new trader ko forex trading thori investment se start krni chahye
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    Ap nu theek kaha hai hm jitni kam investment sy shoro kary gy otna hmary liyr he faida mand ho ga kun k jitna zayada balnc ho ga otna he zayada loss ka khatra b ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      i am agree with you k new trader ko is main starting main ziada invest nai karna chahiye jab tak aap is main expert nai ho jatay hain aap ko is ki samaj nai lag jati aap is main ziada invest na karian jab aap ko expert ho jain phir trade or investment karni chahiye.
      • #1158 Collapse

        Ga ha gr koi apni inveat mnt krta hy our who new new hy to pgr us ko chiya k who aoni sari investmint na is my onvest kr dy kio k is bisnes my lsis hony my dair nai lgti hy is liya ham ko is my bhit ehtiat sy kam krnabhota hy tobham is my kamyab hoty hy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #1159 Collapse

          g han dear new trader k pass acha experience or knoweldge nahi hota jsi sy ap bohat he nakam earning krtyn ho is liye ap k pass acha experience or knoweldge he ap ko kamyab bna sakta ha is liye thori investmnet k sath apna experience kr lein
          • #1160 Collapse

            G bhai ap na bhut ache bat kahe hai hanin asi he aik planing banai pari ge jis mein agr hum new hain to little investment karni chahiya is sa ap ko loss kam hoga us ka jo loss hoga wo ap bear kar sakin ga agr ziyda kar lain ga loss to wo bear he ni ho saka ga .
            • #1161 Collapse

              is forex main hum boht hi acha earn kar skaty hain so hamain market main invest karny k liye boht hi acha earn karein gay aur experince hasil kar k hi trade karni ho g ta k loss kam ho saky aur market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur market main trend ko use kar k earn karein gay
              • #1162 Collapse

                Dear forex mai jab ap seekh k kam karo aur investmetn ami acha kam ho skta hy soo ap ko dekh k aur smjh k he ap ko fadia haisl ho jaye ga soo ap ko acha reward hasil ho skta hy soo ap ko acha faida hasil honac ahiye,..
                • #1163 Collapse

                  apny bilkul sai kaha bhai forex main start leny kay liye choti amount ki investment karni chahiye trader voe hota hai jo km amount pe bhi profit earn krta hai agr zyada invest krain gay to ap new hain is liye account ko manege nai kar sky gay aur loss bhi ho sakta hai
                  • #1164 Collapse

                    G han new traders jab aty hain tou kamany k liye boht emotional hoty hain k jaldi sy earning karen aur rich ho jaen tou aisa bilkul nahi karna chahye aur thory amount sy trading shuru karen
                    • #1165 Collapse

                      yes dear ap thek keh rahay hain new traders ko chaye k thori amount sy trade krain is sy new traders k0o loss bhi hoa to ziada nahi hoga or jab tk unko trade krna ay g wo achy trader bn jain gy or unka ziada loss bhi nahi hoga
                      • #1166 Collapse

                        yes dear app na billkull sai kaha new trader ko thori investment sa start kerna chaiyie orr oss ko iss sa choti choti lots laga ker experince hassil kerna chaiyie orr experince gain kernay k traff daiyian daina chaiyie orr lalach nai kerna chiayie yahi best way hai acha trader bnanae k lye...
                        • #1167 Collapse

                          G bilkul.Starting mai hmesha low investment say hi kam start krna chahiye or sirf utni investment krni chahiye jitni agr loss ho b jaye to koi tenshion na ho Q k starting mai loss hona hi hota hai.Lakin ye loss hmay kafi kuch sikhata hai jisay agr trader smjay to wo inhi cheezo say kafi kuch gain b kr skta hai.
                          • #1168 Collapse

                            new traders ko main ye advice karn ga k wo sab se pehle to investmnet karne se pehle demo account pai kam karain aur us pai practice kar k apen skills develop karain aur experience gain karain aur phr ja k wo real account pai invest karain
                            • #1169 Collapse

                              Bilkul dear new trader ko trading ka experience ni hota wo jldi mn baghair planning r stragedy k business karty r loss uthaty hn islye new traders ko thori investment sy kam start karna chahyei.ta k loss ki surat mn account wash na ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                Ji Han apne Bilkul theek kaha new members ko trading thori investment se start krni chye q k iny ferox ka achi tara se pata nai hota and na koi experience hota hai hai is liy jab new members ko trading k motaliq sari information hasil ho jay and kuch thori trading kar lain to pher ziada investment kar skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X