forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    GE bilkul apney sahi kaha hai forex main bandey ko apney halat ke mutabiq hi trading kerni chahiye jitna ke woh loss ko bhardast ker sakhey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Bilkul janab apki bat sahi he because yeh aik risky business hey aur hamen is main always utni hi money invest karni chahiye jitna keh agar hamen is main loss bhi hojaye to hum loss ko efford kar saken.
       
      • #213 Collapse

        g han bilkul ap ke pas jitna experience hy ap otni hi investment karein
        agar ap ke pas tajurba nhi hy to kiya fayda
        • #214 Collapse

          forex ak bohat hi risy kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to hper ziada
          • #215 Collapse

            bhai jan forex trading mai investment apne halat ko dekh kar ki jaee to ziada better hai kion ke ager appp ziada ki trade lagate hain to app ke pass itna cvredit hi na ho aur app loan le kar bhi apni trade loss kar den to kia faida..
            • #216 Collapse

              I believe so because the success rate in trading is very low why the failure is high, this will make every one believe that the business is high risk, if forex were an easy business like the other businesses, the success rate would have been more than the failure rate, many people are leaving but many are still joining, people who leave dont leave because they like to but the success they cant get drove them away from the business, they were not able to pass through all the risk that is the reason of their failure, forex trade is high risk business.
              • #217 Collapse

                G bilkul ager forex main investment apnay knowledge or experience ko nazr main rakh kr ki jaye to bohat behter hai kio k forex main experience bohat importance rakhta hai is liye hmain apni investment ko apnay experience k mutabiq krna chahye
                • #218 Collapse

                  knwlegde tw har chex me zarori hoti ha .. magar jahan tk bt ha forex ki .. usme as such kch xiada experience zarori nhi ha ku k .. forex me ap ko asi opportuities milti ha js se ap experience gain kr skte ho ..
                  • #219 Collapse

                    may app ke baat se agree ho k app nay thek kha k hum forex p invest ment apne haalt ko dikh kr kare tu best ho ga agar hum lalach na kare tu forex trade se hum apne experience say profit earn kar sakte hay hum forex trade bonus se bhi kar sakte hay profit earn
                    • #220 Collapse

                      trading jaha jaha hoti he waha waha risk hota he or forex me trading wohi log kren jinko kam ata ho experience ho unhe pta hota ho ka kha kitna profit hoskta he kha kitna nuksan hone ka imkaan he.
                      • #221 Collapse

                        yes dear forex trading account me trading ke liy invest hume apne experiance ke mutabiq karni chaiye jitna hume loss hone per problem na ho agar humare pass experiance kam hai trading ka or hum invest ziyada kar dete hai to baad me hume loss ho jaye to hum us ko suffer nai kar sake ge
                        • #222 Collapse

                          ok g bohat hi risky kam ha is me ak trader ko investment apne experience k matabik krni chaye ager ziada experience or knowledge rakhta ha to pher ziada in;;;;;;;;;;;
                          • #223 Collapse

                            Assalamu Alaikum g bhai ap ne bilkul sahi kaha k hamen apni investment apni jabi ko dkhty huay krna chahye.
                            hamne chahye k hum choti investment se start len takay loss risk kam se kam ho.aur hamne experience bhi gain hota rhay
                            • #224 Collapse

                              ap ko hosle aur saber se apni trading kerni chye. start me kya, hemesha hi thore pyso se trade kare aur saber se kare aur jub ap ko ap ka daily ka goal jo ap ne apne mind me set kya hai us ke mutabiq earning ho jye to foren is market se quite kar jye forex business mai humain investment apnay knowledge, information aur experience kay mutabiq karni chaheay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                g han dear aap ne ek bohat he achi bat kahi hai aur main aap ki bat say bilkul agree karti hun aur kahna chahun gi k haman hamesha he apne halaat ko samnay rakh kar he investment karni chahiye aur usi lahaz sy he haman trading karni chaiye to phir ham kamyab ho sakan gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X