loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    trading itni easy cheeze bi nai ha jitni hum samja rahy hain.hum lalach nai karni chahya agar profit ho jay tu sabr karna chahya na ka lalach.loss ho jata ha lalach ki waja sa
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ji yeh itna asan nai ha jitna looog shuru mein trading smjhta hain is trhan sa trading nai hotii ap tukaa sa kam lain ablkaa ap ko chiyah ka acha sa knowledge hasla krein aur forex py trading krein constanatly seikhain..!!
      • #183 Collapse

        profitable aur strong bussiness hai bohat say log es say boat acha daily mein profit earning kartey hain i thinks es business say 90% log profs percent new trader hongi and loss to aik factor ha aur us ko hum minimize zarur kr skte hain pateince Chancey hote ha loss bare krne ka leya
         
        • #184 Collapse

          aik aisi cheez hai jo har kisi kay bas ki baat nahin hoti hai yahan par pehli baat logos ko sabar nahin hot hai aur dusra log bohat jaldi hi faisla kar dete hain jis ki waja se apna loss kar wa dete hain to meri beginner hotay han wo short cut Bernays ki koshish kertay han ore jeld hi ziaada profit earn kernay ki Oshkosh kertay han jis se un ka loss ziaada hota ha ore profit kum hota ha .shamanism patience rehtay
           
          • #185 Collapse

            bhai trading mein loss hota hai yeh baat to sahi hai lekan trading mein loss hamari apni ghaltiyoon ki waja se hota hai jb b koi kaam hm bina sekhein or game samj k krein gey to loss ho ga lekan jb ham market ko poori trah se analyse kr k trading krein gey to hamein 90% profit ho ga
            • #186 Collapse

              gee bilkul theak kaha app nay i am totally agree with u kay forex trading ek asa busines hai jo har kisi kay bas ki baat nahin hota hai yahan par pehli baat logon ko sabar nahin hota hai or dusra log bohat jaldi hi faisla kar dete hain jis ki waja say apna loss karwa latay hain tou is leay meri manay tou patience rakhay or phir trade karen
              • #187 Collapse

                well i think so that humhy forex per part time hi job karna chahiyeh qk yeh ek risky business hai islye humhy yahan part time job karna chahiyeh qk agar loss ho b jae to ap apni job sey to earning kar sakos
                 
                • #188 Collapse

                  loss tou is business ka hisa hai ager app ko loss hota hai tou is ka ka yeh matlab nahi hai k app ka kaam khatam ho gaya hai bal k app ko is say seeekh milay ge or app ka kaam karnay ka tareeqa acha ho jae ga is tarah app ka loss bh icover ho ja ega
                  • #189 Collapse

                    trading main loss ka mujhe kuch pata tou nahi hai lakin aap jo koe bhe business karo us main profit r loss dono hee hota hai aur loss bhe business ka aik hissa hai jahan profit hoga wahan loss lazmi hoga.
                    • #190 Collapse

                      dear frnd loss hme usi sorat mai hota h jb hm bager lern k soche smjhe trading krty hai.. jis ki wajah se hme loss hota hai.. or bonus b nhi milta.. forex k liye is ki knwledge hazil krna zarori hai har membr k liye..
                      • #191 Collapse

                        bhai jaan forex trading mein 90 precent log loss isliya karthey hain kiyun k forex trading mein din ba din nayee nayee traders arahay hain aur jitney b nayee traders hain woh forex ko learn kiya beghair forex join kar rahay hain phir trading kar rahay isliya un key accounts wash hojatey hain please app sarey new traders se meri request hai k loss se bachien aur forex trading karney se pehley forex ko janey aur trading ko learn karein.
                        • #192 Collapse

                          trading me loss hona normal bat he app jub bhi trading karen agar loss ho to achi trading sy us loss ko cover karny ki koshih karen or daily apna profit loss sy zyada hona chachiye,
                          • #193 Collapse

                            yes dear jo bi new beginner hotay han wo short cut kernay ki koshish kertay han ore jeld hi ziaada profit earn kernay ki koshish kertay han jis se un ka loss ziaada hota ha ore profit kum hota ha .hamaisha patience rehtay huay slow and steady ki policy per chelain
                            • #194 Collapse

                              dear forex mein jab log aty hain first to achi learning nahi hasil karty or phir is mein zyada lalich ki wja sy loss kar dyty hain is lye forex mein achi earning k lye hard work zarori ha jis sy easy success hasil ki ja sakti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                mery khyal sy ye ratio jo apny btai h us mien sary new comers hi hon gy kyun k jb koi bhi insan experience gain kr leta hai is business mien to phr wo carefully profit hi earn krta hai lkn newbie k lye waqae ye business bht risky hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X