loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    NO my dear ye sach nai hai forex bohat profitable aur strong bussiness hai bohat say log es say bohat acha daily mein profit earning kartey hain i thinks es bussiness say 90% log profit earn kartey hain aur 10% woh log hotey hain jo es mein without learn aur without traning ajtey hai aur kai log es mein apni laluch say account ka loss karwa letay hain chahey woh es mein expert ho chahey without trend laluch say har kisi ko loss hi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      dear i woudl likt ot ly that htat we all have to eb a lot fo successful trader in forex trade so that we allc again more an more incoemformforex trad and i think that threr sin not any thing better than forex trade an di think that w eall have to eb a lot fo expert in forex trade so that w al cagain more and mroe incoem formforex trade an cn again money form forex
      • #153 Collapse

        loss bhi part of business hai.jo bhi traders real market main kaam karty hain ,un kay pass chahy jitna bhi experience ho,wo all the time profit nahin lay sakty ,loss ho he jaata hai lekin experts loss say kahen zyaada ka profit earn karty hain.
        • #154 Collapse

          yes you are right k humen trading k doran ahtiyat karni chahiya aur humen loss wali harkaton yani greed aur emotions ko side pe rakh k dimagh sy trading karni chahiya tu he kamyab hon gay hum.. yahan profit karna bhi bht easy hai
          • #155 Collapse

            trading itni bi easy nai ha jitna hum na samja liya is ma experience ki bi zarrorat hoti ha.sb sa important cheeze ya ha patient boht zarrori hain ok.patient must a g
             
            • #156 Collapse

              G bilkul forex mein ziada tar logon ko ic liye loss hota hai kiun k woh bina paractice k trading start kr dyty hain aur unhain loss hota rehta hai ic liye unhain ziada se ziada paractice krni chahiye...
               
              • #157 Collapse

                ham sb janty hen k forex aik business he or her business me hme loss or profit to hota he qn k ye aik hissa he karobar ka iss lie forex me bhi hme apni ghalti ki wja se loss ho skta he or agr ham next tyime ghalti na kren to ham us loss ko recover ker den gy or loss bhol jyngy
                • #158 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                  trading mein 90 pecent logon ko loss hota he. ye kam assan nahi he.patience ke sath trade krein
                  balance ka istamal ache tareqe se krein.
                  dear friend forex bhut risky business hai yeh koi itna easy nai hai . jo log zyada profit earn kar ne ke kohish karte hai un ko profit kam aur loss zyada hota hai . humesha patience ke saath kam kare
                  • #159 Collapse

                    g bhai me apki baat ko agree krta hoon lekin ap trding bi dekh k kare na ziada kamane k chaker me na rrhy jitna ap laga sakty hain laga ly trding me lekin ye dehan rakhy k agr loss ho jae to apko dukhy na ye baat k yar loss ho geya
                    • #160 Collapse

                      jee haan yar ye forex markit hai world top business hai yaha per tuo baz dafa broker be duka kha jatay hain tuo per hum keya cheez hain humko be ik good trader bannay main kam say kam 2 saal tuo lagya hi gay
                      • #161 Collapse

                        g bhai sahi kaha hai apny es main 90% say bhi zada logo ko loss hi hota hai es main boht samjh kar kam karna chye es main log loss hony kay bawjd bhi intrst leyty hain kun kay wo es main say achi earning bhi kar leyty hain es main just los nahi hai prft bhi hai lekin ye riski hai esy sahi samjh kar tradg karni chye
                         
                        • #162 Collapse

                          shuru main trading main loss hota hai likn jaisay jaisy experience barhta jata hai apkay profits main izafa honay lgta hai, zaruri nahi hai kay har starter ko loss ho, kbi kbhar start mai acha profit hota hai but bech main kami ajati hai, asal kaam apki readings aur timings ka hota hai, jitna sai ap read krtay hain utna behtr result a skta hai
                          • #163 Collapse

                            forex is a very risk business and make sure that loss is a part of forex no on can avoid loss in the forex marker but we do care while trading then we can stop a little loss ...
                            • #164 Collapse

                              Yeh baat thik hai k forex mein bohat saray log loss kertay hain aur iss ke bohat common se reasons hain aisay traders k paas akser forex ka knowledge aur experience nehi hota aur wo issay bohat emotional ho ker kertay hain iss mein se jald az jald bohat sara paisa earn kerna chahatay hain aur loss ker letay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                suchi bat tu yahai hai ka forex main 90 % log na kam hote ha trdaing main but agra trader forex ki achai practice kara tu Forex trader loss karna ka ration 90% sa kam ho bhi skata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X