i think forex trading home tution prane se bohat behter ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    G bahi bilkul aur main tou kehta hon kay na sirf home tution kay paisay poray karnay kay liye balkay agar aap Forex trading main rules ko follow kartay hue hard working karo gay tou yeh aap kay school kay baqi kharchay ko b pora karay ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      G sir parhana to parta ha hamen lakin home tution ka apna taste ha or is online buisness ka apna taste ha bhr hall ham ye or wo dona aiik sath jari rakh skte han or is k sath apni study bhi continue kar skte han.
      • #423 Collapse

        theek ho lakin home tution bhi aik acha business hay or is main loss ka chance nahi hota bus ye hay kay is main income ki aik limit hoti hay jab kay Forex main risk to full time hota hay jab kay is main profit ki koi limit nahi hoti,so meri nazar he to tution parhana alag work he and trading karna alag work he so ap jo bhi work karna chahen ap kar sakte hen isko ap part time bhi kar sakte hen or
         
        • #424 Collapse

          i love this statement i am also a tutor aur mery khayal me to sath me tutions b prha rha hun aur ye business b kr rha hun aur mery khayal k mutabiq to ye business best hy ye hm farig wqt me b kr skty hn aur boht sa nfa kma skty hn.
          • #425 Collapse

            yes no doubt that forex is most profitable online worldwide business and there are so many people who are quite satisfied with forex business, i think that it is most suitable for the students because this can easily fulfill their requirements of their students life.
            • #426 Collapse

              i totally disagree as it is an addiction and home tuitions are entirely differet aspect of it. if a student involve in this he or she will be not able to do any thing in the world.
              • #427 Collapse

                ka chance nahi hota bus ye hay kay is main income ki aik limit hoti hay jab kay Forex main risk to full time hota hay jab kay is associated with scholar. a great student may potentially acquire big funds coming from fx for you to try IN ADDITION TO do to be a not professional do
                 
                • #428 Collapse

                  yes i think so kiyon k forex mein part time work kar k kafi achi earning ki ja sakti ha is lye ap is mein work kar k kafi acha profit experience hasil kar sakty ho is lye hard work to get success easy in forex
                  • #429 Collapse

                    yes dear mera bhi yehi khayal han k Forex trading home tution parhany sy kafi better han kyun k jitna time ham ny home tution pr spend krna han agr utna hi time ham is pr daily spend kary to ham is business man kafi achi earning krskty han pr us ki terms and condition wohi han k hamary pass is k bary man experience or knowledge bhi hona chahey.
                    • #430 Collapse

                      Yes brother forex trading bht behtar hy ba nisbat ghar pe tution parhane ka..agar ap tution parhate hain to ap at a time bht sare bndun ku time day rhe hote hote hain ..aur earning bhe bht kam .jub k agar ap forex pe itna time dain to ap bht earn ker sakte hain.
                      • #431 Collapse

                        jee ham main samjta hoon forex home tution bharhan es ebahter hai ye kam waqat main appko zada profit deta hai is main app jo bhi kam kerte hian us ka profit home tution se zada hota hai
                        • #432 Collapse

                          han forex trading aap ghar beth kar kar sakty hain jb k agar aap yaha pay koi aur kaam karna chahty hain to zrori hai k aap ko yaha pay is kaam ko samjhna ho ga aur aap ko yaha pay kaam karna ho ga.
                          • #433 Collapse

                            Jee haan ap ne theek kaha . Students agar home tuitions parhane ke bajaye forex trading karen tou unke liye zyada asaani hogi kyun ke ye kaam wo ghar bethe kar sakte hain . Aur normally jitna students computer ko dete hain usi time mein ye kaam kar sakte hain.
                            • #434 Collapse

                              sahi kaha ap ne k forex home tution parane se behter he but ye jab hi mumkin hosakat he jab ap achi mahnat se achi knowledge increase karo or exprince acha ho or loss k chance kam hon forex trading bhot acha on line business he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                assalamu alaikum dekhein bhai mere khayal mein to tution parhana bhi aik profitable kam hain or forex bhi or dono kam karnein ka sath sath aap apni studies ko easily continue rakh saktay hain..tution parhane ka aik faida yeh hain ka humein sath sath peche ka bhi revise hota rehta hain or forex ka faida yeh k hum is se trading karna seekh saktein hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X