kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    forex 100% halal hai pahly broker sood laity thy or daity thy is liye molana hazrat bayan daity thy un k khilaf ab islami accounts a gaye gan ap kisi parhy likhe molvi sa pochen ap ko samjh a jae ga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      my dear,me ap sab ye sawal pochna chahta ho k forex trading islam me haram he ya halal ya ye jaiz he ya najaiz he ager halal he or jaiz he to kese he?????????????????
      • #948 Collapse

        My dear friend Forex islam mein completely halal ha kiyn kah is pr koi bhi interest ka hinsa nhi ha matlb ka is pr app ki profit and investment pr kisi qisam ka interest nhi mil raha hota ha and app sale and purchase kr kah currency ko profit raise kr rhe hote ho jis sa app phir apni need satisfy krte ho.
         
        • #949 Collapse

          fx ak bohat acha business hia jis sy ham acha earn kar sakty ahn fx ma kam karny k laia hamy sabrs y kam karna ho ga fx ak bohat acha business hia
          • #950 Collapse

            asalam o alaikum dear friend dekho pakistan forex forum pr ham mehnat karte hai and koi ghalat kam nahi karte hai and hame hamare mehnat k hi pese milte hai is liye mein to yahi samjta hu k yee halal hai and baqi to allah ko pata hai is liye zyada nahi bata sakta mein.
            • #951 Collapse

              forex main jab ham kaam akrtay hain tu hamain is main loss bhi hota hai and is main ahmain faidah bhi hota hai.is main fixed munafah nahin hai.is liay yeh sood nahin hai
              • #952 Collapse

                wese to mujhy is bare mein ziada kuch nahi pta. mein khud forex mein abhi new enter howa hon. lekin is business mein profit aur loss dono hein. mein is bare mein kuch nhi keh skta filhaal.
                • #953 Collapse

                  Knowledge gaining is an important topic in Forex because of the fact that all traders can only succeed with the knowledge that they have created. Forums that are Forex based and Forex Websites are my best place to learn
                  • #954 Collapse

                    yes forex ak hlal business he or new logo ko is bare me kafi confusion ho rahi hoti he ke yh ak halal business nahi he lakin aesa kuch be nahi he forex ak acha or halal earning way he or hamko isme earning hoti he woh be hamare knoeledge or hamari mahant ke bal baote par
                    • #955 Collapse

                      bhai forx halaal hay ya haraam is kay baray me humaray muaashray me buhat se mutazaad rayee pai jati hayn lekin humien isko khud se jaanchna hay agar ap ko lgta hay halaal hay tou kerien agar lgta hay nahi tou mut kerien
                      • #956 Collapse

                        In my point of view, forex trading islam men halal hai kun k forex trading ek business hai or business halal he hota hai forex trading men humen kafi mehnat karni parhti hai so jo rozi mehnat se kamai jaye wo 100% halal hai so humen full devotion se trading karni chaye or profit earn karna chaye
                        • #957 Collapse

                          Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex forum members bhai ne question zara mushkil poch lia hai to meray bhai is kay baray main to hr kisi ki apni apni ray hai meray point of view se to yeh halal hai kiun kay is mian hmain loss bhi hota hai aur profit bhi..............
                          • #958 Collapse

                            Yes my dear friend Forex islam mein completely halal ha kiyn kah is pr koi bhi interest ka hinsa nhi ha matlb ka is pr app ki profit and investment pr kisi qisam ka interest nhi mil raha hota ha and app sale and purchase kr kah currency ko profit raise kr rhe hote ho jis sa app phir apni need satisfy krte ho.
                             
                            • #959 Collapse

                              Bhai jan jha tk mujay is bat ka knowledge hai to mai apko btana chahoo ga k mere sir nay b mujay yehi btaya hai or mera b yehi khna hai k forex trading islam mai hilal hai Q k forex trading mai just profit hi nhi hota or na hi apnay luck ki base pr forex trading ki ja skti hai forex market mai trading krnay k liye knowledge required hoti hai or jo kam apni mehnat say kiya jaye or jismay profit b ho or loss b islam k mutabik wo kam Haram nhi hota.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                forex ka kaam islam mein bilkul halal hai kun keh jis kaam mein loss bhi hota ho aur profit bhi tu woh kaam islam mein halal hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X