kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    mara khial ma to halal ha keo ka abhi tak asa kuch samna nhi aya .... wasa bhi is ma nafa or nuksaan dono hn is base pa is ko haram nhi kha ja sakta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de .
      • #168 Collapse

        bhai baat ye hay ky agar ham investment kar ky profit kamaty hian mens ham posting nei karty to yakeenan trading ky business men jo profit kamaya jata hay wo haram hay lakin agar ham din raat posting kar ky earning karty hian or phir trading men earning karty hain to wo halal hay hir insan ki soch alag hoti hay mehnat or hard working sy kamaya janay wala mera nei khyal haram ho sakta hay
        • #169 Collapse

          bahi is mein mein koi alim nahi hun kio k aisi baten to aik ailim hi jan sakta hy aur bta sakta hy k ye halal hy k nahi hy is mein mugy to nahi lagta hy k ye haram ho kio k ap i smein buy bhi karty hen aur is mein sell bhi karty hen is mein mehnat bhi karty hen to waisy bahi is k bary mein behtr koi alim hi bta sakta hy.
          • #170 Collapse

            ap kisi mufti sb se
            pochin ,wohi apko confirm bta skty hn ,q k
            idhr to koe khuch kahega koe khuch kahega
            jis se apko smjna mushkil hoga ...
            • #171 Collapse

              i think halal hai forex islam me agar forex ka kaam puri honesty or hardworking se kia jae... agr is kaam me ksi bhi kisam ki beimaani ki to haram hojae ga... pese kamao lkin imaandaari se!!!
              • #172 Collapse

                forex trading islam me haram hy yaa halal es baary me mje khuch nae ptaa behtar ye he hoo gaa ke aap kse mufty yaa aalim se pouch ly woo he aap koo sb se behtar btaa sktaa hy wese too forex forum bohat acha forum hy
                • #173 Collapse

                  jaha tak ma is ka bara ma knowlage rakhta ho ya islam ma halal business ha kyo ka is ma ap ko paka nai ha ka ap ko profit he ho ga ap ko loss b ho sakta ha or is ma ap ko kafi zayda mahnat b karni parti ha is waja sa ya halal business ha.
                  • #174 Collapse

                    bhai is ka confirm answer to mere nahi ho ga lekan mein itna janta hoon k islaam mein har karobaar hilaal hai or jaiz hai or forex trading b ek karobaar hai jis mein naffa or nuqsaan hai is liye mein samjhta hoon yeh jaiz hai
                    • #175 Collapse

                      Main ne aj tak koi asi bat nahi suni jis se pata chala ho k Islam forex trading ki ijazat nahi deta. Is main insan mehnat karta hai apni aql or samjh se pesa kamata hai. munafa k sath sath nuqsan ka b chance hota hai. buhat sary Ulma k fatway be hain is bary main balky ulma Ikram khub b is kam main investment karty hain.
                       
                      • #176 Collapse

                        asslam o alikum dear's yes dear forex islam ma hall ha as tarha ky agar app forex par mahnat kar ky profit lo our agar app kise ko dhoka dy kar ya 2 numbre kar ky profilt haisl akro to as tarha forex islam ma haram ha.
                        • #177 Collapse

                          mere khiyal mein tu aisi koi baat nahi nazar aye jis sy yeh kahan jai k yeh haram hai,han is mein aik option hai jis jis ko swep kehte hein,ap jab bhi account banain swep free account he banana,
                          • #178 Collapse

                            Mujhy ni pata k ye forex trading forum ek haram business ha ya hilall business i do not think that it is a halal business my friend well it is hundred percent licensed business
                            • #179 Collapse

                              ye koi gheer kanony kam nai hai es liye ye halal hai mery khail me to es me koi issuse nai hai k k ye halal hai.forex islaam may main halal hay ya haram hay lakin itna kuch bata sakta hon keh hum tou apni menat sey posting kar kar k apna bonus above kartyay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                ji is k barey main kuch nahi bata sakta lekin is k barey main zarur poch sakta hoo apney mufti ulma se usko is k barey main zarur ilam hoga islye agar unko aagr hum details se forex k barey main bateye toh wo humein is k barey mai bata saky gey k halal hain k haram...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X