educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    mara khayal ma boht farq hota hain educated person apna knowledge ki bina par trading karta ha aur uneducated bus tuka hi lagata hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      G Dear ap ka kehna kafi had tak sahi he Q ke aik educated aur non educated person ki soch, reading, samajh, shaoor, aur English understanding me farq hota he aur wo dono aik jese andaz me news aur fundamental analysis ko nhi samajh sakte, is liye in dono ki trading bhi mukhtalif hoti he.
      • #198 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
        i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????
        g bhai biklul theek kha ap ny educated bndy ki trading ar non educated bndy ki trading main kafi farq hota hai ye tu koi b bta skta hai markeet ki movemnt daliy chng hoti hai tu ager wo person non educated ho ga tu wo kaisy forex k bary main updae ho skta hai....
        • #199 Collapse

          mPowerFX is new Forex software from Jason Fielder coming to market in April 2011. The objective of this product is to allow you to create your own automated trading strategy with ease. It will work directly with your Metatrader 4 and Metrader 5 platform for execution. To get you started,
          • #200 Collapse

            I Used To Trade Forex: When it comes to learning about Forex trading there are numerous resources available to the novice trader. The most important skill is the ability to cut losses. These forex robots analyze complex forex variables and calculates market movement rise and falls in detail and speeds .
            • #201 Collapse

              Forex trading k liye apko boht zyada educated hony ki zrorat nhe hai. Ap ko forex ki basics maloom honi chahye jo ap is forum se asani se sekh sakty hain us k bd demo per practice kren zyada se zyada. Then u r ready for trading.
              • #202 Collapse

                ji haan bht fark hota hain mere khyal mian ek bandy ne forex busines sk education li hoti hain yani k usney is k barey main mehnat ki hoti hain toh bht gain karey ga and jis ney nahi ki hoti hain wo lose hi karega islye study bht zaruri hain
                • #203 Collapse

                  ji janab forex trading main best trader well educated hi ho sakta hai kiu ke non educated hamaisha loss hi karta hai kiu ke jab us ke paas knowledge aur experience nahi hoga to us ko market aur trading ka kia pata hoga woh to just loss hi akrega jab ke educated person apne knowledge ki base per woh boht achi trading kare ga aur acha profit le ga
                  • #204 Collapse

                    g is me dono me hi bhut fark hota hai q k educated person ko business ki thori bhut samjh hoti hai or wo trading k skills janta hai is lea wo jaldi trading learn karta hai or acha profit bnata hai.
                    • #205 Collapse

                      FOREX PROFIT BLUEPRINTS PACKAGE Forex Profit Domination Blueprints ProductForex profit domination blueprints is a package that makes forex trading business as easy as abc. It is a great exposition on the forex market. It strategies are time tested and rewarding. Top wall street geniuses and successful forex traders also apply ..
                      • #206 Collapse

                        Jee es baat main koi doubt nahi k eik educated person aur eik uneducated person main zameen Asman ka farq hota hai. En dono ki soch k andaz main, kisi cheez ko samjhnay ki ability main aur new cheezon k bary main seekhnay ki capabilities main boohat farq hota hai. Eik perha likha Insan asani say woh kaam ker laita hai jo k eik unperh Insan bari mushkil say kerta hai.
                        • #207 Collapse

                          yeh har trader ke apne upar depend karta hey keh hum is main kis time trading kartey hain aur is main har bandey ke apney personal hotey hain aur usko jahan time milta hey woh usy waqt is main work karta hey.
                          • #208 Collapse

                            dear forex trader mera ap se ye sawaal he k hamara her month ka posting ka bonus hamare trading account me khud ba khud transfer ho jata he her month
                             
                            • #209 Collapse

                              nahi bhai mujhy nahi lgta k is cheez se kuch bhi farak parta ho ga is mai bas bandy ko mehnat ki zaroorat hoti hai yahan per joi bhi banda mehnat kr leta hai wohi yahan per kamyab ho jata hai warna yahan per boht kam log hi kamyab ho skty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Bilkul theek kaha apne dost hamain yahan se bohat kuch aisa seekhne ko mil jata he jo ba asani hamain net par available nahin ho pata to hamain doosron ke liye bhi yehi sochna chayye aur mustaqil authentic information aur experience yahan share karte rehna chahyye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X