educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    educated aur non educated person ki trading main bohat ziada farq hota hai aik educated person he yahan aik acha trader banta hai aur educated person aik achi strategy aur plan bana sakta hai non educated person dosro pe depend karta hai aur sirf paisa invest kar sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g simple c bat ha k ek knowledge rakhny waly k work mi or knowledge na karkhny waly k work mi zamen asman ka farq ho ga ku k jo educated person ha wo trading ko mukamal planing or market ko samaj k apny knowledge ki madat sy trade kary gy or profit earn kary gy jabky non knowledge person tuky he laga skta ha or us sy just loss he ho ga or fail ho jay ga trading mi.
      • #78 Collapse

        dear brather forex forum men humain education ki nahi balke experience our knowledge ki zaroorat hoti hai ithink is kam men education bhi must ho sakti hai qk ager app educated hain to app ko markit ke bare men un educated ki bijay zayada pata ho ga
        • #79 Collapse

          educated ko knowledge ziada hogi and non educated ko yaqeenan use kam knowledge hogi use kam kaam karne ki salahiyta q k forex ak logical bussiness hai jisko samjh me ajae educated ka ye matlab nai uske pass koi na koi degree honi chaiye but apko computer litret adn knowledge zihoni chaiye k how to trade. bus..
          • #80 Collapse

            g han educated or non educated person ka forex trading ma bhut zayada farq hota ha ku k non educated person to kabi bi forex trading ma profit ni kama sakta jab k educated person forex trading ko achi tarha sy read kar k us k baab ek achi trade kar sakta ha,
            • #81 Collapse

              forex trading main educated loog he successful trader bann sakty hain.is business main kaam karny kay liey sab kush english language main hai.is leiy english ki bhi samaj hooni chahiey.
              • #82 Collapse

                G han farak to hota ha lakin koi b non educated person agar is fark ko khatam karna chaha to kar sakta ha.ku k educated person bara munazim andaz ma karta ha aor us ma market anaysis ki ability hoti ha.
                • #83 Collapse

                  Yes my dear,there is a great difference in the educated and uneducated person as an lettered human can just business and can tidy the honorable make from his trading and on the additional sidelong the innumerate organism can not achieve his goal as well as in a good way.
                  • #84 Collapse

                    jee haan Aisa he hai,magar ek kam educated person bhi Agar chahay tou Wo Forex ko buhaat Achi Tarah Say Explore Kar Saktaa hai...laikin us Main Double time lagay gaa... Coz Agar fundamentals ki he baat ki jaye tou ye un dostoun k liye pehlay Kafi Dificult Sabit hotaa hai jinhoun nay matric ya inter main Science Rakhi ho,haan un logoun k liye Forex main Economics relaeses/news ko Study Karnaa thora Asaan hotaa hai jinhoun nay inter main Accounts ya Economics Study ki ho.Main Samajhtaa hon K eek educated insaan Agar forex Ko Sekhnaa Chahay tou Wo isay buhaat Achi Tarah Say Sekh saktaa hai or learning Ka Amaal jari rakhay tou is say unlimited profit Earn Kar Saktaa hai
                     
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #85 Collapse

                      bhai jo educated hain un k liya news ko read karna group mein chatting karna sms k zariya update hasil karna in sab ka advantage hota aur jo educated nahi hotey un k liya problem hoti hai forex mein kiyun forex sirf buy aur sell ka naam nahi hai yahan par bohut kuch karna partha hai aur seekhna phartha hai..
                      • #86 Collapse

                        i think there are difference between educated traders and non educated traders in the forex market. educated traders have more knowledge so they can trade in the forex market very easily.
                         
                        • #87 Collapse

                          apne sahe kaha ke educated aur uneducated main thora bohat difference hota hai educated person apne skills aur experince ki base pe aik achi earning forex se hasil karleta hai aur market ko ache tareke se analyiz aur planing kar ke apni trade open karta hai to usse koi problem nai hota jab ke uneducated person ke pas itni knowledge nai hoti aur woh bagair mahnet kiye profit hasil karna chahta hai, lekin agar yehe uneducated person bhi agar chaye to woh educated person ki tarah forex main kamyabhi hasil karsakta hai bas ziada se ziada mehnat aur forex ki learning aur apne emotions ko control kar k tarding karna to phr un donu main koi faraq nai rhe ga.
                          • #88 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                            i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????

                            i agree with you dear. uneducated can not earn properly.
                            • #89 Collapse

                              G han apki bat to theek hi he educated log samajdar hoty hen cheezo ko jaldi seekh jaty hen or aisi bat ni he k bagair educated person forex ko nahi kar sakty hen wo b bilkul kar sakty hen or kuch kuch aise mehnati hoty hen k educated se b aagy chaly jaty hen forex mein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Education of the Lahu reasons for success in the forex market If successful in training and quality education in the forex market in this case could be one of the winners in the forex market

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X