kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    forex me ameer bnana koi bri baat nai ha ye es cheez par depend krta ha k aap kaya kr rahy ha aap ks ko time dy rahy ha mehnat ktni kr rahy ha aap ak achy trader bn skty ha bus es me aap ko thori mehnat chaiy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      je ha possible ha but as kay ley buht mehnet ki zarort hote ha agar humre society ko introduce karwaya jay tu wo as may kam kar kay buhat aygay nikl sakhty ha or apne zaroryat ko pura kar sakhty ha. or kamyab business man ban sakhtay ha
      • #873 Collapse

        ha jee forex se hamari life ki poverty khatam ho skti ha is business me ap ko kabhe bhe laalach ya emotions me nhe prna chaiye kiu ke yeh bohat acha business ha is me mahnat se insan bohat kamyabi apni life me haasil kar sakta hai .
        • #874 Collapse

          jee han gurbat boht ziyada he iski bari waja he ke log experience ke sath hamko job dete hen or ya phr bari bari degree walo ko agar logo ke pass pesa nahi toh woh high education kese hasil kar skate hen aese me forex ak boht hi acha madad gaar bsuiness he jo hamari poeverty ko khatam kar skati he
          • #875 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
            jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
            forex ma hum sub sa pala to is ma hum point kko bana ta ha or iss mam trade kar ta hha or is ma eran kaar ta ha or is ma hum ko ager is mam loss ho ta hha to humm is mam phir sa point ko bana ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kara is ma trade kar ta ha
            • #876 Collapse

              yes why not because this is very fast track for begining of rise in income and earning
              • #877 Collapse

                g haan ager hum forex trdaing ko ko seriously and lagann and interst say layain qo q nahain yeh poverty ko khatam ker sakt hai.
                • #878 Collapse

                  saalam bhai jan ap ny ya bouth acha sawal keya ha by rozgaree humery mulk men buth zyada ha jes ki waja sy tamam greeb pakistani paresaan hen agar ya by rozgaree forex ky work karny sy khtem ho jay to hum forex ka ya ahesan khabi nhi bhoolen gy forex par dil sy meary doston acheysy treading karty raho or achi earn hasel karty raho ak din asa ay ga ky hum pakistan sy ghareebi ko khatam kar dyien gy insa allaha .
                  • #879 Collapse

                    han ji forex se gareebi khatam ho sakti hai hamari society ki kiun ke forex aik great business hai is lye is me jitni mehnat ke sath aap kam karen ge is se utna zada he kama saken ge yahi business hai aik jo hamari poverty khatam kar sakta hai .
                    • #880 Collapse

                      Yah is sey buhat kuch ho sakta hy. Lekan is maqsad key leye aik campaign chalany ki zaroorat hy aur logon ko awareness denay ki zaroorat hy keh woh is business ko join kar key is sey apney leye aik achi income hasil karain. agar is business ko Government level par support kia jaye aur is key training centers kholey jayen to is sey hamary berozgar aur ghareeb awam ko kafi faida ho sakta hy.
                      • #881 Collapse

                        forex hmen independent bna deta he hm mein self confidence increase krta he agr hm isy apna rozgaar bnyn aur puri lgan se kaam kren tou hm is se apny mayary zindgi ko behtr bna skty hn aur poverty ko khtm kr skty hn is dunya se
                        • #882 Collapse

                          Yes You r right we can fight against poverty by Forex trading. Some educated persons have jobless and some people can't afford there family by income. This is a big opportunity for these types of peoples.
                          • #883 Collapse

                            je hann agar isee sahe dil laga k kam kea jyend isee sahi time dea jyee har kam ako sahikarny k lea sahi mehnat karni parhtii hai
                            • #884 Collapse

                              ji bhai ji is main kisi bhi kism ka koi shak nhi hai k is main agr sab log kam kry aur is main profit bhi kamaye to is main kisi bhi kism ka koi shak nhi ahi k is main ap ki poverty kam kho jay gi aur ap ko is main waqai main paisa jo kamaya jay ga wo hamry hi mulk main ana hai jis ki waja se
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                ji haaan bilkul ho skti hai agar ek acha experianced trader ho tw wo forex se kafi profit earn kar skta hai short term me forex bohat profit wala business hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X