lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    G bilkul apna jo lot btae hy wo best lot size hy is ko humin use kerna chahye hy lakin is mai humin apna capital or knowledge ko be zehan mai rakhna chahye hy ta ke looss sai bacha ja saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      yes aap ne sahi kaha lot size kam se kam hona chaye is se hamara account safe rehta hai aor ham sakoon se bhi rehte hain kiu k agar loss bhi hota hai to kam hota hai aor ham trading main inn reh sakte hain
      • #333 Collapse

        han g lot size boaht aham hai q k lot size ka depend hamary equity per hota hai to ham us k mutabik lot size select karna ho ga .mazeed yah bat k forex market continue move kar rahy hai to agr ham lot size bara rakhain gy to thory se movement se ham out ho jain gy .
        • #334 Collapse

          is main hamain lot size ko utna hi lena ho ga jitna is main hamain experience hasil ho skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k hum is main profit acha hasil kar k hi trade kar k kamyab ho sakty hain
          • #335 Collapse

            is main hamain kam lot size kam hi karna ho ga ta k loss kam ho skay aur hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k hum market main achi trade ho skay gi
            • #336 Collapse

              agar hum sahi say lot size ko manage kar kay trading karen gay to hum esmain loss kay risk say bach sakty hay aur humay chahiey keh kam say kam risk lain tabhi hum safe trading kar sakty hay
              • #337 Collapse

                aapny ny apny hisaab sy thk breef kia hae mgr jo intentionally law use hota hae wo 100$pe .01 ki lot use hoti hae aur 500$ pe .05 ki lot use hoti hae aur aagy issi hisaab sy.
                • #338 Collapse

                  ap forex market mai koi bhe lot size select kr sakty ho.likan mai ap ko suggest krta ho k ap money management ky mutabiq lot size select kry gy tou ap ko zada earning ho gy.
                  • #339 Collapse

                    hamain lot size utna hi rakhna ho ga jitna hamain experience hasil hai hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess hon
                    • #340 Collapse

                      lot size kafi mukhtlif hoty hain is main agr humara bonus zaida ho to humain market main achi earning hasil ho sakti hay humain agr loss ho raha ho to high lot say loss b ziada ho ga
                      • #341 Collapse

                        Yes ye aap ne bot achay lot size batay hain in say kafi kuch gain karnay ko ye mila kay daily ka aap one thousand easily earn kar saktay hain or agar loss hota be hay wo itna zada nai ho ga kay aap doob jao matlb stop loss be sat sat limit lagi honi chaiay trading main
                        • #342 Collapse

                          Humy Lot size apni investment k accordingly hi select karna chahye q k agar hum is business me greed kary gye aur aik big lot size par trading kary gye to hum loss bhi ho sakta han isi liye humy chahye k trading karny se pahly kisi expert trader ki help lye and then is business me trading start kary.
                          • #343 Collapse

                            ju lot size ap nay share ki ha wu theek ha laikin ic ku insta forex k broker man follow keryn laikin kisi 5 digit broker k sath ic lot size ku follow na keryn buhut jaldi account wash hu jai ga wahan
                            • #344 Collapse

                              trader ko jis cheez say zada loss hota hai is market main ye in ki lot size ko teek say set na krna hota hai jis ki vaja say is market main kaam ko krna hum k liay kafi zada muskil ho jata hai or market ka kum move b humy nuksan day jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                lot size utna hi rakhna ho ga ta k loss kam ho saky gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur experience hasil kar k hi hum achi trade kar k run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X