kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    yar halal cheez ki tajarat krna halal hai or haram cheez ki tajarat krna haram hai or forex main hum currency or gold oil ki tajarat krtay hain or ye cheezay haram nei hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      iss barey main mujhe nahi pata lakin agar forex islaam main haram hai tou humain chahye kay hum iss kam ko nahi karen kyun kay jis kaam ki islaam humain ijazat nahi deta tou wo kaam humain bhe nahi karna chahye,,,
      • #198 Collapse

        dear brother forex islam main halal hai wo is tarah say k k oslam main hai k jis kaam per mahnat hoti hai hum ki wo halal hai is liye ya islam main halal hai dear hum k liye
        • #199 Collapse

          mere bhai forex k bare main bohat confusion h kio k chand isay halal tasawor krte hain or kuch k khayl mian ye haram h, halal is wja say khaha jata h kio k is mian hm apni marzi say swap free account bna skte hain or hm apnay order per broker ko commission b dete hain...
          • #200 Collapse

            dear me is bare me sirf yeh kahon ga k forex ek real business hai aur jis business me profit aur loss dono hote hon wo business halal hota hai
            • #201 Collapse

              ji janab yeh bilkul halal kam hai ..... log es kam ko kr rhy hain bs app ek bat ka khyal rkhen k fill up kty wkt dehan rhy k account swap free ho ... agr esa na hoa to app ka account sood wala ho ga swap sood ko kehty hain es liey app swap free account bnaen
               
              • #202 Collapse

                dear mery mind ky mutabiq to forex tradeing me tadeing karna halal hy kiu kh is meen ham buy or sell karty haien is liy ham jab koi cheez buy karty hain or phir jab hamin woh cheez profit dy rehi hooti hy to ham usy sell kar deety haien is tarh hm profit earn kar sakty haien
                • #203 Collapse

                  ji ha mere dost forex business islam main bilkul halal hai is lyea app ko forex business karna main ko hi hiskisk na hi karna chyea hai. main ek muslim hu or forex business main kafi sal se kar raha hu ap app agar ek muslim ho to app ko bhi forex main join karna chyea hai.
                  • #204 Collapse

                    Asalam O Alaikum everyone forex ek halal business hai mukamal tor pey keu k forex required karti hai hard work or jis kam mein mehnat karni pare wo kabhi haram kam nahi hota hian so dont wory
                    • #205 Collapse

                      bhjai es ka mjhe koi sai idea nai hai q k maine khud forex abi use karna shuru ki hai liken mera kheyal hai forwex halal hai q k hum sab es main mehnat karty hain apna time daity hain es ki knowledge hasil kartybhain
                       
                      • #206 Collapse

                        Forex aik halal business hai aur jab se main forex mein trading kar rha ho tu main ne forex k bara mein aaj tak koi bhi baat nahi suni hai k forex aik haram business hai forex bhi world mein jtna bhi acha acha business hain un ki tara he jin mein hum pehla money lgta hian per hum us mein hard working karta hain tu per earning karta hain.
                         
                        • #207 Collapse

                          bhai jan ap ne aasi bat pochi jis k bary man man zeada koch nahan kah skta lekn etna kah skta hon k islaam man mahnat kr k kmany ko kaha gia or forex man bhe mahnat ka kam he es hesaab se to forex islaam man halal hoa na phir.
                          • #208 Collapse

                            brother according to my learning I think, kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de.
                            • #209 Collapse

                              meny internet par bht search kia hy lekin koi confirm jawab ni mila kuch muftian kiram k fatawa thy k halal hy kuch k fatawa thy k najayz hy lekin haram ni hy najayz ya makrooh ho sakti hy haram tab hota jab ic me sood hota ya rishwat hoti ya jowa hota ic bary me ap kisi molana sy bat karo detail batao phir ap ko answer mil jayga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                forex hala hai...har woh chez halal hai jis mai dhokai bazi na hooo...........maihnat ki jai aur jis mai sood na hooooooooooo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X