka wiat achi trade ki ebooks deko ou learning karo our ap ko pata chaly ga k us nay market ko kesay repect day kar
      • #408 Collapse

        Haan bhai jaan sahi baat hai agar hum kam earning me khush hone wale ho jaye to hum forex ko life time business bana sakte hain aur isi se hum hamesha earn bhi kar sakte hain......
         
        • #409 Collapse

          han forex pe agr ap aram se kam krn gy or greed nhi krn gy to apko uska phal bhi acha hi mily ga ap k loss k chances bhi kam hi hon gy or jb ap bht achy trader bn jayn ge experience se to apki earning mzeed achi ho jaygi
          • #410 Collapse

            Hum ko har kaam may sabar karna chahaiyeh jazbaati aur emotional nhe ho chahiyeh aur forex kay kaam may bhe hum ko sabar say kaam lay na chahiyeh kisi qisam ki jald bazi nhe karne chahiyeh sabar say kaam lay na chahiyeh kyun kay sabar ka phal meetha hota hai
             
            • #411 Collapse

              Yes dear we need to keep patience and if we want to get success in forex trading business then we pauperism to enter forbearance and i reckon the more we fastness patience then i judge we are very neighboring to earning from trading line and i think there are so some benefits of holding patience in trading business patience gives you fruit and same in forex.
              • #412 Collapse

                Assalam o alaikum Yes i think patience is very important and critical in forex, because your impulsiveness can cause greater loss for you in trading. its true that sometimes earnings are very low but we must be kept happy with it...................
                • #413 Collapse

                  thats one very good qouestion, so dear main to aik hi aim hai aik hi goal hai k main aik achay trader k tor py samnay au aur bht zada earning akru aur rich man ban jau ta k main apni har zarurat pori kar saku
                  • #414 Collapse

                    yes sabar ka phal metha hota hain isi tarha aap ko loss ho raha hain tu aap sabar se kam lay or loss ko samjhy or aapki earning kam ho rahi hain tu aap usi mai khush rahy or mehnat or knowledge se bharay earning ko short cut se nahi.
                       
                    • #415 Collapse

                      forex trading me aek acha trader jab koi trade lagata he or uski trade neeche jarahe hoti he or tarder ko news mile ke nhe ye oper jae gi to sabr krna chahye wrna loss hojae to patience hona hi ache trader ki pehchan he or kamyaabi usi ko milti he jo loss se sekeh kar recovery kre
                       
                      • #416 Collapse

                        yes dear ap sai kah rhy hai k thora kamane wale hi kamyab hai aur hum is per bhot khush hai q k hum m lalach nai hai is liye dear humy chahiye k hum koi b kam n kry jis se humy lose ho is liye thora ker le sai ker le wohi best hai humre liye.forex per mahnat b thori kerni pary gi aur hum kamyab b ho jay gye is liye dear humy thora ker k hi khush rahna chahiye q k jab hum khush to work already good
                        • #417 Collapse

                          ji han ye to bari mash'hoor kahawat hey key jitna sabar karo gey us ka phal bhi utna hi meetha milega ham yun keh saktey hein key forex mein hamein sabar karna chahiye its a great business and needs time to develop
                          • #418 Collapse

                            han g theek kha hy aap ny saber ka phal meetha hota hy agr aap ka account bara hy to aap dakhin gy k agr aap ki koi trade loss main jany b lag pari to vo b kuch din baad vapis profit main aajay gi is liy saber sy kam lyna chahiy
                            • #419 Collapse

                              yes i agree with you.sabar ka phal hamysha meeth hi hota hay.ap jitna sabar say kaam karo gay ap ko utna hi faida ho ga. agr ap profit hasil karna chahty hain to sabar karna har insan kay liya zarori hay.or es main lalach na he kary to behtr ho ga.or jo treadr kam profit main khush nahi hoty wo kabhi kamyab nahi ho sakty......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                sbr ak phal meetha hota hai thek kaha hai ap nay or gree is curse or jald bazi ka kam shetan ka kam yeh bi true proverbs hain ap agr ik plan kay through kam karain gay to ap easily apni mehnt ka phal hasil kar skty ahin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X