i think forex trading home tution prane se bohat behter ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    forex trading business ko app kisi bhi waqt kar saktay ho app yahan jitna kaam karo gay app ko utna he profit milay ga mere khayal main ager yahan knowledge aur experience acha ho to phir app ko kisi aur kaam ki zaroorat nahin parti app kay saray kharchay yahan se he pooray ho jaatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Yes i am agree with you that Forex trading is better than home tuition some students has not job and they adopt home tuition, they daily go to the home of their clients and do their duty of home tuition and earn some money.
      • #573 Collapse

        main ap se itfaq kerta hoon q k forex ek aise cheez he jis me knowledge aur experience hona boht zrori haa in dono chizoon ke bager trading kerna na sirf ek bewkofi he balke ye ek boht bari hmaket he.
         
        • #574 Collapse

          G mere bhai, Bilkul theek kaha ap ney forex trading business home tution parhany se bhetar hai forex trading business mein trading krney mein waqt bhi kam sirf hota hai or earning home tution se ziada hoti hai.
          • #575 Collapse

            jee han bhut zyda behter hy os se ke is mien earning bhi zyda hy or itni zyda mehnat bhi nhi karni
            pati hy is mein or home tution mein to kafi time dyna parta hy
            • #576 Collapse

              Zahri baat he jab ap kisi ko ilm dete hoo to ap ke apne ilm me azafa hota he aur forex ki liye jitna ilm hoo na kafi heee q k iss mean market ka trend pata lagana boht he mushkil he likin jis person ne demo per 6 month mehnat ki hoo wo is ko sekh leta he.
               
              • #577 Collapse

                je bhai jee aap ne thek kaha hai keh home tution say forex trading kafi better hai kyun keh tution tu aap kuch month perha saktay hian aur us mein income mein azafa bhee mushkil say hta hai jab keh forex trading aap ka business hai is mein jitna aap time dain gay yeh business aap ka itna he increase hoo ga aur aap ki income mein bhee azfa hoo ga.aur is mein koi break time period bhee nahi forex market pura year open rahti hai.
                • #578 Collapse

                  nahi mare khyal main tu yah bilkul hi ghalat baat hai q k is main aap ko zayda time dana hta ha aur home tution sa aap ko kam time main acha pasay mil jaty hain so maray khayal main yah jo home tution ha yayhi achi ha aur mai yahi prefer karun ga k home tution parhaun ...
                   
                  • #579 Collapse

                    main kehti hoon ke aap bilkul sahi keh rahay hain tuitions aur classes ko sath lekar chalna bahut mushkil hojata hai aur isse student ki health pe bahut asar parhta hai isliye usse bahut ziada behtar hai ke wo yeh kaam karain yeh bahut faidaymand sabit hoga
                    • #580 Collapse

                      ji mai ap ki bat say agree karta hn k home tution say ap ko seekhnay ka moqa nahe milta hai seekhana pharta hai per yaha per seekhnay ka bhd acha moqa milta hai or yah best job hai in the world yah sb ko karna chayah or sb ko join karna chayha.......
                      • #581 Collapse

                        yar apke bat thk hai lkn her koi bhi is me ni kama sakta hai is e pehly bht mehnat karni parti hai uska bd ja k kahie apko earning hona lagti hai forx bht acha business hai lkn isko samajna eatna asan bhi ni hai
                        • #582 Collapse

                          Aslam o alikum i am new on forex main nay is he month say forex ko join kai hai or main nay is k leyawa bohat saray online kam kia hain mgr forex sab say acha laga hai g han ap nay bilkul thek kaha home tution parhanay say behtar hai k ap forex par trading kar lain
                          • #583 Collapse

                            ji ah bhi ji aisa hi ha q kia jub ap home tution mai parhany jaty ha tp kai logo kai ghar kai halat mamoli sia hoty hai laikin jo ghar mia bulaty hai un kia labas acha hota hai to wo insult krty ha na bi krina to hum to feel krty hai
                            • #584 Collapse

                              forex men hamain zyada profit mil ajta hai or home tuition se bhi better hai jis men hamain fix price milta hai but forex men ham aponi marzi se profit kama lety hain is ley forex always better hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                aj kal bhut se educated jobs na milny ki waja se gharo me tutions parhaty hen but un ke liye forex aik best busienss hy q ke wo is me kam ker ke us se zyada earn ker sakty hen jitna wo tution se earn krty thy or un ke success ke chances bhi kafi hooty hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X