Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear yes main ap ki baat se agree karta ho yes jab price up down hoti hai to dil ko bi dharkta hai is k sath jab is main esa hota hai hum ko is main profit jo to per bi es tarah hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      jo treading mei senior ho gy un k sath tou esa nhi hota hoo ga lykn jb koi new member treading krta hai tou uc k sath essa tou zarur hota ho ga uc ko chahiye k wo utni hi treading kry jitni wo ba asani kr skta hai...
      • #153 Collapse

        my dear app nay sahi kaha hai agar app nay market ko follow kar kay aur full analysis kar kay apna oder market mein take kiya hai to app ko koi tenshion nai hogi agar app nay apna oder kisi misstake ki wajha say market mein take kar diya hai to app kay sath aisa hi khuch hoga es liye my dear humein jab bhi apna oder lagana chahiye market ko follow karey aur analysis fandamnetal news ko follow kar kay hi lagana chahiye
        • #154 Collapse

          hahahahahahaha :D jeee g bilkul aise hi hota hai but es ka bhi 1 solution hai k aap hedging ki trding karna seekhen us sy aap stress free ho jao gy
          • #155 Collapse

            je bahi asha he hota ha lakne is se bachne ka ake trakaha ye ha ke ap jo be trade kiya kre monye mangment ke sath trade kiya kare nahi to ap ko loss be zyd aho sakta ha or dil be up down zyd aho ga je
             
            • #156 Collapse

              My dear friend aap ki baat se agree hun lakin yahi hamaary emotion han jin ko humain control me rukhna chaahiay jub bi market me tazi hoti ha hum bagher soch ay hi trade open ker deaty han jis se humain loss ho jaata ha .apnay dil ore emotion ko control me rulhain
              • #157 Collapse

                yes merab yahi hal hai jab koi trade loss main jari ho to dil ki dharkey b taiz ho jati hai but kabi kabi to yar boht hi taiz ho jati hai
                • #158 Collapse

                  han sir ge ye tu zahiri baay hai keh prize ke up and down ki waja sey dil be dharhakta hai keon keh hum jis ke recive karnay ke koshesh kar rahai hai tou wo cheez down mai ajati hai tou lazmi baat hai keh hum dil he dil main dartay rahengay
                  • #159 Collapse

                    g agr ap na over margin trade kr rha to ap ka dill zaror darkhta ha kiu na ka real ma trade lga li ha to zahr ha fatri c bat ha mha pta ni hota ka market na kia krna ha to hmara dill bachani mahsos krta ha or ba tartib darkhta ha.
                    • #160 Collapse

                      dear aisa to hr aik k sath hota ha laikin agr ham apna mind sa trading krin to asi nhi hoga or asidihjcuias iajsdnvcasduifv hadv jncvujnasdivh asdfdivuxc nuasd ivcasdvnsav iuasfyvha sifnvsavui asf
                      • #161 Collapse

                        Dear agar esa hota hai to ap hi ki ghalti hai jab apko malum hai k forex main risk bohat hota hai phir itna lot kyun lete hain k prices k uper ya niche jane par bhi apki heart beats barh jati hain.
                        • #162 Collapse

                          main samjhta hoon ke jab ap koi bhi trade jab open kar dete hain then ap ke pass koi option baqi nahi rehta ke ap apni trade ko kisi aur different point per place kar den tu is liye market ko ap ko chiya phele hi analysis kar ke apni trade ko open karen ta ke ap dil dhak dhak na kare
                          • #163 Collapse

                            ji jnb main bhe ap ki bat s 100% agree krta hu bilkul esi trha hota hy magr hm cahy k hm apny demag or dil ko relax rakha kr kaam kry tu hm loss kam krny gy. jb bhe market Price k up & down ho tu hm cool mind ho kr kaam krny is hmra dil bhe thek rhy ga or us ki speed up and down nhe ho gi agr market k up ya down hony pr hm pagal ho jy gy tu esa ho ga.
                            • #164 Collapse

                              bhai bilkul dharakata hai bilkay bohat zor zor say dharakata hai q kay pasya aata saub ko aacha lagtahai aur jatay huway takleef hoti hai pr yeah bat b hai kay seekhanay ko b miltahai kay investment kis trah aur kidhar aur kaisay kee jay....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                han new traders k sath ye hota hay. but old traders ko pata hota hay k ye ek normal baat hay . kabhi kabhi to trade suddenly itni ziada loss may chala jata hay k account wash honay ka dar laga rehta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X