forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    first month kisi ko bhi itna profit nahi hota but loss bhi nahi hota or loss un logo ko hota hy jo forex ko learn nhi kerty or na unho ny forex k demo account per practice ki hoti hy sirf yehi wajha hy k unko loss hota hy warna forex ko jo samjh ker kaam kary wo zaror kamiyab hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      g han forex mein frist month bhot kam aur experienced log hi profit hasil kar sakty hain jab k ziyad tar log frist month mein loss hi karty hain q k un k pass experience ki kami hoti hai
      • #588 Collapse

        han ku k forex humaray experience pay he depend karta hai na is waja say pehlay month bhot he kum profit hota hai hume chehy k hum yha pay zyada kam kare aur zyada income hasil kare ta k hum loss k chances na ho.
        • #589 Collapse

          Ge han mara pyara bhi ap na bilkol shee bat ke ha ka jo log forex trading ma new hota han wo pahla munth ma is lay loss hota ha kyon ka wo pahla mounth ma twaja sa kam nhi karta han .
          • #590 Collapse

             
            • #591 Collapse

              jab log first time live trading start kerty hain to un ko stating men zyada profit nahi milta or ager loss ho jay to zyada ho jata hai kion k is men un ko first time emotion ko control kerna nahi ata.
               
              • #592 Collapse

                ji han bhai aisa hi hai kiu k log jo new hote hain wo pehli dfa trading kar rhe hote hain is liye pehli trade mai aksar logon ko loss hi hota hai is liye hmain chiye k bhai kam invest krain take loss ho b to kam ho aur ye recoveraable b ho
                • #593 Collapse

                  mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader acha profit hasil karty hain or baz ko loss ho jata hai.
                  • #594 Collapse

                    bhai na draen ku ky mera abhi first month ana hy trading ka is liay please ham new user ko de motivate mat kren or me to ni samjhti ky hr kisi ko loss hi hota ho ga jo meri trha smart ho gi usay loss ni ho skta
                    • #595 Collapse

                      forex main aap ki earning depend karti hai aap ki trading skills py agar aap ki trading skills boht hi awalla hain to aap ko forex main first day hi profit ho sakta hai aur agar aap ki skills achi nai hai to aap kafi arsa forex main kaam karny k bawajood b iss main earning karny k qabil nai ho sakty
                      • #596 Collapse

                        brother agar monthely loss stimation ki bat kr rehy hu ur is main aap na koi bhe profit gain nehe kia ha tu is ka mtlb haa kaa aap ko is bussniess ki mukamal comand hasal nehe the jis waja sa aap ko nuqsan hua haa mera ne khyal ka mukamla comand ka bad is main koi nuqsan wala seen bh e hu ga kiakhyal haaa dosto
                        • #597 Collapse

                          It is very good for you to see the trend at all times it is very good for you to make good money and that is the sure way to make good profit at any given time so always concentrate at all times
                          • #598 Collapse

                            sir sahi kaha ha apnay first month ma apko bhot kam profit hota ha qk apko sahi tarah experinece nai hota ha islay apko bhot kam profit hota ha jasay jasay apko experinece hota ha to ap apni soch say bhi ziada profit hasil kr saktay ha bs forex tarding ma hardwork ki zarorat ha jaha wo insan kamiyab ha jo hardwork kray
                            • #599 Collapse

                              g haan bohat sy log aisy hain jo k first month itna acha profit nae earn krty bus jub wo apni practice achi kren to unka faida e faida hai bohat ziada hmari life change hojati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Denzelle Flowers was the kind of man that a woman writing about love and the perils of the heart could explore, analyze and investigate. Why would a man

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X