Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    g hun jnab bil kul mere bahi frend samere dosto hum logun ko jab apna order open karet hyn to si bunzees ki markeet jab up ya daown hoptri hy to us ke sath hum logun ke dil ki dahrkan bhi buaht hiz yad teez hoo jati hy si lei kun kah is maain hum ko rsik buaht hi zyad hoat hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      price ko dykhty hiye hhuamin kam karn ahota hay agr hum market main kam karty hain price ko b read karty rhna ho ga kay market main achi earning hasil ho sakay low risk main trade ko start kar sakty hain is main jab market down jati hay to kafi dar lagta hay kay trade min loss ziada na ho jaye
      • #813 Collapse

        Forex trading mai Price up aur down na b ho rahi hon tu phir dil dharkta he rehta hai :) . trading kay doran ziada stress nai laine chaiye. traders ko chaiye ke woh trade open karny say pehly market ka acha analysis karin aur phir he trade position open karin tu in ko stress ka kam samana karna parhy ga.
         
        • #814 Collapse

          g han ayse ho hoat hai or mera bhi ayhi hal hota hai q k forex main har wakt dil dharkta hai specily jub hum trade lag chky hoty hain tu main khud yahi kuj karta hun maghr main yah apni galti manta hun q k aysa karna nahi chahye
          • #815 Collapse

            g han hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur har jeet tou hoti hi rahti hai na so hamain is main sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain is main earning ho skay gi
            • #816 Collapse

              G Bhai ap ny sahi bat ki hai aysa he hota hai jub hmari trade log hoti has tu price up down mn sath sath dil bhe dharkta hai k kiya hony Walla hai ab hub trade profit mn ja rai hoti has tu acha lgta hai mgr jub loss mn ja rahi ho tu dil bahar ko ata hai
              • #817 Collapse

                hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay uar hamain is forex main anlayse kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main trend ko use karna ho saky ga
                • #818 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                  dear me aap ki baat se agree hun lakin yahi hamaary emotion han jin ko humain control me rukhna chaahiay jub bi market me tazi hoti ha hum bagher soch ay hi trade open ker deaty han jis se humain loss ho jaata ha .apnay dil ore emotion ko control me rulhain
                  Apki baat bilkul teek he lekin mera ye man na hay k jo becharay bari investment krty he apna sub kuch laga dete he tu phr un k sath aisa hota hoga jo raat o raat Ameer banna chahtay he un k sath aisa hoga
                  • #819 Collapse

                    bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn agar ap ka posting k zarey koi investment ho tu phr ap koi msla nhn hona chahye kaun jo bnda investment karta hy is ko tenshion hoti hy is lye mera ,maswara hy ap ko is km expert hona lazmi hy jis sy ko kabhi loss nhn aye ga..
                    • #820 Collapse

                      is main hamain up aur down ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forex main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is main trend ko use karna ho ga
                      • #821 Collapse

                        g bilkul loss to buisness ka hisa ku kih jis kam mn loss or gain na ho to wo buisness ni hota lakin traders bhai apney emotion ko control ni krtey or proper time ni detey is liye un ko loss hota h or is ki waja mistakes hoti hn jo unhen remove krni chahiye
                        • #822 Collapse

                          is forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur markt tou move karti hi rahti hai so hamain is forex main up aur down ko mind main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain it is best job
                          • #823 Collapse

                            Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy or apny apna exprince shear kia hy dear forex mai jb market zyada high volatality k sath move krti hai or mushkil hoti hai situation ko manage krnay k liye or esa tb hi hota hai jb trader money management ko use nhi krta or bina money management k risky trading krta hai.Hmesha apni equity ka 2% 1 trade pay use krna chahiye.Is say account b secure rhta hai or wash honay ka khatra b nhi hota.AssAss
                            • #824 Collapse

                              G bilkul asa hi hota aksar almost sb trades k sath yahi hota ha k jb bhi ham ne trades lagain ho to j hamari k opposit market jaye to hamara dil bhi usu trah dharkata ha.up ya down trend dono pe hi asa hota ha . K najany kia ho ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                                Dear traders mere experience mein ye baat aai hai k jab hum starting mein trading karty hain to price k up and down hone k sath sath dil bhe dharkta hai.kia khayal hai ap ka aur kia karna chahiye?
                                Ji Bhai main aap ki bus Aakhri Karta Hoon ke jawab friend Karte Hain 2 market ke up down hone ki wajah se Hamara Hatti market ke sath Jude Jata Hai Jiske Ke Bhaiya Se Hame SMS Hota Hai Jab Apne apni post mein likha Aisa Jab Hota Hai Jab aap apne emotions ko bhi kaam mein daal Dete Hain Mere Bhai is kaam mein motions ki koi aukat nahi hai so gaya emotional who is kaam ko kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X