Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    jab koi bi trade lagi hui ho to kabi bi market ke samne na bethe q ke market ki movement kabi up hoti hai kabi down to bohat hi zyda emotional feelings ati hain jo main ne observe kiya hai islye main ap ko yahi suggest karun ga ke zyda se zyda time na dain ap stop loss ko lazmi use karian or take profit ko bi jis se ap ka account safe rehe ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      market price move kar rahi hoti hay ap ki trades loss mei hongi tou dil dhakrkta hay magar baat ye hay agar achay analysis achi mehnat se trades ki gai hon kabhi bhi pareshani nahe hoti hamesha best planning kay sath trading karain phir aap ko kabhi koi mushkil nahe ay gi hamesha mehnat sey trades lagain....
      • #828 Collapse

        boss kya bat ki haiap ny or mien ap sy agree kerta hion k jis tarah price up down jata hai us tarah he hamara dil bee tezz darkhkny lag jata hai or hamain es mien sewaye tension k kuch ni hota
        • #829 Collapse

          hamain is forex main planne kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gayy aur hamain market main is k up auur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum kamayb ho sakty hain aur hamain market k bary main acha information hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar sakty hain it is ebst job
          • #830 Collapse

            Ha ha ha ha ha nhi yar aysa na Hong dyn , dykhyn Allah NY ap k liy Jo byhtr likha hua hota hy wohi hota hy kun k AGR ap NY analyses bhi achy liy hn to phir trades Allah py chor dyn kun k hmary pryshan Hong sy h apna hi nuksan krty hn lykn AGR cool minded ryh k kam kryn hy to zyada msla nhi ho ga
            • #831 Collapse

              Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta bhon apny bhot achi bat shear ki hy dear ap ka experince bilkul sahi hay ke jese jese Forex marekt ke movment tez hoti hay us ke sath sath dil ki dharrkan bhi tez ho jati hay or esa tab hota hay jab ap ke pas experience and knowledge kam ho or ap ne galti se koi esi trade open kar li ho jis me ap loss me ja rahay ho is liye my brother dil ki dharrkan is soorat me control reh sakti hay ke pa fully confidence, knowledge or experience ke sath trading karen
              • #832 Collapse

                market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is k up auur down ko dekh k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is forex main demo main practice kar k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main planing karny main bi asani ho saky gi aur is say faida ho saky ga
                • #833 Collapse

                  G bhai ap thk keh rhy hn jb ap apny qeemti paisa invest krty hn to to iss ki fikr to ap ko lgy hi rhty h..q k jb ap ki trading uper ko jaen gi to ap ko kafi sara profit ho ga or neechy ki trf ai to ap ko nuqsaan ka samna krna parhy ga iss ly ap ap hr waqt tajassas m hi rhty hn k pta nh next kia ho jay ga or issi ly ap ka dil b dharkta rhta h...
                  • #834 Collapse

                    jab market move karte hain to hamy loss yab profit hota hain is kiye hamara dil ldarta hain ky hamy loss na ho gay or agar hum loss sy bachna chatey to hamy to hamy market ky rule sko follw karty howe or market ky up down ko dahty howe investment karne chahey
                    • #835 Collapse

                      Bhai ap ki baat sy ma ikhtilaaf karta hun Dill waqi dharkta hai mgr hmein sosla nai harna chahye confidance ky sath work karna chaye agar loss aa bi to eska yea matlb nai ky Forex chor di jaye balky es mein mojood galtiyon sy kuch na kuch seekhna chahye hmein himat harny ki bjaye
                      • #836 Collapse

                        jab hum bager learning ky forex mai investment karty hain to hamy dar hota hain ky hamy loss ho gay ga or hamara sara paisa tabah ho gy lakin hamy forex mai kam karny ka acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe zada amount invest karne chahey pher he hum acha profit hasial kar saky gy
                        • #837 Collapse

                          G han is main ye to hota hai is main ko risk to hota hai is main ap dil to dharkta hai is main ap ki mahnet shamail hoti rahti hai is main poora mahina mahnet kar ke ager humain loss ho ga tou hamain sakht mayusi hoyti hai aur hamara dil na umeedi ki sath dharakta hai aur is main hum ko mayus nai hona chahiye blke dobara koshish karni chahiye.
                          • #838 Collapse

                            zahir hay dear jis banday nay apni invest ki haogi agar us nay order sell main liya hay tab bhi us ka dil dharkay ga aur agar us nay buy main lia hay tab bhi us ka dil dharkay ga agar us nay sara month forum main postain ki hon tab bhi us ka dil thoray bahut lose main bhi dharkay ga yeh business hay aisa jis main har haal main hamain tention to rehti he hay magar agar isay propper knowledg k sath apnaya jaye to is main tention bahut he kam rehti hay.
                            • #839 Collapse

                              dear ap ny bilkul thek kaha waqiya he price k up down hony sy dil ki darken tez ho jati h or tez honi banti b h yr itne mehnat k bad to bonus milta h dar hota h k Kahen loss na ho Jaye ALLAh ALLAH kar k to bonus milta h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                g bilkul thik kaha dil dharkta hai agar kisis k mehnat k pese hoge to zaror dharken gai aik unexperienced ko agar ham soch samjh kar trade karen gai to agar hamari trade loss me b jaen gai to tab b hamara dil nh ghabrae ga q k ham baray loss se bachne wale hotay hai is lye achi knowledge hona laazmi hina laazmi hai trading karne k lye baqi aise trade karne ka faida nhee hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X