loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    g han app ki bat sahe hai forex mai bohat saray loog lose krtay hain yah koi asan kam nai hai is k leyah bohat hard working karni parti hai and souch samj kr work krna parta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      G han trading me loss bht zyada hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss se bachna chahty hain tu us k liye hmen is busines ki bht achi learning karni hogi or acha experince hasil karna hoga tb hi hm is business me loss se bach sakty hain
      • #1143 Collapse

        jee bhai aap ne theek kaha k trading mein loss ziada hota hy lekin uski bhi wajuhaat hein bohat se, jesa k knowledge ki kmi, experience ka na hona, practice ka na hona, sabar ka na hona, laluch se na bachna aur agr in tmam wajuhaat ko door kiya jaey to loss profit mein badal jata hy....
        • #1144 Collapse

          Losses to hoty hein or phir in losses jo jo kam kar jaty hein wohi kamyab traders banty hein, or losses hamesha sath chalty rahin gay ye khatam nai hongay humein future mein bhi hongay magr humein ye losses kam kar k profit ratio increase karna hogi.
          • #1145 Collapse

            zaida trader loss is liyea kartey hai kyunkey wo bagar kisi strategy ky trade kar tey hai jo trader apni strategy bana kar trade kartey hai wo profit hasil kartey hai traders ko chahiyea key demo per zaida se practice karey or apni strategy bana kar trade karein.
            • #1146 Collapse

              forex trading seekhne mai time lagta hai kuin ke app ko pata hai ke app market mai loss se nahi bach sakte han lekin app apne loss ko reduce ker sakte hai.isleye pehle seekhe ous ke baad apply kerahe.
              • #1147 Collapse

                assalamu alaikum dear loss ko contorl karne ka ak hi taree ka ahi ke aap ke pas itan capital ho ke aap ko agar loss ko jaee to aap trad band na karee balke new trad lagatee rehee or new trad see profit earning kartee rahee jab market wapiee aeege to aap ko loss kam hona start ho jaee ga or aap ko loss profit me badal jaee ga
                • #1148 Collapse

                  Trading men lose un logon ko hota hai jo kay forex trading kay baray men jantay bhi kuch ni aur na hi un kay pas trading kay baaray men kuch knowledge hota hai bus wo forex pay trading ka kam start kar dete hen aur unhen lose hota hai.
                   
                  • #1149 Collapse

                    Loss is the trading agar ap pakistan froex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar work
                    • #1150 Collapse

                      Yes of xputse that more than 90% peoples are loss in this market. There is the main reason lack of knowledge and emotional.
                      • #1151 Collapse

                        forex trading may loss sirf un logo ko hotaaa haa jin logo ko trading kaa experienc nhi htaa is lie humy forex par loss sy bachny k lie experience hasil krna cahye taa kk loss naa hoo...
                        • #1152 Collapse

                          90% traders ko loss to hota hay hi hay magar ye b dekna chaye k 10% log hi forex me kinu successful ho jaty hey es ki waja ye hay k forex me 10% log hi learning karny ki koshish karty hey
                          • #1153 Collapse

                            Trading me maximum peoples ko loss is laye ho jata hai kay wo trading me well learning kay sath intern nhi hotay.Or jab wo trading karty hai tu on kay pass ziada experience nhi hota but time kay sath sath wo well ho jaty hai.
                            • #1154 Collapse

                              forex trading ke business mien noqsan sirf un logon koo hotan he jo log appne emotion par control nahien karte or bohat ziyada lalach karte hien vo log is business mien bohat ziyada noqsan karte hien or earning nahien karte or loss karte hien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                ziyada tar loag forex trading mai loss kar jate hai uski aik he waja hosakti hai humari basicaly trading mai base nhe hoti hai jiski waja say humay is mai koi idia nhe hota hai is mai na he hum apna idia lga sakte hai and na he is mai hum signals per kabi trading kar sakte hai jab tak k hum khud say mehnat nhe kar lete hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X