kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      I have no clear idea about that I mean I am not sure about it. But I think it is real and fear business so we can do it without any confusion.
      • #213 Collapse

        Bhai forex ak real business ha js pay ap to apni mehnat say kaam kar kay earn kar rahay hain forex ak boaht he acha business ha jis pay mehnat kar k paisa hasil kaya jae wo halal ha dear.
         
        • #214 Collapse

          g han bhai forex islam men halal he ham iss men jitni marzi kearning kren wo halal he qn k ham iss men sirf buy or sell kerty hen or to koi kam ni he e aik business he jiss men ham ko time per trade lga ker uski theek value tajk intzar ker k trade ko close krna hota he iss men agr ham swap option ko use kerty hen to wo haram he islam men
          • #215 Collapse

            dear ap ney boht acha sawal kkya hy es k bary main koi confarm to nhe keh sakta lekin main es lie mutman hon k es main hum kisi sey zabardasti nhe cheen nai hoty na hum apney kisi musalman bahe ka huq marty han bulky jitni mehnat karty han uska phal milta hy .
            • #216 Collapse

              yes offcouse forex islam me halal business hay as ko app kc bhi mofti ya apne masjid k molve say poch sakte hay as me app wapar karte hay apne marse se buy karte hay aur sell karte hay jis jaga app ko profit ho ap le lete hay jis jaga loss ap chor dete hay ye real busines hay aur halal business hay islam me
               
              • #217 Collapse

                Dear brother forex ma koi haram ka kam dekhai nahi diya jiss ki wajah se isse haram kaha jye or na hi is main kissi sood ka kam ha yeh bilkul sood ke nizam se pak ha.
                Islamic Books Blogging Tips
                • #218 Collapse

                  Dear baat aisi nahi hay kay jiss kamai pay ap maihnat kartay wo halaal ho aisay to chori aur dakaiti may bee maihnat hoti hay jo kay chor apni jaan pay khailtay hain
                   
                  • #219 Collapse

                    Haraam wo hota hay jis may kisi ka najaiz haq mara jay aur esi tarah halaal wo hota jiss may kisi ka najaiz haq na mara jay vaisay posting halaal hay trading say
                       
                    • #220 Collapse

                      Posting ko may es liay halaal samjta hoo kay posting may zahan aur practice trading ki nisbat bohat hi zayada hoti hay es liay may forex ko halaal
                         
                      • #221 Collapse

                        Es liay trading say baihtar posting hoti hay kynk us may hi hamari zayada say zayada maihnat hoti hay es say zayada mera KHUDA baihtar janta hay
                         
                        • #222 Collapse

                          gg han brother forex trading islam main halal hai.agar haram hota to koi bhi muslim mumailk forex ko accept na krte.forex trading ek online business hai.
                          • #223 Collapse

                            Bhai hamee halal aur haram ki thk say koi tameez nh hai... bas me itna khna chonga....... meray khayl say ye haram nh hai q k is me traders mhnat kar k profit gain kartay hai.. aur jis kamm me bhi mhnat ki jaye wo kamm kabhi bhi haram nhh hota hai...
                             
                            • #224 Collapse

                              bhai log mein es k mutalik kuch ziyada nhi janta islamic point of view sy . waise agr mera apna zati view lena chahein yani k ma ap ko apni zati apni khud ki raye sy agaah kro to mere khyal sy jis business mein nafa aur nuqsaan dono sth sth hon wo jaiz hota hai . lekin ab yaha pe sochny wali baat to ye b hai k nafa aur nuqsaan to jowayy mein b hota hai??
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                yar is say money earn kerna halal hai kiyon ky Forex trading aik business hai jis main loss or profit dono ho saktay hain or hum is main mehnat kertay hain is liya is main kam kerna jaiz hai or money earn kerna halal hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X