educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    ji haan bht fark hota hain mere khyal mian ek bandy ne forex busines sk education li hoti hain yani k usney is k barey main mehnat ki hoti hain toh bht gain karey ga and jis ney nahi ki hoti hain wo lose hi karega islye study bht zaruri hain ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      main kaa karta hoonain mere khyal mian ek bandy ne forex busines sk education li hoti hain yani k usney is k barey main mehnat ki hoti hain toh bht gain karey ga and jis ney nahi ki hoti hain wo lose hi karega ghj
      • #768 Collapse

        my dear friend, i think more educated peoples know more about this business and they can do well as less educated peoples,but if less educated peoples have basic knowledge and trading skills then they can also earn more from this business,
        • #769 Collapse

          theek kaha aap na eaducated or un eaducated kabhi barabar nahi ho saktay ya bat to humaray quran ma bhi likhi hui ha to ya kasy ghalt ho sakti ha
          • #770 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
            i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????
            yes eik educated or non educated person mein buhat farq hy wo is lie k eik educated person ziada lose hony ky bohat kam chance hoty hien or non educated person is me bohat lose karwa sakta hy.
            • #771 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
              i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????
              bhai ya to wo hisab ho gya ak insan bagar aknko ky ho or ak anko ky sath ho ankh wala dunya dakta hy dusra dak hi nahi skta faraq to hy na .but is maie luck b meter karta hy jis ka luch taz ho wo kuch na janty huwy b sub kar jata hy
              • #772 Collapse

                educated our non educated persons me kch zaida fark tu nahi hota kiu ke is keliy hamy knowldeg our experience ki zarorat hoti hai our jitna ham is me experince hasil kary gay hamy utna benefit hasil ho ga
                For signals and info and also skrill deal only intersted people add...
                My Skype id is>>> Sunny.Forex:o
                • #773 Collapse

                  Yes ap ne right kaha hai jo parhy laikhy hun gain educated hun gain wo theek se work karain gain rule ko follow karain gain aur bahter analysys etc karain gain un ki nisbat jo uneducated hai. aur in se earningbhi ziada karain gain kun ke in ka kam bhi bohat bhtar ho ga.
                  • #774 Collapse

                    je bilkul my dear brother main aap ki baat say mukamal agree hon news read karnay k liay educated hona tu lazmi ha es tarhan he ham properly news read kar sactay hain.
                    • #775 Collapse

                      forex trading main hamari education bohat farq dalti hai. agar hum educated person hai to hum forex ki terminology ko achi tarah samajh saktay hain. agar educated nahi hai to phir humein kafi problem ho sakti hai.
                      • #776 Collapse

                        Gee haan sir educated and no educated ki trading main bohat faraq hay, educated apni learning and knowledge and experience say achi earning kar sakta hay and non educated tukay say kaam leta hay aor tukay wala hamesha loss hi karta hay.
                        • #777 Collapse

                          g nahi jahan tak trading ka sawaal ha iss main aap ka educated hona zaroori nahi ha kiun ke iss main koi aisi demand nahi ha aap ko iss main sirf iss kaam ki basic information hona zaroori hona zaroori ha iss ke liye aap ko kisi qualification ya degree ki zaroorat nahi ha iss liye aap ko chahiye ke jitan jaldi ho saktey iss kaam ko join krney ki koshish karen
                          • #778 Collapse

                            apna knowledge use kr kr k profit banata hai aur un educated person loss ki bajaye k online wo har cheez sy faida utha sakta hai aur trading main profit earn kr sakta hai
                            • #779 Collapse

                              is mein educated or non educated ka koi taaluq nai hai is mein bs jo sabar aur himmat se kaam leta hai wohe kaamiyab hoga aur bs aap ko is mein thori buhat starting m learning karni hoti hai aur phr aap ko practice karni hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                                i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????
                                g han dosto education or non education walay jo trading karty hain un mai farq hai q k jiss k pass forex ki education hai wo isy achy tareqay sy kar skta hai or jiss k pass education nahi hai wo is ko nahi samjh sakta...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X