kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    jee dear mai ne jitna search kiya os hisaab se tu halal hy bas gold aur silver pe thora doubt hy but muje lagta hy os pe b kam karna thek he ho ga q k aj kal kam krne ka trend chnge ho gya hy aur boht c new cheezain aa gain hain jin ko hum use kar skte ahin,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      i an not an alam. i dont active this, but i know that if the pepole earn the money by the steely employed is can halal.if the forex trader learning slaty in the forex it can halal. so do the class with the plosive working and get the success in the swap
      • #603 Collapse

        jnb ya bt ap ke thk ha liken ya swal ka confram nai ha ky ya islam nay jaz ha ya najaz q ky mary khyal may ya halal ha q ky is may koi asa galt kam nai ha insan apna work seek ky kam karta ha aur earning kamta ha is may najaz wala swal nai ha
        • #604 Collapse

          Bahee yes forex islam me halal hy ku ke forex me hum mehnat kr ke pesa earn krty hyn aor din rat market ko watch krty rehty hyn without watching hum earning nahy kr skty, aor barri bat ye ke hum apna pesa invest krty hyn os ke hivz me hum earning krty hyn na k free me.
           
          • #605 Collapse

            bhai men zada to kch nhi janata lykin aik chota sa concept mind men hy k aik buisness jismen aapko just profit he profit ho wo jaiz nhi ho ksta lykin yahan humen jitna profit hota hy some times loss us se double hota hy means loss profit equal equal so i thnk ye halal he hy
            • #606 Collapse

              Forex bohat acha business ha is ma apo ko mahnat sa ern milta ha ior har business ma aisa hi hota ha is lia a ka pure halal business ha is ma ap work karay or pakistan ma bohat sa ulma na si ko halal karar dia saudkyga asdgola
              • #607 Collapse

                Bro. Islam me wo kam haram jis me koi nuksan ya pir loss na ho magar Trading me ap ko loss or profit dono hota he or is k barey me Dr.zakir Naike ne bhi kaha he k Trading ka kam halal he lekin phir bhi ap apne ulma ikram se is barey me zaror pochen.
                • #608 Collapse

                  forex trading islam main aksr is trah sunta hon keh halal ha ziada main bhi is bat sy waqf na hon ap apni tasli kay lye kisi mufti sy is ka fatwa lay kr dekhain woh hi final bat bta skty hian
                  • #609 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mohsinali2211 پيغام ديکھيے
                    me ap sab ye sawal pochna chahta ho k forex trading islam me haram he ya halal ya ye jaiz he ya najaiz he ager halal he or jaiz he to kese he
                    bhai jan
                    darasal mn is k bary mn kuch khas nahi keh sakta
                    q k is k bary mn mjy nhi malom k kia thek hy
                    aur ap ko mera ye mashwara hy k ap is k liye kisi mufti sy rabta karen
                    • #610 Collapse

                      bhai mujhy is baat ka nahi pata ku kay me bohat se threads pay ye jawab day chka hon koi kuh kehta hai or koi kuch kabi mere liye ye haram hota hai or kabi prof dekhta hon to haram me khud bohat confuse hon
                      • #611 Collapse

                        G han ye islam me halal hai ye kaam har islaam mulk me horaha hain is trahan ki kaam halal hotay hain ye ek business hai is me loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai jis me is trahan k dono kaam hotay hon to wo halal hotay hain .
                        • #612 Collapse

                          bhai muja is bara ma nai pta hjan q ka forex ma hum ma nai pta han q ka forex ma hum ma achi earning b ho sakti han wasa b b hum forex ma kam kr sakta han
                          • #613 Collapse

                            is ke bare main koi kuch nhe keh ska ke ye halal hai ya haram hai . par mera point of view ye hai ke ye halal hai q ke abhi tk is koi aesa kuch nzr nhe aya ke is ko haram kaha jae.
                            • #614 Collapse

                              meeray khiyaal seey forex aik business heey jo keey shifaaf work heey aur iss meey koi fraud nahi heey aur aap islami qanoon keey anderr reh kerr work kerr sakteey heey aur ji haa bill kull aap iss seey mustafeed hoo sakteey hai jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                bai ap ka sawal acha tha . g ha forex islamic kay lay haz say hallal hy . haram wo cez hoti hy jes may proffite hi hota rahy.wo sood hota hy .laken forex may hum ko proffite bi hota hy or losse bi .is leay forex ka proffite hona halll hy .is may na hi koi sood hota hy na hi proffite ak jaga rahyta hy.losse or proffite hota hi ryhyta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X