forex k account me investment apne experience or halat k matabik ki jay to behter h
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    jee haan friends aapko forex trading main investment apnay halat ko aikhtay huwe karni chahye aur aapko chahye kay aap 1st time kaam he nvestment karo aur jab apko achi tarha trading ajae tou aap kar saktay hu ziada investment bhe,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      asalam o aliqum yes my dear ap ne boht acha sawal kiya he mery khyal me ap ne bil kul sahi kaha he me ap ki baat se agri krta hn ap ko inwest apny halt or exprince ko dakty howy krna chye tabi ap ls me kamyab ho gy wrna ap ko ls me lose b ho skta he wese lose and profit kaam ka hisa he i like forex
      • #198 Collapse

        Its again totally up to you how much you have the capacity to invest in this risky business but you have one thing in mind in the hard situation you havesome extra amount is also present in your pocket to control all sudden changes in the market
        • #199 Collapse

          apki is baat say main agree karta hoon k jab bhi ham forex ki trading myn investment krna cahyn to investment krnay say pehlay ye dekhyn k hamara trading krnay ka experience kita hay aur dosri baat yeh kah hamary maali halat kesay hayn ye na ho k ham apny halat say barh kar forex myn invest kar dyn aur phir baad myn pachtawa ho
          • #200 Collapse

            Aslamn - o- Alikum Dear, yaha pe ye line best ha k apni chadar dekh k pao phelao yaha pe apne lehaz se invest karo jitni ap easily ho k kar sako ap k lexe behtar ha wo warna zixada nuksan se ap disard ho jaty ho/
            • #201 Collapse

              yes you are right ke hame apni jaib ke mutabiq investment karni chyea jitna hum afford kar sakte hain or dosra apne experience ko dekh kar invest kana chyea agar apke pas zyda experience ha ya zyda capital ha to ap zyda kar sakte hain investment warna kam karen
               
              • #202 Collapse

                Asslam O Alaikum han gee forex trading krnay kay liye har shaks ko itni investment krni chahye jita us ka experience hai or us ko knowledge hai agar zyada knowledge hai toh zyada karein warna bilkul thori he kr kay check kr saktay hain business ko kay yeh ap kay liye sahi hai kay galat
                • #203 Collapse

                  aap ko apna halat or expeience ka mutabik is lia invest karna chahiya keo ka agar aap nnew trader hta hn to aap ka pass kum experience hta ha or ho sakta ha aap khi pa koe galat fasla l a jo bad ma aap ka lia nuksan ka bais bna lkn agar aap[ aik kamyab trader hn to aap ko chahiya ka aap apna experience ka mutabik invest kra or apna halt ko dekhta hua ka agar aap ko loss ho jy to utna na hi ka aa,p us ko bardsht hi na kar pao .
                  • #204 Collapse

                    here the proffesional business for new trader in forex pakistan so we can go for it ceraintlyin forex market
                    • #205 Collapse

                      yaar agar aap k pass proper knowledge hai to aap beshak high investment karain lakin agar aap k pass kam knowledge or experience hai to phir aap low investment karain kyun k ye ek risky business hai or is main loss k bohta zyada chances hote hain.
                      • #206 Collapse

                        I think before invest money in forex we must have to complete the learning process. After learning the business well we will able to make a good profit.
                        • #207 Collapse

                          ji bilkul her insaan ko apni jeb dekhni chahye agr app trading me successful hey or aek kamyad trader hey to app ziada investment kr sakte hey lekin aek middle class bande ko dekh kar investment krna chahye or analysis follow krke earning krni chahye
                           
                          • #208 Collapse

                            jee han ap ne sahi kaha hi forex tarding main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko proepr learn kerna ho ga then hi ap iss main achi earning ker sakoo ge orr kamyb bi ho ge iss lye learning bohat hi zaroroi hi
                            • #209 Collapse

                              yes koi bhi cheez guarnteed nahi hoti humy kaam shuru kerny sy pehly apni abilities per nazar saani kerni chaye agr hum eligible hain than we should make a big investment otherwise start to humy low amount aur investment sy hi laina chaye aur perfection k baad investment ko increase kerna chaye aur yeh baat mind main rakhni chaye k agr koi cheez faida dy rahi hai to woh nuqsaan bhi dy sakti hai so we should be carefull about both states.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                aap nay thk kha hai kuch log yaha pay kaam karnay k lye uthar le letay hain aur unhe jiss waja say loss hotahai aur wo makrooz ho kar aur bari mushkil me bhans jatay hain app ko chahye k yaha pay kabhi b karz le kar kaam na kare.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X