Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    Yes dear ap ki bat bilkal thek ha lekin hume apne emotion pr control be kr na chaiye hamra dil dharka ha jb markek ups ya down jati hen hum is ma saber se kam krna chaiye ur trading krne se phalye demo account ma practice kr le tu hamre liye bohat acha hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      G bilkul bhai g easa he hota hy jaisa he forex mai prienve up and down hoti hy sath sath hamara dil ke dharkan be taiz hona shoro ho jati hy kun ke humin looss ka dar hota hy jis sai ye hota hy
      • #768 Collapse

        g han asa hi hota hai is main hamain trade karny k liye confidence aur experience ka hona boht hi zarori hai is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k market main profit acha hasil ho k hum is main earning kar saky
        • #769 Collapse

          agar hum market ko theak say daikh kar trading karen gay aur achy level par trade place karen gay tabhi esmain kamyab earning kar sakty hay so humay dil lga kar market par focus karna chahiey
          • #770 Collapse

            Mere bahi forex trading mein agr ap ny koi bari lot size ke saath agr kissi cheaz investment krty hain tu thora bahot dil darakhta hai aur jab profit ho raha tu ap bahot khus hoty hain aur jab ap ko loss ho raha hota hai bahot pershan hoty hain
            • #771 Collapse

              hamain is main currency ki price ko dekh k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur greed ko avoid kar k hi hum market main achi trade karein
              • #772 Collapse

                jab market up aur down move karti hay to humay esi ko samjh kar trade karnay main faida hota hay aur yahe cheez ko analysis karna hota hay ta keh forex trading main acha earn kar saky
                • #773 Collapse

                  g han asa kar sakty hain aur trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar skay gay aur analyse kar k hi aur up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur earning ho
                  • #774 Collapse

                    Ap ki baat thek han lekin humy market me during trading aik specific margin par risk lena hi parta han lekin humy chahye k hum small risk factor par trading kary aur is business me greed se bhi avoid kary isi trha hi hum aik professional trader ban sakty han aur is business me trading kar k acha profit bhi earn kar sakty han.
                    • #775 Collapse

                      yehi tu wu movement hota ha jub trader excitment feel kerta ha or wu up and down ku daikh ker buhut tention man rehta ha jub trade favor man hu tu khush jub agfianst hu tention man hota ha
                      • #776 Collapse

                        new traders ka emotion per control itna acha nai hota hai jis ke waja say iss trah ka masla hota hai . baad mai experience kay sath sath yeh masla b khatam ho jata hai aur traders confidence kay sath trading karty hain lakin iss kay experience ka hona bohot zaroori hai.
                         
                        • #777 Collapse

                          G han main ap ki baat say bilkul agree kar raha hon kiun kay new traders jab koi trade open kartay hain to jab prices up and down hoti hain to us kay sath sath trader ki heart beat bhi taiz ya ahista hoti rehti hay esi soorat main apnay ap ko relax rakhnay ki koshish karni chahiye aur sabr say kaam lena hi behtar ho ga hmaray liye
                          • #778 Collapse

                            Dil ka dharkna ye new trader kay liay hota ho ga bas aap ko sabar ka muzahira karna hota hay i think jo loss zada karta hay wo dosron ko kam say kam guide line to achi daay sakta hay bas aap apnay rules ko follow karain or emotional feelings ko control main rakhain
                            • #779 Collapse

                              price ka up down hony kay sath dill b dharkta hai laikin is main jis nay kuch plane say is trade ka order ko open kia hota hai is ko moka milta hai kay market say ye money ko earn kr lain or khud ko loss say is tara say humy safety mitli hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                price ki move kay sath hum ka dill b move krta hai jis main new trader kafi zada emotion ho jaty hain or is main mistake kr laity hain or trader ko fear ki vaja say close kr laity hain ye ik natural baat hai laikin is main sabar say kaam laina hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X