forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    jee janba aisa hee hey key forex ki busienss mey first mponth boht sey log boht kam log profit gain kar patey hey kio key mey ney khud bi boht loss kiya huwa hey kio key first time mey lalach bopht hoti hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      g bro ye to fact h kue k new traders k pass itna experience ni hota trade k bare ma or is ki wja se un ko zyadtar profit ni hota or khi br loss ho jata h lekin jse jse un ka experience brta h un ko trade ki smj ane lag jati h
      • #498 Collapse

        yehi waja hai k hum yaha pay aonay new traders ko demo account pay practice ka mashwara detay hain ta k wo yaha pay apnay aap ko kuch samjh kare aur phr bad me trade open kare. aap ko bhut dehan se kam karna hota hain is liye kuch logo ko first month mai itna knowlegde nahi hota is liye wo ziada loss kar dety hain or mera expriecne abi kuch nahi hain trading ka
         
        • #499 Collapse

          G han bhai bilkul aesa he hai mujy to taqreban pehly 4 mah tk loss he hota raha lekin us k bad bahut kam loss hua hai mery bahut sary dost b hen jinen men nen trading k bary men btya taqreban taqreban sab nen he first month los kya mery khyal sy is ki sab sy bari waja experience ka kam hona hai jab hamen loss hota hai to hamary pas kafi exprience aa jata hai jis sy hum bad men profit earn krty hen
          • #500 Collapse

            bhai demo account pe practice krne k bad ya learnings k baad asa hota hai k kai log profit lety to hain mgar km lety hain aur loss bhi kmhe hta hai unko to isly unhen apni skills ko aur acha krna chahye aur sath he trading ache krne k liye practice jari rkhni chahye start me asa hta hai.
            • #501 Collapse

              men to kehta hun k jisne analysis nahi seekha wo first month to kiya poora saal profit nahi kar sakta balkay poori umar.
              • #502 Collapse

                g han aysa hota hai mger sab k sath nahi koi acha profit b earn kar leta hai mger wo nre hoten hai to is lie kaam gain karten hai mger ahista ahista sekh jaye gy.
                   
                • #503 Collapse

                  aik lehaz se apki bat theak he k first month men trading men lose hota he kyun k ap new hote ho forex men iss se apko itna zyada nhi pata hota lekin jaise jaise ap forex men time spend karte ho ap ko samj ana shuru ho jati he or next time ap better trading ki koshish karte ho isi liye kha jata he trading karne se pehle seekh lo ta k apko lose na ho
                  • #504 Collapse

                    jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and hum profit earn kar sakte hain
                    • #505 Collapse

                      g bilkul theak kaha apny jo log forex ko first month use karty han unko kafi loss hota hai but coz uko iski koi samjh ne hoti hai un ko is bary me koi experience ne hota hai but waqt k 7 7 wo log seekh jaty han r ahista ahista wo log profit banana choro kar dety han new userz ko chye k pahly wo demo account banaen phr usky bad real account banaen
                      • #506 Collapse

                        forex jab new start hota he to har kese ke leye he muskil hota he jab iske experiance hote he sath use trah he o expert hota he sath trading me yehi waja hai k hum yaha pay aonay new traders ko demo account pay practice ka mashwara detay hain ta k wo yaha pay apnay aap ko kuch samjh kare aur phr bad me trade open kare.
                         
                        • #507 Collapse

                          mney bcoz living in pakistan with onlyone man earning means my dad is nt possible so i tried to earn mney thorugh it nd am satisfied mney bcoz living in pakistan with onlyone man earning means my dad is nt possible so i tried to earn mney thorugh it nd am satisfiedtheek se nahi jante is liye wo 1st month apni money ko loss kar dete hain new is kaam ko agar seekh kar karen to un ke liye better ho ga....
                          • #508 Collapse

                            wo is liye huta hai kiu kay traderrs demo accounts huge deposits kay sath kholte hain aur phir unhai isi tarha profits aur losses bhi huge hute ghain but wo profits tu yad rakhte hain laikin losses ko bho jatay hain aur jab real mai atay hain tu unhai losses hu jatay hain
                            • #509 Collapse

                              han ap bilkul theek keh rahy hain jb hum join krty hain tb hum itny experienced ni hoty na he itny skills better hoty hain to hum mistakes krty hain or phr hum zaida loss main he rehty hain so koi ni next time hum better kr he lety hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                in my point of view not only all personal face loss in the trading in the first month but those peoples face loss and the main reason of the loss is this that they do not know about the forex, then they face loss, so when you enter in the forex you should have enough knowledge and experience of the trading to make money from the forex market.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X