educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    g bilkul farq hota hai educated person zyada acha tareeqa se trade kr skta hai kiun k ismain sirf trade hi nai legani hoti bht kuch perhna b hota hai jo uneducated person k liye mushkil hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yes dear educated our non educated main kafi faraq hota hy mere khial sey educated person forex main behtr hota hy q k wo ak plan our full mind k sath trade karey ga jis ki waja sey wo kamyab ho ga
      • #108 Collapse

        good question ye hum nai keh sakte ke educated person non educated person se achi trade kar sakta hai ye to experiance per depend hota hai ye bi to ho sakta ke uneducated ke pass educated person se ziyada knowledge ho business karne ka aap ki baat thek hai ke educated person koi bi business easily kar sakta hai lekin experiance to business karne se ata hai
        • #109 Collapse

          Well according to my point of view i have found big difference between educated and uneducated person trading, educated person before taking decision always think about his plus or minus point, but uneducated person just want to double his income and they never think about loss.
           
          • #110 Collapse

            salam dosto educated or non educated ki trading ma bht faraq hota ha lekin aj kal to non educated log educated sa zayda zaheen lagty ha,so educated ki pehchan uski knowlegde or achi soch sa hoti ha or non educated ka ya nai hota usky pass sirf expirience hota ha.
             
            • #111 Collapse

              mai ap kai baat sai kisi had tak agree karta ho but esa b nahi hai kai forex mai sirf educated person hi earning kar sakta hai iss mai uneducatin persons b earning kar sakty hai but unhy proper seekhna pary ga forex ko to phr vo b earning kar sakty hai.
              :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
              • #112 Collapse

                educated log forex mai best kaam kar skty hai . non educated logo is per krana mery khayal mai mushkil hai blky namumkin b ho skta hai.
                • #113 Collapse

                  yes dear educated aur non educated parson ki trade me bohat hi farak hota hai agar koye educated parson trade kare to wo apni plan se apni trade karta hai aur non educated me se kaam hi plane kare us ki motabik kam karte hai
                  • #114 Collapse

                    Dear apka khayal bilkul theek hai. Aik acha trader bananay k liye achi education zarori hai. Lekin minimum matric zaroor hona chahiye takay market analysis, forex news, market trends aur fundamental analysis waghaira ko read kr sakay. Net per achi command honi chahiye, meta trader k mutaliq puri agahi ho to aur bhi zabardast hai. Kisi achay trader se guide lines le kr kum az kum 1 month practice karay takay trading k mutalik usko complete agahi ho jaye. Aur aisa trader phir kum he loss uthata hai
                    • #115 Collapse

                      obviously ye bat to sach hai ka ap sirf s maydan mai taraki kar saky hai jis k bary mai ap ka pas knowledge ho or ap us ko bhtar banany k koshish karty raho knowledge hony ka matlb hai k ap ka pas s field ki har tara ki education ho same case exist in forex forex mai ap jitny educated ho gy utna hi ap k lye earn karna or permotion kchances zaida hn gy.
                      • #116 Collapse

                        educated apni skills ko dekh k invest karta hai or bohat achi planning k bad invest karta hai or uneducated bina soche samjhe trade karta ha jis se nuqsan he hota hai or pher loss k bad wo disappoint hojaty hain or trade ko bura kehna shuru kar dety hain to sab se pehly knowledge achi hone chahye jis k bad ap achy trader ban sakty ho
                        • #117 Collapse

                          yes offcourse educated bandey mein aur non-educated mein kafi farq hota hai unk pass knowledge har cheez ki bohat zadahoti hai aur non-educated logo ko pata hi nahi hota k actually karna kya hai to wo log nahi kar patey
                             
                          • #118 Collapse

                            Yes fdear educated aur non educated parson ki trade me bohat hi farak hotahai agar koye educated parson trade kare to so is ki koi proper knowledge nhi but i think ya tread kaffi achi ha but mujhy is ka idea nhi ha,
                            • #119 Collapse

                              ASLMA ALECUM MY DEAR FRIENDS bhe jan ap tamam log bel kul thek kh ra hn ke ager ap ke pas education ho ge tu ap apne bat she trhan biyan kr sko ge ne tu ap kch kh ne sko g
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                tradder ko knowledge hona chahiy bina knowledge or experience k tradding krain gy to koi b ho vo loss hi ly ga profit main to kuch b ni mily ga. educated ho ga to selp supprt pa b get kry ga cheezain vo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X