Aim = success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    kisi bhe kam main kamyabi kay lye aim ka hona zrori hai agr ham koi aim rakhtay hain to ham us aim ko achieve karanay kay lye ham hard work karatay hain forex trading main bhe ham ak aim aur ak vision kay sath atay hain forex trading main ak trader earning kay dreams dekh kar ata hai aur wo hard work kar kay he apan aim achieve kar sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      thanks alot you are right hum forex se us waqat mayooos hotay han jbb hum apna targett sett ni karty or hamari ummeed jitni hoti he us k against kam hota he is liye hum emotional hotay han is ka aik he hall he k hum apna targett sett kar k market me enetry karyn .
      • #423 Collapse

        relax rehna buht zaruri hai aur is k lie ye bhi zaruri hai k kum se kum trade kia jai aur ziada se ziada surety rkhi jae apni trading mein. relax rehna, kum trade krna aur risk minimum rkhna hi profit ki zmanat hain.
        • #424 Collapse

          Jab bhi ap koi kam b shook ar lagan sy karty hain to ya wasy he nahi hota balky apko usy pany ke hasal karny ke khawaish hoti ha ar ap is k shook main manat pay manat kayia jaty hain ar tab tak aram say nahi bathty jab tak ap apny arady main kamyab na ho jain .
          • #425 Collapse

            aap ki bat bulkul teak hay kay hamay har roz ka target set karna chahiyah or koshish kar kay es ko achieve karna chahiyah or koshish karni chahiyah kay lalach na kiyah jaia takay profit ho loss na ho.
            • #426 Collapse

              bohat achi bat ki hai yar aik aim bhai bohat zaruri ota hai kun kay bhai aim say hi ap succes ho sakty hain ap daily ka aik targt rakho bhai us say zada na karo na us say kam just aik fix targt es say ap bhai lalch say bhi bach sakty hain bhai
              • #427 Collapse

                han g mery bhai ap ne bahot achi advice de hamy aik aim k sth kam krna cahay is trha ham tention sy b bachen gy or easily hmara target b pora ho jay ga or ahm relex b rahen gy hamy apny har kam ka aim bnana chahy taky ham har kam ko easily kr sken
                • #428 Collapse

                  Aap ke yeh advice bohat achee hai merabhee yehee khayall hai keh hamein time aur earning ka ek target set krr ke kaam kerna chahiyay aur ussi per stick kerna chahiyay is sag aap pur sakoon tareekay say kaam bhee kersaktay hein aur family life bhee affect nahin hoti.
                  • #429 Collapse

                    Jee bhai jan apki bat bilkul thek hai k forex trading business mein humara aik humara maqsad succes he hai aur is k liye humain jitni bi mehnat jitna bi time dena pary humain dena chahiye aur humain is business ki ziyada se ziyada practice karni chahiye.
                    • #430 Collapse

                      Brother asal main app ki neyat par depend karta hai agar app roz ka irada bana lain tu app relax bilkul rahain ge liken baaz log aise bhi hai ke last 10 days main 1000 posts kar lete hain.. Ye tu ab trader par hi depend karta hai ke kese wo time nikalte hain.
                      • #431 Collapse

                        jab hamara aik aim hota hai to hum phir uss per focus ho jatay hain aur phir aik din aisa ata hai ke hum uss aim ko achieve kar letay hain. forex main hamaray trading plan ki bohat importance hai aur yeh humein trading goal achieve karnay main bohat help out karta hai.
                        • #432 Collapse

                          han ji ap ne bht achi advice di hai ager ap ka target pura ho jata hai tu ap ko chiya ke mazeed trading na karen kyoun ke main samjhta hoon ke greed karne se humisha loss hota hai aur greed karna forex trading ke business main kisi bhi tor acha nahi hai
                          • #433 Collapse

                            dear forex main hum ko chahiya kai forex trading relax hokar karain lakin main forex main target nahi banata muj ko jitna be best profit hojata hai mera leya kafi hota hai.relax profit is best profit
                            • #434 Collapse

                              G haan mai b yahi advice dunga new traders ko k voh pehly trading business mai apna aik aim bna len aur phr us aim ko hasil krny k lie voh struggle kren aur struggle kr k apnay aim ko achieve kren. Yeh tbhe possible hai jb voh hard work kren apna aim achieve krny k lie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                je ha sir sahi kaha ha hamay apni aim baa leni chahiye kay ham 1 din ma itna kam krna ha or ya ches achive krni ha to tab hi ham aka chi trading krtay ha lakin haamy forex ko apna aim bana lena chahiye tab hi ham ak sucess ho skatay ha or apnay dreams ko bhi pora kr stay ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X