kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    forex her tarah se halal hai kyun k yaha pe ham apni rozi roti kamate hain aur forex ki waja se hi boht se log aise hian jo apne ghar pe beth k achi izat wali rozi kama rahe hain main forex ko kabi galt nahi samjt sakta forex best business hai dunya ka.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      sir ap ne bhut he acha swal pocha ,,,humy us cheez k bary me pta hona chahye jo hum kamma rahy han eo islam me hram he ya halal ,,to mere bhai pak forex forum pe earning krna halal he ,,,,kyo k is pe kisi kism ki koi invest ni krna prti or jitni ap ki mehnat ho ge utna he ap ko profit mily ga ,,so pak forum aik halal rozgar he ....
      • #468 Collapse

        dear jis bhe kam man loss or profit ho wo helal hai or hum tu mehnat krte hain sara din posting kr ke bonus earn krte hai phir osy bonus se trading krte hain meri nazar man ye helal hai
        • #469 Collapse

          forex islam me haraam he ya halaal is bare ma ma nahi janta or na kuch keh sakta hon is trha tu aj kal sab kuch ma haraam shamil hen ap kisi tarf bhi bznes ma mur jyen wahan par haraam hi ap ko nazar aye ga
          • #470 Collapse

            Dear I saw a Fatwa in this regard that Forex is 100% halal. Like the other business forex need first of all your investment in the business. In the next step your knowledge is requested in this business. After the knowledge you are required to get the experince in this business. Forex need your full attention and complete running activity for Demo account working for pratice . Forex is the total business just like the other and total HALAL.
            • #471 Collapse

              Dear i am the student of the islamic education but i will share my general view ,if we will do the business and the business carry the loss and the profit then it is according to the islam ,it is the simple view
                 
              • #472 Collapse

                is barey me koi malomat nahi ha g forex business islam me kia ahmiat rakhta ha is barey me kuch nahi pata g forex ak business ha jis me mje confusion ha g k islam me is ka kia mkam ha jayz b ha ya k nahi
                • #473 Collapse

                  es bary main mughy koi khas information nhi hay kush log es ko halal khty hain or kush log es business ko gambling khty hain lakin asl haqiaqat ksi mufti sahib say puchni chahye abhi tk main khud cofused hun es metter ko lay kr filhal kush nhi pta thek say mughy bhe
                  • #474 Collapse

                    forex maire khayal se tu halal huna chaiye forex mai hum apni real money deposit karte hain aur us se beshak hum currency hi khareed rahay hain aur bahar kahi nahi ja rahay but huai profit aur loss tu hu rahay hain is liye forex ko haraam nahi kaha ja sakta
                    • #475 Collapse

                      bhai jaan koli bhi esa kam jis me mehnat ki jaye wo halal hi hota he is liye ye forex ka business jaiz he.mera point of view ye hai ke ye halal hai q ke abhi tk is koi aesa kuch nzr nhe aya ke is ko haram kaha jae.is me trading hoti he is liye ye halal business he
                      • #476 Collapse

                        bhai main neiw hon jaisa keh sun rha hon keh jaiz ha aor is kay bary main mazeed best knowledge ap kisi alam sy pta kr lain un ki bat hutmi ho gi aor woh hi sahih bat krain gy ham jasiy ko sahih pta nhi ha
                        • #477 Collapse

                          g haan ye bilkul halal ha is mein hum kud hard work kr k earning krty hain apna time b spend krty hain tb sucess hoti ha
                          • #478 Collapse

                            mujy abi es bary mein nahi pata hai kiu ke mene abi kuch din pehly he forex trading ke business ko join kiya hai mein abi es ke bary mein knowledge hasil kar raha hoon.
                            • #479 Collapse

                              mery bhai is men ap ko kafe had tak halal bhe han or hram bhe meri nazar men jab ap investment krty han to hram men ho jati han forex ab pura pta bhe ni han ky hram han ya halal
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                Dkho dear mere khayal mein to yeh halal hai . Kiun ke ham is mein krte hain or baz okat hamein is mein se loss bhi ha jata hai . Or muje is mein koi aisi cheez nazar nae ai abhi tak ke is ko haram ya najaiz kaha jaye ......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X