forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    yes bohat hi risky kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to pher ziada invest.............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      yes apne bht achi bat kri hai hamare lye bht important hai experince hona experince ke bina hum is par kch nhi kr skte and mene frst tread demo se kri thi then real me profit real earn kra...........
      • #228 Collapse

        g ha forex ma ham jitni investment karty ha us ma hamy nukasan b ho skta ha or faida b.....isi liy apny experience k mutabak invest karny chae...
         
        • #229 Collapse

          g bilkul forex main investment experience aur knowledge ki base pe he krni chahe ta k loss ki surat main pachtawa na ho. jo new trader hote hain un ko investment kam he krni chahe kyun k wo utar charhao ko ni samghte ais liy loss hone k zaida chances hote hain aur old trader ko jitna wo profit earn kr chuke hote hian us ki base pe investment krni chahe.
          • #230 Collapse

            jee bilkul investment karny se phly aap achi trha soch lo k aap jo kaam karny ja rhe ho us main trained bhi ho ky aap ki investmnet zaya to nhi ho jaye gi bal k main to ye hi mashwara dun ga k aap forum per bonus earn kar k us k sath kaam kar lo to zyada better hai
            • #231 Collapse

              Yes forex busines me experience apny financial position ke mutabiq krni chahye, forex investment aap kissi sy odhar le kr na kryn kudha na khawasta agr aap ko loss ho jata hy tau aap ke leye problem ban jata hy, try kryn ke jitni be investment kryn aap ke apni ho apny halata ke mutabiq pesa invest kryn, trade be apniee investment ke hisab sy kryn.
              • #232 Collapse

                g bhai forex main ap ki investment aur ap par depend hain k ap forex ko kis tarha use kar rahey ho.forex main apki investment knowledge aur experience k matubiq hi apko risk laina chahiye...
                • #233 Collapse

                  jee bilkul jitne app ke siurce hain utne hi app ko investment karni chaheye tak ke app ko loss na ho aur investment karte time market ki value ko zaror check karna chaheye.
                  • #234 Collapse

                    bhot achi bat kahi hay ap nay sir g forex trading aik risky bissness hay or is may investment b osi hisab say karni chya forex trading may jis insan k bas forex trading k bry may zada sy zada knowledge hay or is k bas experience hay to is ko is may zada investment kary or zada profit kary
                    • #235 Collapse

                      hmmmmm

                      forex main apni experience ke hisab se invesment karni chahye kyun ke agar aap ke pass experience nai hay to jitni marzi bari invesment kar lain aap is main profit earn nahi kar sakte......
                      • #236 Collapse

                        han ge bilkul apne thk kaha hai hmain apny experience ke mutabiq he learning krni chye or invesment bhe usi ke mutabiq krni chye ta ke hmain loss na ho.
                         
                        • #237 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                          forex ak bohat hi risky kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to pher ziada investment kr skta ha nahi to new trader ko thori investment se start lena chahye or apni jaeb ko dekh kr hi forex me invest ki jay na k logu se udar le k k baad me loss ho to masla ban jay ap kia kehte ho dear?????
                          ji han mein apki bat sy agreed hun mery dost k hamen forex mein trading hamaray exoperience k mutabiq ki jaye to behter hy o agar hum over trading karen gy or dosron k tarikon py chalen gy or dosron ka style apnayen gy to hamen forex mein loss k siwa kuch hasil nahi ho ga.
                          • #238 Collapse

                            main samjhta hoon ke is baat ko samjhna ke ap ne kitna invest karna aur ap ke pass kitna experience hai demo account is baat ko samjhne main bht help karta hai like ager ap 100 dollar invest karna chahate hain tu ap aisa karen ke phele aik account create karen 100 dollar aur os per practice karen tu ap ko andaza ho jaye ga ke ap 100 dollar se kitna earn kar sakte hain aur ap ko kitna loss ho sakta hai is main
                            • #239 Collapse

                              ji haan meray khayal mein tou aisa kerna behter hai kiyon k aap ko pata hai k aap kiss tarah se tarde ko ker rahey ho aur aap ko iss busienss per kitna risk le ker tarde ko kerna hai mein iss ko like kerta hoon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                jee han forex mein investment apky experince k mutabik honi chahye maine pehlay to forex kay demo account pay trading ki aur yahan par khoon practice ki aur acha kahasa munafa aur nuqsaan uthaya aur pher maine forex main initially toor par $150 invest kiay aur in paisaon say trading shuru ki aur ab theak ja rahi hai trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X