educated or non educated person ki trading me fark hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bilkul buht bara farq hai educated and non educated persons mein kyun un educated knowledge nai hasil kar paye ga is mein aur to phr total loss hi utahye ga is mein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes definitely educated person and uneducated persons mei bht ziada farq hota hai educated people kisi bhi cheez ko asani se learn kar lety hyn jab k uneducated people ko bht ziada difficulty hoti hai kisi bhi business ko larn karny k lie and educated people forex trading mei knowledge and experience gain kar k jaldi successful traders ban jaty hyn.
      • #18 Collapse

        yh to saff zahir ha educated person jld hi chezon ko pick kr lata ha. jb keh uneducated person ko bht si chezon ki smjh nhi ati jis ko wajaha sy woh loss othata ha.
        • #19 Collapse

          may dear ap ne bil kul theek kaha hei to mein ap ki bat ko tasleem karta hon kunk kisi b midan mein mein taleem yafta log aur unpar log barabar nhi ho skte jo log pare howy hein wo is ko aik achay tareqe s kar skte hein un logon ki banisbat jo log un parh hein is liyay taleem ka hona b bohat zarori hei .
          • #20 Collapse

            i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra u
            • #21 Collapse

              bilkul ji hota hai kun kay educated person trading ko samjhdari kay saat karta hai chizo ko sam,jh kar jab kay non educated banday ko chizo ki knowledge hi nahi hotii
              • #22 Collapse

                Ap ki baat bilkul sahi hai. Forex main educated person hona lazmi hai warna ap ko trading main loss ho ga. Trading main educated person trading kar sakta hai. Kyon kai educated person apna emotion aur apni lalach ko kabo man rakhta hai.
                • #23 Collapse

                  g bohat farq hai educator aur no educator main app ager paray likhay haian tu kam ki smj jaldi aa jay gi ager pary likhay ni hian tu kam ki smj ni ay gi aur app ko loss ho ga es ki waja sea app trading ni kr saktay
                   
                  • #24 Collapse

                    mere khayal sy to har kisi ki trading main farq hota hy, kyu k har kisi k pass trading ka alag alag experience hota hy or koi apne hisab sy trading karta hy, ismain educated or un educated sy farq nhi parta farq sirf is k rules ko follow karne main hy kon is k rules k mutabiq chalta hy,
                    • #25 Collapse

                      educator wo hai jis ko apni field ka pata hota hai aur wo ek achay tariqay sea kam kr sakta hi aur management achi hoti hai us ki aur non educator wo hota aur jo apni field main new enter howa ho us ky liay thora mushkil hai
                       
                      • #26 Collapse

                        ek uneducated man forex trading me itna profit earn nahie ker sakta jitna educated man. ziada profit gain kry ga. is ki waja ye hain ki educated man different sources sey innformation hasel kr k apna trading level sahie ker sakta hain. uneducated esa nahi ker sakta ha malbata us ke pas samaj bhooj huti han.
                        • #27 Collapse

                          jee bilkul janab aap nat thek kaha jo log educated hai o jagha jagha sa apna analysis k lya material aikhata kar k kam kar latay hain aur achi income earn kartay hai in k baraks un educated log in k muqablay main buhat kam income earn kar patay hain
                          • #28 Collapse

                            jee han bilkul sahi keh rahe hain or me ye manta hu k uneducated peoples akbi bi achi trading ni akr sakte ahin or na hi kabi ache paise kama sakte hain so we have to do good trading here with our much ecuation so we can make some good income here.
                            • #29 Collapse

                              Dear vasy to har aadmi ke thinking aur mind dusray aadmi say different hota hay aur aik educated aur non educated person k knowledge may buhat fark hota hay lakin forex trade may vohi person kamyab hota hay jisy trade ka zyada experience hota hay isliay is may educated hona lazim nahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                main aisa nahi sochta is ki aik simple si misal hay kay ab bilkul un parh log bhi mobile bohot achay say use karty hen so isi tarha is business main bhi un parh bohot taraqi ker sakta hay agar wo sahi dil say kam karay to or hard work karay to.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X