Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dosto funny question hay bhai apka wesay ye han wesa esa he hota hay jab zara bari trad lagata hu me to meray saht mb esa he hota hay dil dhak dhak hota rehta hay jab tak trad closs na kar lu wesa bohat maza b ata hay,,,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bhai wesay acha mazak hai traders jb bhi koi bhi trade lagaty hain to traders ko fiqar hoti hai khein unhein loss na ho jai or ye sab ko pehli dfa experience hota hai.
      • #123 Collapse

        little funy thing but true. jab ap logon na trade lgai hoti ha to har second ap ka dil dharkta ha kahen forofit or kahen thora loss dekhny ko milta ha per yeh sa part of life ha kuch kerny k leay kuch na kuch himat kerna hoti ha
        • #124 Collapse

          jee bhai jaan aisa thab hota hey jab aap ko koi biu ilam nahi hoti or aap ko mushkil hoti hey forex business mey thab hee aap ka dil dharkey gaa agar aap pey aik bi pips market opposite jaye gii tho aap ko problem hoti rahey gii or agar ap ko pata hoga thb aap ko koi problem nahi hogi
          • #125 Collapse

            slaam to all go bhi forex par kaam karty ha gab ap acoouunt pa traiding karty ha to prise ka up & down hone par ap ka dil dhark ta ha sai batt ha na gap app ko proffet hota ha to app bht khoosh hota ho gab app loss ho gat ha to app nariz ho gat ho.
            • #126 Collapse

              g aap ki baat bilkul theek,jub price up ho gi,hum bht kosh ho gaay ke ab hamaay profit millaay ga leken jub price low ho jati hy ajanuk,hum loss me cullay jatay hn,assay me prachan bilkul b nahi hona chee q ke agar suppose hamaay lose huha hy then wo waqt b ayyay ga ke hamaay profit ho ga is tara hum upnaay dil ko tasali daay saktaay hn.
              • #127 Collapse

                yes ye tu hota hai jab forex trading main market move kerti hai up and down tu sab ka dil darkata hai jes waja sy ap ko emotion main ah ker wrong desion be ly lyte hai kabi kabi us waqat khud per control kerna ho ga
                • #128 Collapse

                  hum kisi bhi business main jatay hai aur hum kabhi profit aur loss main jatay hain toh heart beat fast ya slow toh hoti hai its natural infact forex is very intreasting work
                  • #129 Collapse

                    bhai trade ma risk to lana hi parta ha or wo trade hi kiya jis ma autaar charhao na ho hu nafa nuksaan to hota rehta ha ais ma dil dharaknay wali kiya baat ha .business man ban kr trade krni chahiyeh na ha chotay bacho ki tarha keh dil dharakna wagara
                    I Love Humanity
                    • #130 Collapse

                      haha han yeh to he but ishi lye stop loss lgana bohat zaruri he or tp also .. q ke market ka haal poori trhan se koi nahe janta yeh kabhi bhi fluctuate ho sakhti he so that's why stop loss lgana mat bhoolen ..
                      • #131 Collapse

                        Market agar hamari favour main ho to maza aata hai lekin agar opposite ho to kafi tension paida ho jati hai. Is se bachne k liye hamain chahiye k hamesha small lot size use karin to koi tension create nahi ho gi.
                         
                        • #132 Collapse

                          very nice question g bhai jab be log trade karTAY HAI tu market kabe down jati hai aur kabi up aur sath sath dil darak ta hai app kay pasey zayana ho jay laykin hum chaheyyaa kay app ney emotion ko kaboo may raakh jay is may hum sab ka hi faida hai
                          • #133 Collapse

                            ji bilkul bro aisa hota hai or jab sirf loss he hota jaye to ziada tension hoti hai pher dil kehta hai k humne buy kyun ki sell karty but ye to apka experience hai jo k in sab chezo k bad bharta hai apko bas hosly se kam lena chahye or apne emotions ko control rakh k sabar se rahy os ka phal pher metha he mile ga
                            • #134 Collapse

                              je bhai asa uswaqt hota hai jab hum bohat ziada profit ek chakar main greed main ajate hain aur apne emotions ko control nai rakh pate jisse hamaen loss hojata hai, aik acha trader wohe hota hai jo market ko achi tareke se analyiz karke aur uski movement ko follow karet howe sabar o tahamul ek sath tarde lagata hai aur trade laga ke pc ke samne se hat jata hai kiun ke jitna ap market ko watch karooge utna apke emotions barhenge isliye better yehe hai ke apne mind main aik planing aur target set kar ke trading ki jaye aur jitna bhi profit mille usse le ke apna order close kardena chaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                its true jb market un favour ho aur marke mai tezi ho tou heart beat taiz ho jati hai.lakin phr bhi humay apny emotions pe control rkhna chahye.aur trading ko smjh k krna chahye.agr low level rkhy gay tou asa nhi ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X