lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    bhai achi information ap ny hmain shair ki hai mera khyal hai k aghr hum lot size ko calculation k hisab se lagaty hain tu achi lot par acha profit mil skta hai or jis trador ko lot size set karny ka knowledge ho tu achi bat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      agar hum lot size ko theak say manage kar kay trading karen gay to he hum market main theak say eanring karna seekh sakty hay es business main money management karty huway he tading karni chahiey tab he hum market main safe earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiey tab he safe earning kar sakty hay
      • #363 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
        Forex trading me lot size hamesha low rakhn ta k apko big lose ka samna na krna pry,mn apko aconts k hisab se lot size btane ja rha hun jis se apki earning b smart hogi aur kbi b lose ni hoga,
        100$>0.10
        500$>0.30
        1000$>0.50
        Hame trading karte ho a lot ka size small Rakhna chahiye chahiye Hamare Paas capital Jyada bhi ho Sambhal lot size Ka fayda Yeh Hai Ke Jab Hame loss hoga toh Woh log bhi kam Hoga aur Agar market Hamare Jyada be against Chali Jaye Tu Bhi Hamara account was nahi hoga
        • #364 Collapse

          Jee han apki bat sahi hai or main agree karta hun forex trading main jub him trading karty hain or apni trade main lot size set karty hain tu hmain kam se kam lot size par apna order dena chahye es ki yah wjah hai k hmain loss kam hota hai or hum achi trading kar pary hain achy profit k sath low invest main high profit gain karny k koshaiah karni chahye
          • #365 Collapse

            nhe ye ghalt hain 100usd pay 0.10 ki lot ye bilkul ghalt hain 100usd pay apko 0.01 ki lot use karni hoti hain money mangmnet k hisab say apko asa he karna hoga 500us dpay 0.05 ki lot jab k 1000usd pay apko 0.10 ki lot use karni hogi is say hum ko agar profit thora b hota hain tu koi masla nhe hain masla ye hain k apni money ko ksy safe rak le qk apni really money hum kisi b time nikal skte hain
            • #366 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
              Forex trading me lot size hamesha low rakhn ta k apko big lose ka samna na krna pry,mn apko aconts k hisab se lot size btane ja rha hun jis se apki earning b smart hogi aur kbi b lose ni hoga,
              100$>0.10
              500$>0.30
              1000$>0.50
              Dear brother ma aap ki di gaaee lot size and amount sy agree nahi kerta kion ky kisi cheez py lot size lagny ky liye capital ky ailawa us cheez ka spread bhi deekha jata hy ais liye ziyada spread wali cheez py aap ka lot size bilkul durust nahi hy
              • #367 Collapse

                hamain lot of size ko kam rakh k hi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain markt main is forex k bary main analyse kar k hi trade kar k hi hum sucess hon gay aur market main enter hony k liye experience hasil karna ho ga ta k earning ho
                • #368 Collapse

                  hamain lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main experience hasil kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain market main up aur down ko dekh kaeein gay
                  • #369 Collapse

                    Ji dear ap sahi keh rahy hain hamen mony management ka kheyal rakhna chahiye jab tak ham lots apni monay management k hisab sy nai lagaen gy tab tak ham hum Pakistan forex fourm mein trading mein successful nai ho sakty
                    • #370 Collapse

                      lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain si k bary main analyse akr k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is k bary main learning kar k hi trade karni ho gi tab hi hum markt main earn karein gay
                      • #371 Collapse

                        market main trade karny k liye boht hi experience hhasil karna ho ga aur lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main is k bary main planing kar k hi hum real main achi trade kar sakty hain aur hamain rules ko follow kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain
                        • #372 Collapse

                          Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hy lot size depend krta hai apki equity ar ap k trading style k ooper kuch log 100usd equity per 1usd lot size legatay hai ar kuch 500usd equity per b 0.50usd lot size se b opper nai jate ager ap day trader hai to 1000 pips bht hai market main surviv krne k liye yani k ager apka balance 100 usd hai to 0.10 500usd 0.50 aur 1000usd 1usd lot siz but hai hy dear
                          • #373 Collapse

                            market main stop loss ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain aur market main lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main expereince hasil kar k hi hum real main achy say perform kar sakty hain aur market main greed ko avoid kar k hi hum run karein gay it is best
                            • #374 Collapse

                              hamain is k bary main hard work karna ho ga aur lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur markt main greed ko avoid karn main bi asani ho saky gi aur is forex main faida ho saky ga ta k loss kam ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                forex mai hum apny experience ky hisab sy amount invest karty hain or lot lagaty hain or hum forex sy profit be hasial karty hain gar hamare lot loss mai ja rahe ho to hamy isy cancel kar dena chahey or pher market ky up down ko dahkty howe lot lagane chahey forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain or yai pury pakistan mai legal ho cuka hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X