kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g forex trading mery khyaal say to Islam main halaal hey kiu k is business main hum ko loss ka samna b karna parta hey or hum ko apny knowledge or experience ke base par he earning hoti hey..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      jee haan yar forex trading islam main halal hai kyun k currency ya gold haram cheez nei hai k jis main hum trading be haram ho ager aap per be mutamin nei hain tuo per swap free account open kr lay
      • #183 Collapse

        dear ye me nai keh sakta ke ke forex halal business hai haraam business but ye ek acha business hai jo world me pehla howa hai or hum is me trading karte hai jis me hume hard work or mehnat karna parti hai jo cheez hard work kar ke earn ki jaye woh halal hoti hai
        • #184 Collapse

          jis kaam me menhat ho and profit loss ho vo ISLAM me haram nai hoskta dear and forex trading me dono hia profit loss and hardwork suna hai k haram hai and kisi se suna ahi k ye hilal hai me jahan tak knowledge rkhat hu it is hilal in ISLAM but ap kisi moulana ase contact kre
          • #185 Collapse

            g ye islam me halal hai q k ap is me apni intellect se kam le k kaam karte hain or is me hard work karte hain is lea ye ap easily kar sakte hain ye ak best online job hai sab k lea is se ap apni life ko easy or comfortable bna sakte hain.
            • #186 Collapse

              may dear app jasy as ko semj sac tay hay ka forex islam ma halal business hay as ma app ko loss be hay profit be hay app kay katy ka ya islam ma hram hay but do ager as ma loss na hota to per ya hram hota
               
              • #187 Collapse

                salam dosto,forex islam ma halal ha q ka ham is ma mehnat karty ha koi galat kam nai karty or na haram tareeqy sa earn karty ha agar ap mutmain nai ho to ap apny milvi sa poch sakty ha.
                   
                • #188 Collapse

                  daikhe'n bhai ji hum log forex pay mehnt karty hain agr main apny point of view say daikho'n to main sara din forex pay mehnt karta hon phr hi mujhy apni mehnt ka reward money ki shape main milta hai to ye mery liye hlaal hi howa na .
                  • #189 Collapse

                    forex trading ke mutalik me to yahe kaho ga key yeh halal hai kuyu key is mey loss aur profit dono he ap jab bhe account baney kesy bhe company me to ap waha per swap free banaye to acha hai yeh account soud se pak hota hai..
                    • #190 Collapse

                      jab se main forex mein trading kar rha ho tu main ne aaj tak bhi forex k bara mein ya baat nahi suni hai k forex aik haal business nahi ahi forex aik legal business hai jis mein hum pehla investment karta hain aur agar hum forex mein achy trading karta hain tu per hum forex mein bhut ziada earning kar skta hain.
                       
                      • #191 Collapse

                        Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek .thanks\\\\\\\\\\\\\\
                        • #192 Collapse

                          dear islam mian koi b cheazz jis mian profit ya loss majoood ho wo hilal hota ha asay koi b kam jis mian sirf profit ya sirf loss ho wo haram ho ge baki ager is ki koi lambi bat pochni ha tu kasi acha say molvi k pas chala jaen....!
                          • #193 Collapse

                            assaalam u alikum ji bhai jan yai jaiz hai q k is main koi fixed koi profit nhi hbai agar profit fixed hota hai to haram hota yai is main kabhi loss kabhi profit kabhi kum loss yai sab halal hai
                             
                            • #194 Collapse

                              ji han islaam main her wo kaam halal hai jis per ham mehnat kar k kamatey hain is k saath saath ham forex per apna time bhi tu dey rahey hain mehnat kar k time dey rahey hain to ye hamarey liey halal ki kamai hi hai na.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                salam. bhai g Forex aik halal kam hai kyo k forex trading me ap ko ye nai pta hota k apko itna faiada ho ga aur wo business hmessha halal hta hai jis me nafa aur nuksaan dono hon.aur jis me sirf fix amount mily wo kam haaram me ajaata hain thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X