kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    If we get a margin call at the beginning or many losses in his early career as a trader it is a matter of course, but the practice often improve trading skills then our ability to grow and should also be able to profit consistent, only a matter of time
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      han gg bilkl forex mein buht easily job mil skti hai iss liye hmari poverty bhi khtm ho kti hai kyun kyun ky jab zada logon ko job mil jaye gee phir hmari unemployment khtm ho skti hai
      • #918 Collapse

        forex her bnda nai kr sakta. . .her bndy ka apna mind hy or apna apna intrest hy. . .is liye ye possible nai hy k her bnda forex trading kr saky. . .or poverty khtm krna government k oper munhasir hota hy k wo achee planning kry. . .haan forex sy individual earning achee kr sakty hain. . .
        • #919 Collapse

          yes.forex se humari society poverty khatam hu sakti hai.But hum ko thora es py mehnat karna hoti hai.Forex se hum apni life ma muskal waqat ko easy ly sakty hain.humary mulk main achy khasy educated people jobless phirty hain , agar woh is kam ko karen to un ki finiancial problem yaqenan hal ho jaey gi.I think forex good job for all person
          • #920 Collapse

            han aik had tak agar dekha jay to wo log jo trading krty hen our poverty se nikal chuky hoty hen .agar real mai our serious mod mai trading ki jay to trading waqai e aik acha our profit able business ha.
            • #921 Collapse

              dear friend me app ki baat se agree kerta hun forex trading money earn kerne ka ek acha plateform hai iss ko join ker ke ham apni society ki ko bhi support ker sakte hain
              • #922 Collapse

                g haan forex par kaam kar k hmari society ki gurbat door hoo skti ha lykn is k lie mhnat ki zrort hti haa hmari socity may bht sy log aesy haan jin k pass achi taleem haa lykn phr bh wo berozgar haan...
                • #923 Collapse

                  Ji han bilkul forex ki waja say ghareebi khatam ho sakti hai jab hum forex ka knowledge aur experience hasil kar len gay aur forex pay work start kar kay achi income gain kren gay to ghareebi khatam ho sakti hai
                  • #924 Collapse

                    yes forex trade ka business kar ka hum apne country sa gareebi ko katam kar sakte hain forex trade ka business bohat riksy hain but is business main bohat zayda income hain hum forex trade ka business sa acha earn kar ka gareebi ko katam kar sakte hain aur rozgar ka new zaryea payda kar sakte hain
                    • #925 Collapse

                      g ha bhai jaan agar hum is business ko learn karain and is mehnat karain to hum is business ko kar k apni tamam needs ko pura kar sakty hain and high earner ban sakty hain...
                      • #926 Collapse

                        g han dear bilkul aisa he hai forex ki waja sy humarai ghreeb awam achi income hasil kar skti hain,agr kisi aik achi trade ki waja sy un ka life style change ho skta hai,mai ap ki baat say agree krta hoon,k ghreeb awam apna life style change kar skti hai forex ko join krny k bad,bas is mein thori mehnat ki zurart hai
                        • #927 Collapse

                          G han forex trading sy humari society ki ghareebe khatam ho sakti hy jo log berozgar hain our unko koi job nahi mil rahi forex trading unky liay best hy wo is main join ho ky mehnat kar ky khob pesa kama sakty hain our apny halat ko badal sakty hain
                          • #928 Collapse

                            at the first look on forex all will see that forex is a good and easy opportunity for making monaey its for thaat is so popular and now its easy to make trades from home or work or mobile it make it popular too.
                            • #929 Collapse

                              Agar government level pr forex ko promote kia jaye to is sey kafi had tak unemployment khatam ho sakti hy aur buhat sey logon ko rozgar mil sakta hy, jis sey poverty main bhi kami ho gi. Hamain is ko ziada sey ziada introduce krwana chaheye aur government ko chaheye keh is ko zaroor promote karey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Yes dear we can remove poverty from our society with the help of for ex trading business... because its a very beautiful business which we can start little investment and knowledge...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X