loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    forex ki trading busines mein loss honay ki asal waja hamary pas knowldge ki kami aur experience ka na hona hai is liye hamien apni mistakes ko accept karna chahye in trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      Ji theak kaha p ny is main hamain nuqsan hota hai lakin fiada bhi bohat hota hai agar ham forex ko achy sy jaanty hain aur is ko achy sy practice karty hain tou yaqeenan hamain faida hi hoga nuqsan nahi hoga bs is ka ak hi hal hai k ham ziada sy zaida practice karain forex ki wo bhi demo account par aur demo account ko real account ki tarha treat karain.
      • #1173 Collapse

        nahi bhai asa nahi he aksar log kamyab hote hen loss to sirf un logo ko hota he jo trading ko seekhte nahi hen ya seekh to lete hen par itna experience nahi hota ya profit ke chakar men over confidence ho jate hen.
        • #1174 Collapse

          loss trading ke business me zyada der rehta nahi hai jese jese time guzarta hai insaan trading ko seekhta jata hai or market ko watch kar kar ke ham ko us ki moves ki samajh aney lag jati hai or phir losses bohat kam hone lagte hain hamare or profits barnne lagte hain .
          • #1175 Collapse

            forex trading aik intehai se ziada risky business hai is m aap ko loss hojata hai aur loss agar aap ko hogaya hai is m to koi bari baat nai hai agar aap ko loss hota hai to sab se pehlay to aap demo account par practice karain aur phr aap trading karain
            • #1176 Collapse

              trading mai zayada tar logo ko loss is liye hota hai kyu k wo proper way sy trading nahi karty hain aur lalach karty hian. ham ko chahiye k ham trading k doran kabhi b lalach na karen aur patience k sath trade karen taky ham ko maximum earning ho sake.
              • #1177 Collapse

                Sir bohat say log trading may loss letay hian mere kheyla may apko trading may pehlay ilam seekh lena chahiye us kay baad hi koi step uthaye ager waisay hi koi kaam kertay ho to apko loss kay chance zeyda rahey gay
                • #1178 Collapse

                  g bhai ma b ap se agree hu dekhy hmy market ma mu atha kar nhe gushna chahye aur hmy dekh smj kar trade krni chahye..kyu kay hmay market ma chances to milty rhty hain lakin money chli jay wo to nhe mily gi mere bhai ..aur loss aur profit dono ko apni nzar ma rakh kr trade krni chahye.
                  • #1179 Collapse

                    Asalam alaikum brother forex business ma loss sa bachnay ka lia to bohat sare stradegies han magar aam tor pr loss sa bachna ka lia stop loss ka use ziada kia jata ha or ap bhe yahe karo.
                    • #1180 Collapse

                      trading mai loss bohat he common hai aures ko contorl nahe kar sak tya hai aur es mai kafi had tak agar ap trend ka use kare news pare signals analysis kare tu bach saktay hai
                      • #1181 Collapse

                        forex biznees min treding karte huwe jum kabhi kabhi buhat hi zyda loos kar jaye hyn lun kah him ko us bizneesin risk buhat hi zyda lyna hota hy is lie us buznees min ESA hota hy
                        • #1182 Collapse

                          is forum pay bhot saray trading k jo sawalat howa kartay haotay hain jin me say sub say pehla or acha swal jo pocha jat hai ya pher jo kiya jata hai wo yehi hota hai k loss say kesay bacha jae or kesay khud ko loss k mou say bahir nikala ja sake ga yehi achi tarha ka kam hota hai.
                          • #1183 Collapse

                            Yeh bat saheeh hy keh forex main profit kam aur loss ziada hota hy aur yehi waja hy keh maximum log forex ko chhor jatey hain. Hamain loss ka dat ka muqabla karna hy aur is ko accept kr key jin mistakes ki waja sey loss howa hy un ko control krna hy. Loss sey darain gey to kamyab kaisey hon gey.
                               
                            • #1184 Collapse

                              je ha apna thek kha ha k forex treading ma loss ki important boht zada ha ku k jo log is foreaxper work kerty ha un ko pta ha ka hum jitna work kerty ha un ma humy lss hova ha ya profit .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                loss in trading kia reason hai is ki mery khial mai humy is ki reason ko find out krna hia k kai reason hai jsi ki vaja say humy is mai bar bar loss ho raha hai is trend ko find out kr k is ko kill krna hai ta k nuksan kum say kum ho humy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X