educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    G bai apne acha sawal kia ha jo log educated hoty hain wo loss nai karty hain balky hemasha loss se bach jaty hain or juilde he money earn kar latay hain or un educated log ziyda tr loss hi karty hain or apna qimti waqt b Ziyha kar dety hain Thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      g bilkul.. forex me educate log earning zyada krte hen..
      lkn hmen chahiye k un educated persons ki madad kren take wo b achi earning hasil kr sken...
      • #678 Collapse

        g han bhai app ne thek kaha ha aur hamare liye ye bohat he zarori bat hai k ham aek achi education karen aur is k sath ham demo account par zyada sy zyada practice karen to phir humen ek acha trend mil sake ga
        • #679 Collapse

          g han dear pa ki bat bilkut theak ha jo es main educated ha wo zra soch smj k aur market ki situation ko dekh k he es main trading karta ha jb k non educated asa nai kartay hain
          • #680 Collapse

            samjhta hoon ke forex trading ke business ko karne ke liye school ki education ki zarorat nahi hoti bht zayda ager normal education hai tu ap kaam kar sakte ho forex ki market main but forex ki eduction ki bht zayda hoti hai forex ko learn karna bht zarori hota hai profit aur success ke li
            • #681 Collapse

              bhot he zyada fark hota hai aga rhum parhay likhay hain to hum ko apnay kam ko achi tarha say he karna hota hai aur yaha pay he her cheez ko samjhna hota hai is me he humara faida hota hai.
              • #682 Collapse

                I think we should be able to do with education and everything would be good with a focus would be nice and patient and all will be fine with focus and patience in trading would be very nice and it would be nice to be ready.
                :confused:
                • #683 Collapse

                  aap bilkul sahe bol rahay ho aik educated trader hamesha useful trade karta hai uski har baat ka koi na koi acha aur sahe matlab hota hai jab kay aik uneducated trader main asi skills boht kum hoti hain
                  • #684 Collapse

                    There is a big difference between educated and uneducated person in forex because an educated person can easily do better trading and earn good profit while and uneducated person have no good ability to earn high profit from this business.
                    • #685 Collapse

                      gi ha ya bat app ki theak ha ka forex ma educated logo ki jaga ha vo hi ya kam acha sa kar sakte hay un ko is kam ma maza bhi aya ga or koi bhi mushkil bhi nahi ho gi
                      • #686 Collapse

                        ge bhai maen aap ke bat se agreed naheen hone be shak dunian ke haer kame maen education ke bagheer taraqi na mumkin hae but forex forum maen education ke saath saath tipe speed ka hona zarori hae forex forum maen ager aap ke tiping speed ziada hae to aap ziada poost ke sath ziada profit hasil kar sakte haen ..
                        • #687 Collapse

                          educated or non educated person ki bat nai hai.............ye tkh hai educated bnda order website se information collect kar skata hai or signal ke according trade krata hai.......lekn kug uneducated persons bi market ko kafi behter smj jate hain...
                          • #688 Collapse

                            AP na joa bht ke ha wo bilkul theak ha ku ka dono ma fark toa bht hta ha agr educated admi trading kr ga toa us ka answer authentic ho ga aur agr non educated kra ga toa us ka answer itna authentic ni ho ga..
                             
                            • #689 Collapse

                              G han era b yehi khayal ha , k ziada educated person main ziada skills hoty hain, aur woh learning b achi kar sakta ha, aur trading ko ziada easily aur jaldi samhj jata ha, per jo ziada educated nai hoty woh syaed limited trading kar sakin, per educated person ziada samhj sakta ha market ko..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                G han educated or non educated ki trading me zameen asmaan ka fark hota hai. Educated person me konwledge or experience bhot ziyada hota hai or wo apni tradin soch sumjh kar karta hai or lalach or jaldbazi nhi karta. jb k noneducated me ye baatey nhi hoti or us ko bhot ziyada loss bear karna parta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X