loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    i think iss may 90% logon ko loss iss lye hota hy kiun k wo patience ka muzahra nhi kartay.mony management thek say karen aur har faisla planing k tehat karen aur chotay paimaanay par risk len inshallllah kamyabi hogi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      dear dost gar app trade market ko achi se analysis karke trade na kare aur trade karne me jald bazi kare to apko loss ho sakte hai agar apko loss ho to apko apni emotion ko control karke sabar se trade karna chayee
      • #393 Collapse

        dear forex aik easy business hy lakin bohat se log forex ko is main experience hasil kiye bagir karty rahy hain aur jis ke waja se unhain loss ho jata hy agar wo market kay trend ko follow kar kay trend karin to unhain kabi be loss nai ho ga
        • #394 Collapse

          Dear friend ji haan forex trading business mein 90% logon ko ko loss iss waja say hota hai kiyunke woh forex trading mein demo account mein trading kiye beghair real account mein trading shuru kerdtay hein aur greed kertay hein aur phir loss ker bethtey hein.
           
          • #395 Collapse

            dear aap ki baat bilkul theek hy kih forex atradeing mee ziada tar loogoon ko loss hi hota hy start mee mee to mery bhai hamien chahiey kih ham forex atrdeing ko join hi waqt kareen jab ham yeh samajh jaien kih real tardeing karny ky qabil hoo gay haien
            • #396 Collapse

              trading me apko profit b ho sakta hy aur loss b ziyada tar loss isse waja se hota hy k hamare pass knowladge nahi hota aur hum koi na koi galti kar daity hain jiss ki waja se bohat nuqsan ho sakta hy so ap ko har qadam soch samaj kar uthana chaye..
               
              • #397 Collapse

                ap sab jitne practice kare gy ap k pass jitna expernce ho ga trading ka app kam se kam galti karin gy aur ap ko profit b ho ga so ap sab ko practice par tawajo daini chaye bqi apki luck py depend hy karta h
                 
                • #398 Collapse

                  Bhai losses bohat sey logon ko hotay hen lekin in losses k peechay bhe hamara he kasoor hota hay hamen hamesha apnay balance ko dekhty huwey tarding kerni chahye or apni skills ko dekhty huiwey risk lena chahye werna trade nahen kerni chahye.
                  • #399 Collapse

                    forex may loss ke wja wrong entry aor thori investment be hti hy kun ky yh risky business hy aor ap jb tk es ko proper smjyn gy nai tb tk ap es may proper tariky sy kam nai kr skty,yh ap ko faida be dy skta hy aor loss be krwa skta hy es ley hr trader ko chaye ky forex ko learn kry aor phr es may kam kry aor profit earn kry.
                     
                    • #400 Collapse

                      g bhai jan bilkul thik kaha ha apny k tarding mai 90 % logo ko loss hota ha or 10 % he profit earn kar sakty ahn loss ko bari waj aik to lalach ha or dora trading k bary mai kum il ya los ki waja ha
                       
                      • #401 Collapse

                        ji haan!! trading me loss boht jaldi hojata hai!!!agar ap patiently kaam kren ge or apne kaam me hardworking kro ge to ap trading me loss se bach sakte hain!!!
                        • #402 Collapse

                          Bhai ye forex online business hai aur ye bhi humen pata hai k ye buht he risky business hai is mein humen pata nai hota k kab market up hojaye aur kab down hojaye, hum tou sirf analyse kar k andaza he laga saktay hain is mein humen koi confirm nai hota, k kia hoga trend kis taraf ja raha hai, aur dusri bat ye hai k jab humen thora profit hota hai tou hum trade ko close nai kartay aur bhi lalach kartay hain is wajah se bhi humen loss hota hai.
                           
                          • #403 Collapse

                            bhai jaan is business me app ager experience, planing se kaam kero ge too app trading me loss kem ho ge. is app log bhot dehn se aur apen empition pue contriol kero ge too is loss se bech ge ga.
                            • #404 Collapse

                              bhai jan hota hai business hai loss to hoga hi baaz time to loss karney se hi profit milta hai is business se loss ki tention nahi leni bus yeh socho loss ke baad earning kase karni hai agay ka socho or yeh soch jab ayegi jab knowldedge hogi apke paas....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Brother 90% logon kay loss wali baat say itifaaq nahi hay baqi batoon say itifaaq hai koi bhee kaam profit and loss per stand karta hai is hi tarhan forex trading bhee un hi cheezon per stand karti hai bus thori mehnat kuch study aur market direction ko dekhtay huway trade karain tu aap nuqsaan say bach saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X