educated or non educated person ki trading me fark hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    educated person apna knowledge use kr kr k profit banata hai aur un educated person loss ki bajaye kuch bhe nahe karta aur phr market aur broker ko blame karta hai Aur wo ager ye kaam bhi sheu kerai tabh bhi nuqsan main jayga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      very nice post i like it but i m new at here so i cant reply but know that your forum is best to learn
      • #663 Collapse

        han ji bhai bilkul in dono mn farq hota hy q k zameen aur asman mn farq nazar ata hy ap ko ,is liye jis ny educated aur non educated mn diffrence bhi hota hy
        • #664 Collapse

          asalam o alikum mere friends ap ne acha swal keya ha k ji ha non educated me or educated me frq hota ha kiu k zahir ha jo educated people hoty ha un ka tariqa sb se best hota ha or un ko hr cheez asani se smj aa jati ha jb k non educated to loss ziyada krty ha
          • #665 Collapse

            farak to hota he. is main educated ka mtlb aghr ye he k wo forex k bary main knowledge rkhta he to phir to farak hota he bl k kafi farak hota he aghr bhai jan ap keh rahy ho k master level or O level main frak hota he forex main to ye baat ghlat he q k is main har koi trade kr skta he just usko forex k bary main achi trah se pta ho or uski practice ho
            • #666 Collapse

              ji buiness work ko kerny ky insan ky pass education ka hona zerori .education ky bagir buiness nhi kya ja skhta hy.q k educated person apny ki thought ko arranage kerty howy best trading ker skhta hy.jub k non educated person trading nhi ker skhta hy aur wo loss ka sikar ho jata hy.
              • #667 Collapse

                Yeh market unpredictable hai, koi bhi is ko thek se predict nahi kar sakta, Haan yeh farq zaroor hai ke educated log is market ke bare mein doosron ki nisbat jaldi seekh sakte hain.
                • #668 Collapse

                  very nice thread i like it and appreciate this type of threads which increases our knowledge and i am new here at forum and i seek many things from this forum like this type of threads. but as concern of answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely. but i know that this forum is very best.
                  • #669 Collapse

                    ki theemkia hey.news and net se information le ker market ka knowledge hasil kia ja sakta hey.trading platform ka use bhi seekhna perta hey. iss ke baad trade start kro.forex may bot risk hy aor aor currency trading sy es may kafi faida hta hy ham save trading kr ky achi earning kr skty hyn,forex bot profitable business hy aor es may kamyabi tb he hti hy jb ap forex ko achi trha sekh kr es may kam kryn.
                    • #670 Collapse

                      forex trading main ak educated person ak uneducated person say ziada better perform kar sakta hai wo trading main trading ko achi tarah learn kar sakta hai aur wo trading terms ko easily understand kar sakta hai wo trading main uneducated trader ke nisbat achi planing kar sakta hai aur is tarah ak educated trader kay trading main success kay ziada chances hain
                      • #671 Collapse

                        forex k liya educated hona lazmi nhi ap ko ids ka knowledge hona chyeia aur is k bar ma kuch skill honai chyeia aur laptop ya pc use krna aata ho tb apmonthly achi income gain kr skty hai
                         
                        • #672 Collapse

                          zahir c bat ha bahi ek band knowledge rakhta ha trading ka or usy market k ilam hota ha or ek wo jo k knowledge ni rakhta or market ko ni samaj skta ha us ki trading mi farq to ho ga he knowledge rakhny wala banda zayada earning kar skta ha or successful ho skta ha or jis k pass knowledge ni ha wo just loss kar skta ha or kabi successful ni ho skta ha.
                          • #673 Collapse

                            mary khaayal say lazmi hoga kun ka un educated person market ko sahi tarikay sa study nahi kar sakta jab ka educated person is ko her angle sa dekta hain
                            • #674 Collapse

                              yeh to zahir he keh agar aik educated person is main trade karega to woh zhair hey aik achi trade karega aur achi learnign ke sath karega jab keh aik uneducated is main always gambling and tukeyh hi lagayega jabkeh usko loss hi ayega.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                han yh to ha educated person apni trading sahih rules k sath kry ga aor apni earning achi krny main kamayb jldi ho jata ha aor jo kam educated forex ko join krty hain to un ko kuch time to lg jata ha market ko smjhny main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X