forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ji sahi bol rahe ho dear forex me pehly month me bohat kam log he kama sakte hain kiun ke itni knowledge nahi hoti hai na he un ko utna koi khaas experience hota is lye loss face karte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      forex ak rissky busines jis man kabi apko loss hota hay or kabhe profit hota hay.lekin Ist month man apko bilkul bhe idea nahe hota .bilkul new experince ki waja sy log kum gain karty han.lekin hum iski agr pahlay sy proper training lay lyn to mera nahe khayal k apki earning kum ho ge.
      • #558 Collapse

        forex trading my abtidai month my kuch khaas earning nahi hoti is ki wajah ya hoti ha k ibtida my kaam kerny waly logon ka tajarba ziada nahi hota ore loss k chances bhi hoty han.
         
        • #559 Collapse

          chonky forex trading karny waly ibtida my ziada tajarbah nahe rakhty is ley wo koe bari lot lagany ki bhi possition my nahi hoty is ley wo koe bara profit nahi hasil ker sakty q k loss ki position my trade kerna
           
          • #560 Collapse

            treade sy profit hassil kar ty q k un k pass itna knowledge ni hoti acha bonus earn kar letay hain ise trah kuch logo ko loss hota hai isliye proper trading karna chahtay hain is waja sy is kam k start m bhot kam log he profit hassil kar...............
             
            • #561 Collapse

              Dear Forex mein 1st month mein is liye traders ko loss hota hai k kyun k un k pass Forex ki proper knowledge aur experience nahin hota hai ye dono cheezain Forex mein successful hony k liye buhat zarori hain without proper knowledge aur experiecne k koi trader successful nahin ho sakta.
              • #562 Collapse

                bilkul aesay hi hota hai bcoz jab hum demo k baad real account banate hain tab usay dubara se study karne k liye humen at least ek month chaiye hota hai k hum isay seekh kar phr achi tarhan trading karen taake hum profit bhi gain kar sakain.
                • #563 Collapse

                  g ye baat to hai jb b koi shaks niya kaam start krta h akser nuksan m jate hai isi trha trader b aksr shuru m nuksan m jate hai lakin baad m nfa shuru hota h ja experience aa jata h
                  • #564 Collapse

                    Yes it is possible. Most of the people working here. A hard working person can easily find it. Most of the traders here are for a short time. Thank you for your information. It is very important for all people.
                    • #565 Collapse

                      muj is baray mai khuch pata nahe hai q k mai yaha per new user hn per muj yah seekhna hai k kaisay hum sahe say trading karay tk mai loss na utho zada mai loss nahe uthana chata zada is waja say mai yah cheaz seekho ga ache tarha say........
                      • #566 Collapse

                        Agar is business ko proper thinking se or business mind se start kia jay tu ye itna mushkil nahi hai or is me achi invest kar kay start Karen ya phir agar investment amount choti hai tu phir us pe apna volume normal rakhen................
                        • #567 Collapse

                          forex ek business hai js me 100% efforts zarori hai,,, or jab koi new business start krta hai yu use kam profit ya loss hota hai,, q k wo abi market me new hota hai, lekn jb wo market ko samj leta hai tb wo apni real earnig gain krne lgta hai, mene b 30 $ loss kiye the apne first month me but ap me ise kuh had tk samj gaya ho,, or profit gain krne lga ho,,
                          • #568 Collapse

                            yup u r right first month me log pak forex sy bohat. kam profit gain karty han coz abhi unko experience ne hota hai isi lye wo itn profit. hi gain karpaty han. but jesy jesy wo trading katy jaty han wo zayadah zayadah profit banaty jaty hn
                            • #569 Collapse

                              yr its all depand on your knowledge aur experience forex business me yahi 2 chezay count hote hate hay aur jab koe trader phi dafa trade kr rha hota hay to wo apne kam knowledge or expreience k sabab loss kr bethata hay thats why is business me experience or knowledge bht mater krta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                bhai jan aisa hota hai kiyon wo new hote hain or wo forex ko achi tarhan se jante bhi nahi to isiliye forex trading mein loss ho jata hai agar hum control k saath trading karein gaye to hum loss se bach ssakte hain....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X