lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    the lot of the size of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex froum trading is the very of the good of the
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      lot of the size of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading of the paksitan froex forum tradign
       
      • #288 Collapse

        app ne sahi kaha lot size select karna hamary account leverage size par depend karta hay kam leverage size par kam lot size lagana chaye
        • #289 Collapse

          exactly brother trader ko lot size apnay capital ke mutabiq use karnai chahiye, because lot size trading men boht zeyda importance deti he, agar ap ke pass high investment he to ap lot size bhi high use kar sakhte ho, but agar ap ke pass capital low and lot size high use karo ge to account easily wash ho sakhta he, better he capital ke mutabiq lot size use karo..
          • #290 Collapse

            money managmnet ke hesab se ap ka dia howa lot size bohat eh munasib ha an dmery khiyal se mery mind mi jo 1000$ ka trading lot size tha wo ab clear ho gia ha and mi ab is amount se apni trade 0.5 he rakoon ga and is ke elawa agar hum fully over trading se buchien tu hamein acha profit bhi hasil ho sakta ha.
            • #291 Collapse

              yes forex trade main hum lot size jitna kam used karye itna he kam loos ho ga main 100 dollar per 0.05 ka lot size used karne ka kaho ga kyon ka account main margen kam hain is laye kam lot size sa hum zayda save trade kar sakte hain
              • #292 Collapse

                dostoo forex trading mian jahan baqi batton ka elim zarori hi wahan ap ko is bat ka bhi elim ho kay lot size mairay accunt kay mutabiq kia banata hi ager is baray mian elim nahooo to zroore kisi say puch lainay mian koy herje naheen
                • #293 Collapse

                  bhai jan mera to ap ko mashwra he k ap ko lot size is bhi ziyada kam rakhna chahiy jitna kam lot size ho ga utna ziyada hamra account sve ho ga or hamara account wash hone se bach jay ga
                  • #294 Collapse

                    G billul sahe poucha apne mere Bhai lot size apke oper depend krta hy mere Bhai k ap ka kitna capital hy.
                    • #295 Collapse

                      dear jitni marzi lot lago wo ki marzi hai lekin balance kafi hona chahiye lot k liye ye aik risky buiness hai kafi loss bhi hao jata hai aur account bhi wash ho jata hai ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr sakta hai
                      • #296 Collapse

                        forex treding biznees min lot saiz him ko kuch is trah se ralhna cahye talh him ko zyda loos na ho 100dolor hun to 10agaragarho to 30agar ap ke pas 5000ho yo 50ye saiz brst hy
                        • #297 Collapse

                          investment kro laikin kitni krni hai or kub krni hai kis jagh krni hai in tamam bation ko mind mai rkh kr humy is mai kaam krna hai jsi say kisi b problems ko solve krny ka idea b mind mai hona zarori hai jsi say kaam asan hota hai
                          • #298 Collapse

                            Money management ko samjhna buhat zarori hota hy. Balance ko dekhtey hoi lot ka size rakhna parta hy. Agar balance kam ho aur lot ka size ziada rakha jaye to loss key khatrak barh jatey hain. Agar balance ko dekhtey hoi planning ki jaye aur munasib lot ka size rakha jaye to ziada loss sey bacha ja sakta hy.
                            • #299 Collapse

                              if a trader only came to trade, then immediately rush to a real account you can not. It should first try to find a strategy that will be useful and understandable to the trader. Practicing on a demo account is allowed at any stage of training. But the move to Real Madrid only when there were visible positive results on a demo account.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to humain is main lot size ko set kar kay kam kanra ho ga ta kay huamin is main nloss nai ho or huamin is main lot size ko sai say mange karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X