Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Bhai agar ap nay trend k hisab say trade lagi hai to ap ka dil dhak dhak nhn karay ga and agar ap ko market ki samaj hai to phir to ap trade ka w8 karo gay and agar ap nay asay he laga di hai to phir to ap ka dil dhak dhak karay ga he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      hahahaa ye to ek natural c cheez hai aur is say bachnay k lye hame chahye k yaha pay trade laga k tp aur sl set kar k band kar dya kare jiss say humaray dill ki haaalat normal rahay ge.
      • #273 Collapse

        bhai jan ye to aik fitri bat hai k humare paise lage hote hain to jab profit hota hai to humin khushi hoti hai or jab loss hota hai to gham per humin apne emotions ko qabo main rakh kar trade karni chahye warna hum trade nai kar sukin gy...
        • #274 Collapse

          yup i agreed . . xahr ha js chex m apki investment hogi or apki lyf totatly os he p depnd krti hogi tu apki heart beat up nd down hona normal ha but hme ixe cntol krna parta ha
          • #275 Collapse

            gee humera dill be market ke upon or down ka sath dihnk dhink kart hein humein deer legy rhan hot hein ka hum ko kyen ho gy loss yhe proft is liyen humera dill dhenk dhenk karn rhan hote hein
            • #276 Collapse

              g han jab hum new trading karna shru hta hahn to hmara sath asa hi hta ha keo ka is ma hum new hta hn or hum ko dar hta ha ka khin hma koe nuksaan na ho jy ya to aik natural bat ha lkn ji strha ap ka experience ziada ho jata ha tub aap ko is trha nhi hta keo ka aap ko apna oparvaitbaar ho jata ha .
              • #277 Collapse

                g han zahiri baat hai dil dadhke ga hi na kyun k use dar hota hai k kahin loss na ho jaye. lakin humain apne emotions par control rakhne chahiye kyun k is se humain waqai loss ho sakta hai.
                • #278 Collapse

                  ji haan theek kaha hai apne forex mai market k badalnr mai dair nahi lagti hai ak second mai market up or down hoti hai is liye jab jab prize mai changes ati hai waqai mai dil dharakta hai k kahin hamari trade loss mai na chali jaye....
                   
                  • #279 Collapse

                    g han aisay lagta hai k abhi loss hua to hamara dil nikal ker bahir he na a jaye kyunki forex mein jab market bht zyada pips k fasly per chali jaye to majbooran hamein hedging kerni perti hai but hamara balnce bhe itna zyada nhi hota or akhir kar nuqsan ho jata hai
                    • #280 Collapse

                      • #281 Collapse

                        Han jee aisa aksar hota hai.. lakin we must be strong enough to bear these all matters.. jin ke investment ziada hoti hai un kay liye bhe yehe advice hai,, business mai strong hona bohot important hai.
                        • #282 Collapse

                          yes bhai jan trade business me trade karne wakat prize ka up aur down se apni dil bhi dharak ta hai par is se humko jald bazi nehi karna chayee aur apni emotion ko bhi control karna chayee aur sabar se trade lagana chayee
                          • #283 Collapse

                            dear this is the part of the business in which if we are going to make the trading then we should wait for the profit on the trading site and a time will come when we are see that we are getting some of the profit with the transaction.
                            • #284 Collapse

                              g mery bhai main ap k swal sy agree karta hun insan ha hi na sukra wo har hal main razi nahi ha jab usy kisi business main prophet hota ha to wo kuda ko bhul jata ha jab wo dekhta ha k loss ho rha ha to us ka dil gabrany lagita ha or allah sy sikwa karta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Actually experienced traders can know the proper price movement.A newbie trader fall in hesitation when price goes ups and downs,but an experienced trader not because he can assume the price movement properly.So we have to be experienced to assume proper movements.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X