loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Profit and loss is a part of every business.i think if we want to done this business we must have an experience about trading like karachi stock exchange it is a best way to get experience about this is demo accocunt .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Janab trading ik kafi risky business hai buhat sy log is ko join karty hwe darty hain kyun k is k risk ko control karna mushkil hota hai, agar tamam new traders achi tarhan practice karen to risk ko control kar sakty hain apny experience ki buniyad py .
      • #333 Collapse

        Well janab aapko problem yeh hy ke 90 percent logo ko forex mein loss hoi hota hy iski waja yeh he ke ham hein pakistani or pakistani log hammesha sust hote hein or mehnat se jan churate hein is liye loss ho jata hy..
        actually ham forex ko serious lete hi nahi hy.,.. mazaq samajh ker krenge to kia profit milega.. loss hi hoga
        Dont Spam The Forum.. ..

        :(I hate Spammers..:(

        ;)Make Bonus Of 200 USD;)
        • #334 Collapse

          90% logon ko loss hota hy i thonk ye result un logon ka issue karda hy jo thorhi der karkay chorh den aur phir ailaan kaden k isss me loss hota hy ye result galat base par nikaala gya hhota hy humen un logon ko saamnay rakhna chahiye jo mustaqil aur sabar o tahammal say kam kar rahay hen aur chand dafa loss khanay par peechay nhi hat gay aur phir result nokaalna chahiye k ratio kya hy
           
          • #335 Collapse

            dekhen trading aik aisi cheez hai jo har kisi kay bas ki baat nahin hoti hai yahan par pehli baat logon ko sabar nahin hota hai aur dusra log bohat jaldi hi faisla kar dete hain jis ki waja se apna loss kar wa dete hain to meri mane to patience rakhen aur phir trade karen
            • #336 Collapse

              g bilkul bhai jaan main ny jab ye kaam start kiya tha tab main ye hi samjhta tha k forex trading main just cell buy hi hota hai lekin jab main ny es kaam ko join kiya tab mere views change ho gaye q k main jitna es kaam ko easy samjhta tha ye kaam utna hi zyada complicated tha
              • #337 Collapse

                forex tardign aik bohat hi risky business hi iss main bohat se log iss waje se fail ho jate hain ke wo proper learn nahi kerte iss lye ap ko apni greed fear orr emotions ko control kerne ke sath achi learning bi ekri ho gi then hi ap acha earn ekr sakoo ge
                • #338 Collapse

                  dakhain bahi treadng har kisi kay bass koi baat nahi hay.es kay bary mein sub ka apna apna point of veiw hay koi esay easy kahta hay to koi esy mushkil kahta hay.jin ko es ka kafi sara knowledge or expirence hay un kay k=liya to kuch mushkil nahi hay jin ko es ky bary mein kuch maloom nahi un ko to phr loss he hota hay.
                  • #339 Collapse

                    jub ap trading ki bat karte hain to is me loss bhe ata hai or profit bhe.kae bar profit hota hai or kbhe kbhe loss bhe ho skta hai.lekin agr ap ki planning achi ho to loss k chances kam hain or profit k ziada.
                    • #340 Collapse

                      risk kaha ni hai aur kis business mai ni hai koi mujhe ya bata dey? bro ap business karahe hoto apko loss bhi hoga aur buhat zyada profit bhi hoga ager ap yahan puri planning nd market research se kaam lerahe hoto apko khabi koi nuksan ni hoga i can bet you its a very safest business!
                      • #341 Collapse

                        actually hota ha k yahan log jo newbie hote hein wo greedy hote hein unk pas malomat hoti ha na exp phr wo chahte hein k acha exp get krn islie wo ziada invest krte hein our unko loss hp jata hai.
                        • #342 Collapse

                          Assalam o aleikum g bhai dekhain trading har kisi Kay bas ki baat nhi ha yahan logon ma patience nhi hota har kaam ma jald bazi krtay han is kaam ma sabar kRNA parta ha tabhi trade krsaktay han aur profit gain krsaktay han
                          • #343 Collapse

                            Loses is a part of trading business but remember when you beard loss its simply mean you are not a experienced trader or you are a illiterate in trading market. If you want to decrease the pressure of loss in trading you must have to work hard and learn more about trading.
                            saad00786
                            I always looking forward for success and it is my passion and also my profession.
                            • #344 Collapse

                              trading karna asan nhi hy bohat knowledge ki zarurat parhti hy hamay or hum idhar loss bhi karty hain to idhar hum earn bhi karty hain islea apni trade ko clear karen ta k ap sekh saken ap trading k barai mai pehlai jan lai k,what is trading?aur ager trading mai jantay hain k is tarah ki successsfull policy krain k lose na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                trading me loss ki some reason he number one new trader se loss ho jata he order galt lag jy to loss ho jata he trend line ky olat order lag jy to loss ho jata he new ko na follow kya jy to loss ho jat he mgr kabi kabi es tara ka bhe chance ata he ky agr market me crash a jy to bhe bahoot he bara loss ho jata he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X