kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    forex trading ma ya dono chizy bohut ahmyat ki hamil hay kio ka ager app ko knoledge nah haogi or app apni money iunvest kar day gay to app nuqsan uthay gay is liy pahly app knloedge hasil kary phitr money invest kar lay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      G han forex world wide business ha is ma bhot se log kam karte han aur earning karte ha ..ye bat sai k forex k zariye se poverty ko kam kiya ja sakte ha lekn khatom karna bhot mushkil ha..jobless people forex ko join kar sakte ha aur earning le sakte han..
      • #963 Collapse

        Forex ko agar government level pr promote kia jaye to is sey kafi had tak unemployment khatam ho sakti hy aur logon ko aik home based business mil jaye ga aur sub aik dosrey sey seekh kar is business ko agey barha payen gey. Yeh aik profitable business hy aur aap ko aik job jitni income asani sey provide kr sakta hy.
        • #964 Collapse

          forex ka society ki ghreebi sy koi taalq nai hy q k yeh koi ocmbine effort ya busienss nai hy ess ko koi b individual kr skta hy ess liy koi b jo iess ko join kry ga us ki poverty khtm ho skti hy lekin ess mein sy koi b individual earn kr k society ko nai dy ga es sliy yeh hr aik individual ki requiremtn hy k wo hard work kry aur jb sb log earn kr skty hein
          • #965 Collapse

            ji han ho to sakti hai agar sahi me ham mehnat karte hue chalen is business me to is business ke through ham apni society ki poverty ko khatam kar ke kamyabi ki taraf barh sakte hain or mehnat ker ke kamyabi ki zindagi guzar sakte hain .
            • #966 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to humain is main kafi help hoti hay huaminis main kam kar kay humain kafi acha profit hasil ho sakta hay or humain is main rich hny ka moka millta hay
              • #967 Collapse

                Forex trading bohat acha busniss hyvjis sai apko earnin hoti hy lakin is ko her koe ker sakta hy is ko kerna ke liya apko seekhna or is ke demo mai practice zaroti hy
                • #968 Collapse

                  Assalam u alikum friend jee haan forex me trading kerne se jo profit earn hota hai usse poverty door ho sakti hai un logo ki jin k pas koi job nahi hai ya wo kuch kaam kerna chahty hain lekin un k pas business start krne k liye money nahi hai, to forex business bilkul aese logon k liye best place hai apni poverty door kerne k liye.
                  • #969 Collapse

                    disappointed in the next to merge? .. may be disappointed. that merged? Well, so, just to get to the bottom (To myself). Seriously - how to merge all deposits over and over again, so as not to realize that something is wrong ... or trade novice, or forex ... Why go for real .. It has been a false path?.
                     
                    • #970 Collapse

                      han dear khatm ho sakti hai ye aik real buines shai is ko koi bhi kr skata hai ye aik good buiness hai is ko kisi timebhi kaj akta hai ye aik acha buines shai is ko kiis time b a kr sakty hain
                      • #971 Collapse

                        Han agar hum learning karain aur forex ka pura experience seekhain to to hi ap forex mai achi trade kar ke profit kma saktu hain jis se hmare mulk ki poverty khatam ho sakti hai lekin forex ko free mai bhi taleem agar aam hojye wsy to tutorials aur is forum ke taleem section se hum seekh sakty hai lkin agr koi humin har lamha guide karsaky to forex ki bhut farogh hosakti hai aur hum forex seekh kar agye se agye barha saty hain aur mulk ki poverty ko khtam karsakty hsin.
                        • #972 Collapse

                          Yes forex humari jo society han us me forex ki trading karne se hum us ki gurbat ko dur kar skhty han but is k lye humen bhot ziada hard working ki zarorat hoti hai pher ja kar hum apne society ki gurbat ko mita skhty han
                          • #973 Collapse

                            mere khayal se jo educated log be rozagar hain wo forex earn kar sakty hain is k zarieye se wo apny ghar ko achy tareeqy se chala sakty hain.aur students bhi spare time main is k zarye se earning kar sakty hain wo fees k ikhrajat nikal saktyy hain aur bussines trader bhi is zaruye se well earning kar sakty hain is be rozagar hogi aur humain is introduce karwana chahye..
                            • #974 Collapse

                              yes Brother you asked very very good question from the new members because Forex can remove poverty from the pakistan because its a world wine business it can start any person from any time mostly educated people can understand it easily and can start it....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                friends kesay hain ? friends agar har koi seekh jaey to hum sab jo unempolyed hain un ko bhi faida ho jaey ga or kafi had tak ghurbat ko hum khtm ho skti hay . kafi had tak tabdeeli a skti hay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X